~*~ Wohi kyun rulata hai ~*~ by Rahim

by dead heart on May 04, 2011, 12:13:51 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1405 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Khuda toh bas apni rehmat ki chhaya hume deta hai,
Sach kahoun toh insaan apni zindagi khud banata hai..

Aksar suna hai yeh nasihat[advice] maine kay Khuda se ishq karo,
Mager nadan tehra insaan jo insaanon se hi dil lagata hai..

Ghum-e-judai jhelte ek shaks ko pucha ‘itni neend kaise ati hai?’,
Kehne laga ‘na chahoun toh bhi mujhe sona parrta hai,
Akhir uska deedar sirf sapnon main hi toh hota hai..’

Mohobat main out hona cricket main out hone jaisa hi hai,
Ek galat faisle kay sabab baad phir insaan bahaut pachtata hai..

Aj zindagi ki raahon par ek sawal kay jawab ka talabgar hai ‘Khamosh’,
Jisse toot kar chaho akhir main phir wohi kyun rulata hai..

Aj ek sach ki baat janlo aur sabhi se kehdo kay main koi shayar nahin,
‘Khamosh’ toh bas dil kay jazbaton ko lavzon main uttarta hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
#>>>Mujho Bhi Rulata Tha Yeh Dil #<<<< by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
**Kyun???** by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
**Chorr ke kyun gaya** by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard
~Kyun mujhe rula diya~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
~*~ Iss qadar kyun dil laga liya sahib ~*~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #1 on: May 04, 2011, 01:31:17 PM »
Reply with quote
bht khoob rahim...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #2 on: May 04, 2011, 02:30:11 PM »
Reply with quote
bahut bahut Khoob Bhai rahim!!!

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009

View Profile
«Reply #3 on: May 04, 2011, 02:39:33 PM »
Reply with quote
boht acha likha raheem ji
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010

View Profile
«Reply #4 on: May 04, 2011, 03:19:48 PM »
Reply with quote
hmm……
dost aapke kalaamo se aapke dil me uth rahe sawalo ke tufaan…
aur jhkjhorte tadpaate sachche ehsaaso ka hamesha se pata chala mujhe…

maine ab magmo ko parh kar jo feel hua unn bato ko cmnt me likhna chhod dia hai lekin…
aapke is kalaam ne mujhe thoda majbur kia…

jo baate aapne likhi h uspar srf daad dekar nikal jaana khud se beimani hoti mere lie…
aapne bht sachi aur seekh wali bato ko alfaazo me piroya hai…
aapke uss waqt ki uljhan ko mai smjh skta hu jo ye likhte waqt rhi hogi…
khus rahiye dost
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #5 on: May 04, 2011, 07:38:29 PM »
Reply with quote

Rahim Sahab,

khoobsoorat andaz hai achchha qalaam..

Raqeeb Lucknowi
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: May 04, 2011, 08:04:41 PM »
Reply with quote
bht khoob rahim...
Bahaut bahaut shukriya Priya di..
Khush rahiye..!

boht acha likha raheem ji
Shukriya shukriya Saahil jee..
Khush rahiye..!

bahut bahut Khoob Bhai rahim!!!

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Teh teh dil se shukriya Khwaish dost..
Khush rahiye..!

hmm……
dost aapke kalaamo se aapke dil me uth rahe sawalo ke tufaan…
aur jhkjhorte tadpaate sachche ehsaaso ka hamesha se pata chala mujhe…

maine ab magmo ko parh kar jo feel hua unn bato ko cmnt me likhna chhod dia hai lekin…
aapke is kalaam ne mujhe thoda majbur kia…

jo baate aapne likhi h uspar srf daad dekar nikal jaana khud se beimani hoti mere lie…
aapne bht sachi aur seekh wali bato ko alfaazo me piroya hai…
aapke uss waqt ki uljhan ko mai smjh skta hu jo ye likhte waqt rhi hogi…
khus rahiye dost
Ehsaason ko samajne kay liye apka teh dil se shukriya Killbill dost..
Khush rahiye..!
Logged
Niha Khan
Guest
«Reply #7 on: May 05, 2011, 02:08:27 AM »
Reply with quote
Nice Rahim Ji
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: May 05, 2011, 09:32:18 AM »
Reply with quote
Nice Rahim Ji
Bahaut bahaut shukriya Niha jee..
Khush rahiye..!
Logged
SkykiTears
Guest
«Reply #9 on: May 05, 2011, 10:17:16 AM »
Reply with quote
Khuda toh bas apni rehmat ki chhaya hume deta hai,
Sach kahoun toh insaan apni zindagi khud banata hai..

Aksar suna hai yeh nasihat[advice] maine kay Khuda se ishq karo,
Mager nadan tehra insaan jo insaanon se hi dil lagata hai..

Ghum-e-judai jhelte ek shaks ko pucha ‘itni neend kaise ati hai?’,
Kehne laga ‘na chahoun toh bhi mujhe sona parrta hai,
Akhir uska deedar sirf sapnon main hi toh hota hai..’

Mohobat main out hona cricket main out hone jaisa hi hai,
Ek galat faisle kay sabab baad phir insaan bahaut pachtata hai..

Aj zindagi ki raahon par ek sawal kay jawab ka talabgar hai ‘Khamosh’,
Jisse toot kar chaho akhir main phir wohi kyun rulata hai..

Aj ek sach ki baat janlo aur sabhi se kehdo kay main koi shayar nahin,
‘Khamosh’ toh bas dil kay jazbaton ko lavzon main uttarta hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

Bht Khob Rahim ji.. Aap Ne Sahi Kaha Ji..

Aap k jazbaat bht gehraii hai Rahim Ji.. Allah Aap koe Humesha Khus Rakhe.. Aur aap ki har armaan puri farmaye.. Ameen..

-SKY-
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: May 05, 2011, 12:15:08 PM »
Reply with quote
Bht Khob Rahim ji.. Aap Ne Sahi Kaha Ji..
Aksar suna hai yeh nasihat[advice] maine kay Khuda se ishq karo,
Mager nadan tehra insaan jo insaanon se hi dil lagata hai..

Aap k jazbaat bht gehraii hai Rahim Ji.. Allah Aap koe Humesha Khus Rakhe.. Aur aap ki har armaan puri farmaye.. Ameen..

-SKY-
Bahaut bahaut shukriya Sky jee..
Haan jazbaat toh gehre hi hote hai..
Khush rahiye..!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #11 on: May 23, 2011, 10:23:50 AM »
Reply with quote
Khuda toh bas apni rehmat ki chhaya hume deta hai,
Sach kahoun toh insaan apni zindagi khud banata hai..

Aksar suna hai yeh nasihat[advice] maine kay Khuda se ishq karo,
Mager nadan tehra insaan jo insaanon se hi dil lagata hai..

Ghum-e-judai jhelte ek shaks ko pucha ‘itni neend kaise ati hai?’,
Kehne laga ‘na chahoun toh bhi mujhe sona parrta hai,
Akhir uska deedar sirf sapnon main hi toh hota hai..’

Mohobat main out hona cricket main out hone jaisa hi hai,
Ek galat faisle kay sabab baad phir insaan bahaut pachtata hai..

Aj zindagi ki raahon par ek sawal kay jawab ka talabgar hai ‘Khamosh’,
Jisse toot kar chaho akhir main phir wohi kyun rulata hai..

Aj ek sach ki baat janlo aur sabhi se kehdo kay main koi shayar nahin,
‘Khamosh’ toh bas dil kay jazbaton ko lavzon main uttarta hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

ACHI KAVISH HAI RAHIM SB . AAP KA BHI TAKHALLUS 'KHAMOSH' HAI
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: May 23, 2011, 02:17:21 PM »
Reply with quote
ACHI KAVISH HAI RAHIM SB . AAP KA BHI TAKHALLUS 'KHAMOSH' HAI
Bahaut bahaut shukriya KA jee..
Haan mera bhi takhallus 'Khamosh' hai..
Khush rahiye..!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #13 on: May 23, 2011, 03:08:32 PM »
Reply with quote
MaashaAllah.. Kya Baat hai Rahim Bhai.. Bahut bahut Khooooob yaaaaar.. Ek Such ko Lafzon me utaara hai aapne.. Aur Last Sher to Qasam se Dil tak utar gaya.. Bahut Khooooooooob Bhai.. Yun hi likhte Rahiye.. Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: May 23, 2011, 04:54:40 PM »
Reply with quote
MaashaAllah.. Kya Baat hai Rahim Bhai.. Bahut bahut Khooooob yaaaaar.. Ek Such ko Lafzon me utaara hai aapne.. Aur Last Sher to Qasam se Dil tak utar gaya.. Bahut Khooooooooob Bhai.. Yun hi likhte Rahiye.. Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**

Bahaut bahaut shukriya Vikas bhaijan..
Ap daad dete ho toh dil khush hojata hai..
Khush rahiye.!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 09:18:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.18 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer