Miyan- Biwi "Khwaish"

by khwaish on December 06, 2011, 12:36:05 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 11600 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Kuch Hi Din pehlle Ki Baat Hai, Main Mere Doston Ke saath Vacations Par Kahin Gaya Hua Tha..Uss dauraan Maine Ek Vidhesi Jodi Ko APne Saath Dekha..Kyonki Humara Stay Ek Hi Hotel mein Tha..Baar-baar Hum Ek Dusre Ko Milte Reh Rahe The..Uss Jodi Ki Khaas Baat yeh Thi Ke Woh Saheb Bahut Sincerely Apne Wife\Girlfriend Ki Har Baat,har farmayish Ko Poori karne Mein Lage The..Kuch iss hadd Tak Ke Mujhe Aisa mehsoos Hua Ke Woh Bas bechaare Apni Biwi Ki sewa Karte Reh Gaye..Unn par Kuch Aur Kuch iss theme Par Likhne Ki Icha Jaag Uthi..yeh Mazahiya Shayari Hai..Isse Haste Hue Padhiyega To hi Iska Luft Utha Payenge..Aur haan Main Khud Bhi "Hyderabadi" Hoon isliye Ussi Andaaz mein Likh Raha Hoon..

Ek Miyan-Biwi Ki Jodi Ko Dekh Hum,
Mann Hi Mann Muskuraaate Rahe

Biwi kahen miyan Se Khade Raho
To Miyan Ghanto Pairo Ko Apne Azmaate Rahe

Biwi Kahen Miyan se Dhoop Bahut Hai!!
To Miyan Hawa Ka Pankha Hilaate Rahe

Biwi Kahen Mere Hote Hue Tum Kisku'n Dekh Rahe??
To Miyan Kuch Bhi Nahi Dekh Rahoon Ki Kasam'n Khaate Rahe

Biwi Kahen Aaj Din mein Mereko Chaand Dikhra!!!!
To Miyan Sirf "Haau Mein Haau" Milaate Rahe

Biwi Puche Duniya Mein Sabse Khoobsurat Kaun??
Miyan Taareef mein "Tumse Acha Kaun hai" Geet Gungunaate Rahe

Biwi Bin Baat Ke Roothe To Miyan Ke Liye Qayamat Aa Jaaye
Miyan Ghanto "Jaanu-Jaanu" kehkar Manaate Rahe

"Khwaish" Ki Yehi Dua Hai
Salaamat Rahe har Jodi Duniya Ki!!!!!
Yaar Hum To Bas Yuhi Haste-Hasaate Rahe

         ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
sarfira
Guest
«Reply #1 on: December 06, 2011, 01:50:06 PM »

To Miyan Sirf Haau Mein Haau Milaate Rahe

Biwi Puche Duniya Mein Sabse Khoobsurat Kaun??
Miyan Taareef mein "Tumse Acha Kaun hai" Geet Gungunaate Rahe

Biwi Bin Baat Roothe To Miyan Ke Liye Qayamat Aa Jaaye
Miyan Ghanto "Jaanu-Jaanu" kehkar Manaate Rahe

"Khwaish" Ki Yehi Dua Hai
Salaamat Rahe har Jodi Duniya Ki!!!!!
Hum To Bas Yuhi Haste-Hasaate Rahe

         ~~~~~Khwaish~~~~~

hahaha
wah Khawaish ji Usual Smile

baht kamaal ka sach bayan kar gaye aap tongue3

hehehe ---- janaab yun haqeekat bayan kar denge to
pata hai na kya hoga tongue3:P:P:P:P

baht khoob

aapko mazahiya section me dekh kar sabse jada khushi mujhe hi ho rhi shayad Usual Smile

bas yun hi kabhi kabhi apni versatility se hume avgat karwate raheN--

aapki Hyderabadi tone ne to alg hi sama bandha Usual Smile

khus rahen
muskurate rahen
Usual Smile
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #2 on: December 06, 2011, 04:14:24 PM »
Reply with quote
Khwaish ji, Bahut  khoob .Lutf  kaisa  nai  aata . Bhot aaya....aap  Joru  Marad  ke  baataaN  aisa  kare  ke  sab  ke  peton  mein  gudguli  hone  lagi .  kaiin ye  ghar  ka  maamla  to  naii  hai  naa?......laughing4)))
 
 Mai  bi  aajkal  Hyderabad  me  hu  ore  Hydrabadi  sikhraoN . Achhi  peshkash  ke liye  bhot  bhot  mubarakbad .Hyderabadi  ghalat  likhi  ho  to  maafi maangtaoN.            Hasan
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #3 on: December 06, 2011, 04:33:24 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

bahut khoob khwaish bhai... Usual Smile

wo miya ki kuchh aisi haalat v rahi hogi...

maeen teraie kkssam khaa ke jaattaeen...

tu haeen meri rani aur maeen terra sehjadaeen... tongue3

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: December 06, 2011, 06:21:09 PM »
Reply with quote
Khawahish jee Aadaab!

Mai hydrabadi to nai huN magar meri nasal wahaaN kich hai..
KyuN ki janab meri ammi jaan hydrabad se hai... hur mere ku jab hydrabadi launguge jiti achchi lagti utti konsi bi nai lagti.. Usual Smile

Khair aap jo bhi likhe bhot mazedar likhe magar mere samjh meiN
bi yeich baat aayi ke miyaaN aap ne kai khud kich zindagi to nai utare.. tongue3

waise bahot achcha likhe shayad yeH achche jode ki sabse achchie
baatoN hai daad hazir haiN miyaaN.. Usual Smile          

Khwaish ji, Bahut  khoob .Lutf  kaisa  nai  aata . Bhot aaya....aap  Joru  Marad  ke  baataaN  aisa  kare  ke  sab  ke  peton  mein  gudguli  hone  lagi .  kaiin ye  ghar  ka  maamla  to  naii  hai  naa?......laughing4)))
 
Siddiqui Sahaab aap bi kam nai janab achcha scru kas gaye mouqe ki nazakhat pe  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Has has ko pet dukh ra bawaa... kia boluN  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard          

 Mai  bi  aajkal  Hyderabad  me  hu  ore  Hydrabadi  sikhraoN . Achhi  peshkash  ke liye  bhot  bhot  mubarakbad .Hyderabadi  ghalat  likhi  ho  to  maafi maangtaoN.            Hasan

Oh ho ho kia baat hai janab aap bi hydrabad mei haiN .. so aap
pe asar hona laazmi haiN.. yeH mithi si launguge hi aisi haiN..  NaNaNa          

Janab aapki is khubsurat kalaam par dili daad O mubarakbad
kabul kijiye.. kuch mazahiyat meiN gustaqui kar gaye to muf kijiye..

Likhate rahiye.. Khush O aabad rahiye.. Usual Smile
Khuda Hafez.. Usual Smile          

Yeh jaankar bahut khushi Hui hai Ke Aapke Ammi Jaan Hyderabad ke hai..Aur Bilkul sach hai Hyderabadi Zubaan Ke Kehne Hi kuch Aur Hai..Huamri bhi yeh Pasandida Hai..

Aur rahi baat parwaaz Kahin yeh kissa Apne Ghar Ka To nahi tongue3 tongue3 tongue3

To janaab Hum Logon ko samjha-samjha ke Thak Gyae Ke Nahi yeh Maine Khud Ki Zindagi Ki Tasveer nahi Khinchi.. icon_geek icon_geek

Maine Jab yeh kalaam Likhi To Yakeen Maniye Mere Sab Dost Jo mere Saath the Padh-Padh kar Sirf haste Rahe..Unki Hansi ko dekhkar Mann Hua Ke Kyon Naa Isse Yoindia Ke Doston Ke Beech Bhi Likha Jaaye.. icon_flower icon_flower
yeh Kalaam Likhne Aur Apne Andaaz Mein kehne Mein bahut Fark hai,kabhi Zindagi Mein Mulaakat Hui To Isse Dakhani Tareeke se Sunana chahunga..

Aapka Humesha Ki Tarah Bahutttttttttttt bahuttttttttt Shukriya Parwaaz ji icon_flower hello2

Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003

View Profile
«Reply #5 on: December 06, 2011, 06:26:27 PM »
Reply with quote
Janaab Khaish,
That is really nice composition .

 Hopefully will see more from you , sharing your experience in such a nice way. !
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #6 on: December 07, 2011, 03:39:43 AM »
Reply with quote
waah waah khwaish ji mazaa aagayaa aapko is rang men dekhkar
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #7 on: December 07, 2011, 05:01:18 AM »
Reply with quote

khwaish ji,

Waah waah bahut khoob kaha hai
kya kahney..

Hamari or se dili mubarakbaad
qubool farmaayen.

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #8 on: December 07, 2011, 11:44:30 AM »
Reply with quote
hahaha
wah Khawaish ji Usual Smile

baht kamaal ka sach bayan kar gaye aap tongue3

hehehe ---- janaab yun haqeekat bayan kar denge to
pata hai na kya hoga tongue3:P:P:P:P

baht khoob

aapko mazahiya section me dekh kar sabse jada khushi mujhe hi ho rhi shayad Usual Smile

bas yun hi kabhi kabhi apni versatility se hume avgat karwate raheN--

aapki Hyderabadi tone ne to alg hi sama bandha Usual Smile

khus rahen
muskurate rahen
Usual Smile

Aapka Bahuttttttttt Bahutttttt Shukriya S.f Ji...

Hahahaha..Janab Sach To Sach hai..Kehne Mein Darr kaisa tongue3 tongue3

Dost,Koshish Zaroor Rahegi Ke Iss Section Mein Kuch Likhta Rahoon..par uske Liye Phir Aise Koi Vaakya Se Guzarna Hoga.. icon_geek

Saath dene Ke Liye Teh Dil Se Shukriya icon_flower icon_flower
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #9 on: December 07, 2011, 11:57:46 AM »
Reply with quote
hmmm.... us couple ki aad me kahi aap apni aap beeti to nahi suna rahe na khwaish ji... hahahaha......
bht acchi lagi aapki ye halki fulki pehskash.....
vry nice....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #10 on: December 08, 2011, 10:06:14 AM »
Reply with quote
Khwaish ji, Bahut  khoob .Lutf  kaisa  nai  aata . Bhot aaya....aap  Joru  Marad  ke  baataaN  aisa  kare  ke  sab  ke  peton  mein  gudguli  hone  lagi .  kaiin ye  ghar  ka  maamla  to  naii  hai  naa?......laughing4)))
 
 Mai  bi  aajkal  Hyderabad  me  hu  ore  Hydrabadi  sikhraoN . Achhi  peshkash  ke liye  bhot  bhot  mubarakbad .Hyderabadi  ghalat  likhi  ho  to  maafi maangtaoN.            Hasan

Hahahaha  Laughing hard Laughing hard Laughing hard  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Siddiqui Ji Aap Humarko Nishaana Banakar Goliyan Chala Rahe..Aap Befikar raho, Yeh Mere Ghar Ka Maamla Nahi Hai icon_geek icon_geek

Bahut Khushi Hui Saheb yeh jaankar ke Aap Humare Shehar Mein Hai..Khuda Chaahe To zaroor Kabhi Mulaakat Bhi Hogi..

Aapki Beshakeemti Daad Ke Liye Bahut bahut Shukriya Janaab!! icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
mkv
Guest
«Reply #11 on: December 08, 2011, 11:01:00 AM »
Reply with quote
Kuch Hi Din pehlle Ki Baat Hai, Main Mere Doston Ke saath Vacations Par Kahin Gaya Hua Tha..Uss dauraan Maine Ek Vidhesi Jodi Ko APne Saath Dekha..Kyonki Humara Stay Ek Hi Hotel mein Tha..Baar-baar Hum Ek Dusre Ko Milte Reh Rahe The..Uss Jodi Ki Khaas Baat yeh Thi Ke Woh Saheb Bahut Sincerely Apne Wife\Girlfriend Ki Har Baat,har farmayish Ko Poori karne Mein Lage The..Kuch iss hadd Tak Ke Mujhe Aisa mehsoos Hua Ke Woh Bas bechaare Apni Biwi Ki sewa Karte Reh Gaye..Unn par Kuch Aur Kuch iss theme Par Likhne Ki Icha Jaag Uthi..yeh Mazahiya Shayari Hai..Isse Haste Hue Padhiyega To hi Iska Luft Utha Payenge..Aur haan Main Khud Bhi "Hyderabadi" Hoon isliye Ussi Andaaz mein Likh Raha Hoon..

Ek Miyan-Biwi Ki Jodi Ko Dekh Hum,
Mann Hi Mann Muskuraaate Rahe

Biwi kahen miyan Se Khade Raho
To Miyan Ghanto Pairo Ko Apne Azmaate Rahe

Biwi Kahen Miyan se Dhoop Bahut Hai!!
To Miyan Hawa Ka Pankha Hilaate Rahe

Biwi Kahen Mere Hote Hue Tum Kisku'n Dekh Rahe??
To Miyan Kuch Bhi Nahi Dekh Rahoon Ki Kasam'n Khaate Rahe

Biwi Kahen Aaj Din mein Mereko Chaand Dikhra!!!!
To Miyan Sirf "Haau Mein Haau" Milaate Rahe

Biwi Puche Duniya Mein Sabse Khoobsurat Kaun??
Miyan Taareef mein "Tumse Acha Kaun hai" Geet Gungunaate Rahe

Biwi Bin Baat Ke Roothe To Miyan Ke Liye Qayamat Aa Jaaye
Miyan Ghanto "Jaanu-Jaanu" kehkar Manaate Rahe

"Khwaish" Ki Yehi Dua Hai
Salaamat Rahe har Jodi Duniya Ki!!!!!
Yaar Hum To Bas Yuhi Haste-Hasaate Rahe

         ~~~~~Khwaish~~~~~

Bahut Khoob Khwaish sir
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: December 10, 2011, 09:35:52 AM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

bahut khoob khwaish bhai... Usual Smile

wo miya ki kuchh aisi haalat v rahi hogi...

maeen teraie kkssam khaa ke jaattaeen...

tu haeen meri rani aur maeen terra sehjadaeen... tongue3

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Hahaha...Ji Bilkul Aisi Hi Hogi Unki...

Aapka bahut Bahuttttt Shukriya Touhidji icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #13 on: December 22, 2011, 10:19:20 AM »
Reply with quote
Janaab Khaish,
That is really nice composition .

 Hopefully will see more from you , sharing your experience in such a nice way. !

Ohhh Thankyou soooo Much Ricky ji For Your valuable

& inspiring comments..i still remember when is was new member in yoindia..i use to always get a feedback from you..i hope this is a New Beginning Once Again..

Thanks a ton for your Appreciation!!! icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #14 on: December 26, 2011, 12:07:42 PM »
Reply with quote
waah waah khwaish ji mazaa aagayaa aapko is rang men dekhkar

Thankyou Sooooooooooo Much Sainiji..

Zindagi mein Har ek Rang Ka Hona Zaroori Hai Varna Zindagi Berang Ho Jaati hai icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 07:08:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.192 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer