SAFAR APNE ANDAR KA..............MAMTA BAJPAI

by mamta bajpai on July 25, 2010, 04:46:27 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1800 times)
mamta bajpai
Guest
Reply with quote
SAFAR APNE ANDAR KA JO KAR LIYA HOTA
KHUD KO AAINE ME NAZAR KAR LIYA HOTA

MUD MUD KE DEKHANE SE KOI FAAIDA NAHI
APNI YAADON HI SE KINARA KAR LIYA HOTA

IRAADA-E-SAFAR SAATH TO MANZIL KI KYA FIKAR
SAATH NAQSHA-E-NEK RAAH MAGAR KAR LIYA HOTA

JANA KAHAN HAI KOUN SI MANZIL PE HAI MUKAAM
ITANA TO HAASIL ILM TUNE KAR LIYA HOTA

QAWAID KI RAHGUZAR SE PARE RAAH-E-NOU KI OR
KUCH TO TOUFEEQ-E-BAGAVAT KA ZOUQ KAR LIYA HOTA
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: July 25, 2010, 04:54:33 PM »
Reply with quote
wah mamta ji.. wah wah wah ...


jasbir singh
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #2 on: July 25, 2010, 05:18:53 PM »
Reply with quote
BAHUT BAHUT SHUKRIYA JASBIRSINGH JI!
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #3 on: July 25, 2010, 05:47:23 PM »
Reply with quote
Mamta-di mast likha hai........Pehle do sher bahut achhe ban pade hain...... Applause Applause Applause Applause Applause

Dil ko apne tae-tol liya hota
Aksh ko apne nirakh liya hota

Bhul kar bhoot,bhavishya me kadam jo badhaya hota
Manzil kadam choomti,housla jo tune bataayaa hota


SAFAR APNE ANDAR KA JO KAR LIYA HOTA
KHUD KO AAINE ME NAZAR KAR LIYA HOTA

MUD MUD KE DEKHANE SE KOI FAAIDA NAHI
APNI YAADON HI SE KINARA KAR LIYA HOTA

IRAADA-E-SAFAR SAATH TO MANZIL KI KYA FIKAR
SAATH NAQSHA-E-NEK RAAH MAGAR KAR LIYA HOTA

JANA KAHAN HAI KOUN SI MANZIL PE HAI MUKAAM
ITANA TO HAASIL ILM TUNE KAR LIYA HOTA

QAWAID KI RAHGUZAR SE PARE RAAH-E-NOU KI OR
KUCH TO TOUFEEQ-E-BAGAVAT KA ZOUQ KAR LIYA HOTA




Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #4 on: July 26, 2010, 05:19:19 AM »
Reply with quote
THANKS KOYAL!TUMHARA ANDAZ BHI BAHUT KHOOB HAI!
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #5 on: July 27, 2010, 04:14:34 AM »
Reply with quote
kuch mushkil laga samjhna ...itni urdu nahin aati humko...
lekin baki jitni samjh me aai wo achchi lagi ..mamta ji...
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #6 on: July 27, 2010, 05:04:39 AM »
Reply with quote
KASAK JI MAAFI CHAHOONGI AAP MERE KALAAM KA BHARPOOR LUTF NA UTH SAKEEN.AAP KO JIN ALFAZ ME DIQQATEN PESH AA RAHI HO AAP BEJHIJHAK MUJHSE POOCH SAKTI HAIN.
Logged
htchand moryani
Guest
«Reply #7 on: July 27, 2010, 05:25:08 AM »
Reply with quote
superb words with great meanind, like me new poets can learn me[one from this poem.  regards   hotchand moryani ajmer  09352917770
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #8 on: July 27, 2010, 06:30:21 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Moryani ji!aap ne mere kalaam ko apna qeemati waqt diya or saraha.aage bhi aap ki nazar-e-inayat ki muntazir........
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: July 27, 2010, 08:57:11 AM »
Reply with quote
Bahut bahut Khoob Mamtaji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: July 27, 2010, 10:55:21 AM »
Reply with quote
SAFAR APNE ANDAR KA JO KAR LIYA HOTA
KHUD KO AAINE ME NAZAR KAR LIYA HOTA

MUD MUD KE DEKHANE SE KOI FAAIDA NAHI
APNI YAADON HI SE KINARA KAR LIYA HOTA

IRAADA-E-SAFAR SAATH TO MANZIL KI KYA FIKAR
SAATH NAQSHA-E-NEK RAAH MAGAR KAR LIYA HOTA

JANA KAHAN HAI KOUN SI MANZIL PE HAI MUKAAM
ITANA TO HAASIL ILM TUNE KAR LIYA HOTA

QAWAID KI RAHGUZAR SE PARE RAAH-E-NOU KI OR
KUCH TO TOUFEEQ-E-BAGAVAT KA ZOUQ KAR LIYA HOTA

BAHUT KHOOB MAMTA JI
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #11 on: July 28, 2010, 05:06:09 AM »
Reply with quote
KHWAISH JI BAHUT BAHUT DHANYAWAAD!APNI NAZAR-E-INAYAT ISI TARAH BANAYE RAKHEN.....
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #12 on: July 28, 2010, 05:07:39 AM »
Reply with quote
RAJESH JI ISI TARAH HOUSLA AFZAI KARTE RAHEN .BAHUT BAHUT SHUKRIYA.........
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #13 on: July 28, 2010, 05:45:49 AM »
Reply with quote
SAFAR APNE ANDAR KA JO KAR LIYA HOTA
KHUD KO AAINE ME NAZAR KAR LIYA HOTA

MUD MUD KE DEKHANE SE KOI FAAIDA NAHI
APNI YAADON HI SE KINARA KAR LIYA HOTA

IRAADA-E-SAFAR SAATH TO MANZIL KI KYA FIKAR
SAATH NAQSHA-E-NEK RAAH MAGAR KAR LIYA HOTA

JANA KAHAN HAI KOUN SI MANZIL PE HAI MUKAAM
ITANA TO HAASIL ILM TUNE KAR LIYA HOTA

QAWAID KI RAHGUZAR SE PARE RAAH-E-NOU KI OR
KUCH TO TOUFEEQ-E-BAGAVAT KA ZOUQ KAR LIYA HOTA


Mamta Saheba aadab ,,


Takhir ke liye mazrath khaw hon ,, Wahhh Kamal ki taqleeq hai apki .. Eak nahi hazarah dad qubool karen .. Umid hai aage bhi issi tarhan Apni nayab taqleeqo.N se bazm ko nawazti rahenge .. Allah apko khush rakhe ..



Dua go


Qadeertoopchi
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #14 on: July 28, 2010, 08:31:09 AM »
Reply with quote
BAHUT BAHUT SHUKRIYA QADEER SAHEB.JAHAN TAK TAKHIR KA SAWAL HAI TO ISI LAFZ PE MUJHE KUCH YAAD AAYA..........
SABRA BAD.A DUSHWAR TALAB
CHAAH BAD.I TAKHIR PASAND
AAP SE MILI SARAHNA MERI KALAM KO TONIC SA DE JATI HAI.KHAYALON KI PARWAZ BHI BULANDI KO CHOONE LAGTI HAI.ISI TARAH SAATH NIBHANE KI UMMEED HAI AAP SE..........
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 10, 2024, 12:16:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer