Aao Milkar Sab Eid Manaayein,.

by Jaanasheen on September 29, 2008, 12:27:58 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1126 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Baadalon Mein Chupkar, Eid Ka Chaand Aaaya Hai Dekho,.
Saare Shehar Mein Khushiyon Ka Samaan Chaaya Hai Dekho,.

Bacchon Ke Saath Bade Bhi Kar Rahe Hain, Eid Ki Tayariyaan,.
Mehandi Lag Rahi Hai Haaton Mein, Chule Par Hain Sewiyaan,.

Subhaa Jab Hogi, Eid Ka Din Hoga, Sab Khush Hojaayenge,.
Nahaayenge Pehle, Baad Kapdo Par Ittar Lagaayenge,.

Namaaz Ki Jab ghadi Aaayegi, Dil Ki Dhadkan Ruk Si Jaayegi,.
Sajdon Mein Rab Ke Aage Sar Jhuke Honge,.
Waah Kya manzar Hoga Jab Wo Ghadi Aayegi,.

Namaaz Jab Khatam Hogi, Duaaon Ke Liye Haath Uthaaya Jaayega,.
Hui Jo Galti Humse, Un Ki Maafi ke Liye Rab ko Manaaya Jaayega,.

Pardkar Namaaz Jab Eidgaah Se Baher Niklenge Log,.
Ek Dusre Se Haath Milaayenge, Aur Gale Milenge Log,.

"Haay" Wo Manzar Khushiyon Ka Rab Yunhi Barkharaar Rakhe,.
Ek Dusre Ke Dil Mein Yunhi, Mera Maalik Sadaa Pyaar Rakhe,.

"Azeem" Bhi Deta Hai Sabko Eid Ki Mubarak Baadiyaan,.
Rab Tumhe Aabaad rakhe, De Tumhe Har Khushiyaan,.

___________________________________-Jaanasheen-


EID MUBARAK DOSTON
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TUMSE MILKAR BHI MAIN ....................... by chiraaaaaaaaag in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
tumse milkar by majid in Shairi - E - Zindagi
EK PRAYAAS - HUM SAB MILKAR KARE by chetanmamtora in Shayeri for Dard -e- Bewafai
aapse milkar ho gaya by rk.yadav in SMS , mobile & JOKES
HUM SAB MILKAR RAHE...... by khwahish in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: September 29, 2008, 05:58:03 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Azeem bhai aapko bhi Eid Mubarak

Aur yoindia ke doston,,pyare beheno aur bhaiyon ko

mere taraf se Eid Mubarak... notworthy

EID MUBARAK
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: September 30, 2008, 09:04:14 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi Jaan,.
May The Almighty Bless U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: September 30, 2008, 09:07:13 AM »
Reply with quote
Ya Rab Is Eid Ko, Sab Ke Ghar Khushaali Rahe,.
Zindagi Khushiyon Se Bhari Rahe, Dil Ghamo Se Khaali Rahe,.

Aaameen,.

Eid Mubarak,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: September 30, 2008, 09:56:23 AM »
Reply with quote
 
Nice lines bhai jaan...Eid Mubarak... notworthy


Aaj Eid aaye khushiyan bhari rangeen tohfa layee
Bhai aur beheno ki duaaen shaamil hue
Beheno ko eidi ki sunhari yaadein dilaye
Zindagi ke naye subha aur shaam rangeen tohfa layee..
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: September 30, 2008, 12:58:37 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Azeem......Nice lines Honey sis.

Eid Mubarak
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: September 30, 2008, 03:10:55 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Jaanasheen ji... and good lines Honey dear..

EID MUBARAK
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: October 01, 2008, 09:33:07 AM »
Reply with quote
Shukriya Jaya Sis,.
Talat JI,.
Roja Sis,.

May the Almighty Shower His Blessings Upon Us,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: October 01, 2008, 09:41:33 AM »
Reply with quote
Rangeen Hoga Eid Se, Ye Jahaan Saara,.
Tum Bhi Lelo Khushiyon Ka Ye Paighaam Hamaara,.

Rab Barsaaye Khushiyon Ke Phool Humpar,.
Hojaaye ye Eid Khushaali Se,.
Phir Dikhaaye Rab Hume Ye Samaan Dubaara,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 07:51:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer