Eh Zindagi Main Tujhe Paa Nahi Sakta "Khwaish"

by khwaish on January 05, 2008, 06:46:44 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4971 times)
honeyrose
Guest
«Reply #15 on: March 02, 2008, 07:00:51 PM »
Reply with quote
Shukriya pooja  ..
Aur bohat khoob khwaish ji g88.. Usual Smile


Waqt toh har pal aapne rang badal dete hai
Kya karein hum iss waqt seh hum chalte rahe the hai

Jab mudh ke dekha tha koi na tha
Bas unhi akele raaste ka safar guzare chale gaye

Humhe bhi unse judai ka gam tha
Durr aapni pyaar ke yaadien saath lete chale gaye..

Joh waqt beet gaya usko na hum la sake
Par iss pal ki mohabatt ko na hum ko na chate hai..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #16 on: March 02, 2008, 07:07:09 PM »
Reply with quote
Hasil hota hai her haar main bhi
Kai baar najar nahi atta
Dil dhoondta rahta hai usko
Jo dil ke bahoot kareeb hai aa jaata

Sambhal sakta hai kon kisko
Yah sab hai dil ki baatein
Khud ke ahsaaso ko hi mil jaate hai ahsaas
Bas ab to yahi hai samjh mai atta

Haqiqat aor khayalo main jhooma kiye umarbhar
Ab to khayal aor haqiqat mai farak najar nahi atta

Kabhi ro diye kabhi hans diye apni haar jeet per hum
Ab to kuch bhi ho jaaye, koi ahsaas nahi atta

Khone ka naam hi hai zindagi
Her baar pa kar, khone ke baad
Ab to yahi hai samjh atta
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: March 02, 2008, 07:09:54 PM »
Reply with quote
Shukriya pooja  ..
Aur bohat khoob khwaish ji g88.. Usual Smile


Waqt toh har pal aapne rang badal dete hai
Kya karein hum iss waqt seh hum chalte rahe the hai

Jab mudh ke dekha tha koi na tha
Bas unhi akele raaste ka safar guzare chale gaye

Humhe bhi unse judai ka gam tha
Durr aapni pyaar ke yaadien saath lete chale gaye..

Joh waqt beet gaya usko na hum la sake
Par iss pal ki mohabatt ko na hum ko na chate hai..


BAHUT KHOOB HONEY...BAHUT ACHA LIKHA HAI..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: March 02, 2008, 07:11:07 PM »
Reply with quote
Hasil hota hai her haar main bhi
Kai baar najar nahi atta
Dil dhoondta rahta hai usko
Jo dil ke bahoot kareeb hai aa jaata

Sambhal sakta hai kon kisko
Yah sab hai dil ki baatein
Khud ke ahsaaso ko hi mil jaate hai ahsaas
Bas ab to yahi hai samjh mai atta

Haqiqat aor khayalo main jhooma kiye umarbhar
Ab to khayal aor haqiqat mai farak najar nahi atta

Kabhi ro diye kabhi hans diye apni haar jeet per hum
Ab to kuch bhi ho jaaye, koi ahsaas nahi atta

Khone ka naam hi hai zindagi
Her baar pa kar, khone ke baad
Ab to yahi hai samjh atta


WAH WAH WAH!!!  BAHUT KHOOB POOJAJI..HAR EK ALFAAZ SACHAI BAYAAN KAR RAHA THA...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: March 02, 2008, 07:20:47 PM »
Reply with quote
TANHAI KI RAAT ITNI MAAYUS KYON HOTI HAI??
APNI ZINDAGI SE HAR EK SHAKS KO
ITNI SHIKAYAT KYON HOTI HAI??

JIN BAATON SE KUCH HAASIL NAHI HAI "KHWAISH"
ZUBAAN SE PHIR WAHI BAATEIN KYON HOTI HAI??

APNE HISSE KI ZINDAGI SIRF JEETA JAAYE INSAAN
KISI SE KOI UMEED BHI NA RAKHE,
AAKHIR INSAAN KI HASTI MEIN ITNI MAJBOORI KYON HOTI HAI??

KISMAT KE KHEL BHI BAHUT AJEEB HAI "KHWAISH"
JAB JAANTE HAI KE KISI KO PAA NAHI SAKTE IS JAHAN MEIN
PHIR AAKHIR USSI SE MOHABBAT KYO HOTI HAI??
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #20 on: March 02, 2008, 07:27:44 PM »
Reply with quote
bahoot bahoot shukaria khwaish ji... good one Honey!!

last line mai simat kar jahan bhar ka dard aa gaya!! bahoot khoob khwaish ji!!

Armaan jaagte hai jab, zajbaat bikhar hi jaate hai
Zajbaat rulate hai jab, shikayat ubhar hi jaati hai

Jo baatein ho sakti hai unka to pata bhi nahi chalta
Na ho jo baat, wo dard-o-jakham ban hi jaati hai

Zindagi jeena agar saanein lene ka naam hai
Wo zindagi nahi, jinda lash hi ban jaati hai

Kismet ke agge hi jakar phir sir jhukaya hai
Bin kismet, apni muhobat bhi, ajnabi ban hi jaati hai!!!


Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: March 11, 2008, 11:49:38 AM »
Reply with quote
bahut khooob pooja..bahut acha likha hai..
aur shukriya aapke hausle-afsaai ka..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: March 12, 2008, 04:27:39 PM »
Reply with quote
pasand karne ka shukaria khwaish ji!!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #23 on: March 13, 2008, 03:41:20 AM »
Reply with quote
bahoot hi achhi nazm ko janam  diya aapne khwaish ji....AhsaasoN ko dikhana our usi tarah dikhana jaise aapke dil maiNpanap rahe haiN yahi kala hai...Bahoot khoob dost
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: March 15, 2010, 04:03:55 PM »
Reply with quote
bahoot hi achhi nazm ko janam  diya aapne khwaish ji....AhsaasoN ko dikhana our usi tarah dikhana jaise aapke dil maiNpanap rahe haiN yahi kala hai...Bahoot khoob dost

Bahut Bahut Khoob Shukriya Harashji Usual Smile
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #25 on: March 15, 2010, 05:16:34 PM »
Reply with quote
Shukriya pooja  ..
Aur bohat khoob khwaish ji g88.. Usual Smile


Waqt toh har pal aapne rang badal dete hai
Kya karein hum iss waqt seh hum chalte rahe the hai

Jab mudh ke dekha tha koi na tha
Bas unhi akele raaste ka safar guzare chale gaye

Humhe bhi unse judai ka gam tha
Durr aapni pyaar ke yaadien saath lete chale gaye..

Joh waqt beet gaya usko na hum la sake
Par iss pal ki mohabatt ko na hum ko na chate hai..

Nice one Honey Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #26 on: March 15, 2010, 05:17:57 PM »
Reply with quote
Hasil hota hai her haar main bhi
Kai baar najar nahi atta
Dil dhoondta rahta hai usko
Jo dil ke bahoot kareeb hai aa jaata

Sambhal sakta hai kon kisko
Yah sab hai dil ki baatein
Khud ke ahsaaso ko hi mil jaate hai ahsaas
Bas ab to yahi hai samjh mai atta

Haqiqat aor khayalo main jhooma kiye umarbhar
Ab to khayal aor haqiqat mai farak najar nahi atta

Kabhi ro diye kabhi hans diye apni haar jeet per hum
Ab to kuch bhi ho jaaye, koi ahsaas nahi atta

Khone ka naam hi hai zindagi
Her baar pa kar, khone ke baad
Ab to yahi hai samjh atta

Yours is also good Pankhuri Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #27 on: March 15, 2010, 05:20:29 PM »
Reply with quote
TANHAI KI RAAT ITNI MAAYUS KYON HOTI HAI??
APNI ZINDAGI SE HAR EK SHAKS KO
ITNI SHIKAYAT KYON HOTI HAI??

JIN BAATON SE KUCH HAASIL NAHI HAI "KHWAISH"
ZUBAAN SE PHIR WAHI BAATEIN KYON HOTI HAI??

APNE HISSE KI ZINDAGI SIRF JEETA JAAYE INSAAN
KISI SE KOI UMEED BHI NA RAKHE,
AAKHIR INSAAN KI HASTI MEIN ITNI MAJBOORI KYON HOTI HAI??

KISMAT KE KHEL BHI BAHUT AJEEB HAI "KHWAISH"
JAB JAANTE HAI KE KISI KO PAA NAHI SAKTE IS JAHAN MEIN
PHIR AAKHIR USSI SE MOHABBAT KYO HOTI HAI??


Bahut khoob Khwaish Ji
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #28 on: March 21, 2010, 09:11:38 AM »
Reply with quote
bahut touching, meaningful bahut achha likha hai khwaish ji and pooja ji. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

APNI KALAM SE SHIKAYAT RAHEGI MUJHKO HAMESHA.
AAPKI TAAREEF MEIN SUNDER SI KAVITA LIKH NAHIN SAKTA.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #29 on: March 21, 2010, 09:18:03 AM »
Reply with quote
MOHABBAT PAANE KA NAAM NAHIN HAI KHAWAISH.
KHUSHI DIL KO MOHABBAT DENE HI MEIN HOTI HAI.
SHAYAD PAANE KI AARZOO MEIN HASIL NAHIN KAR PAATE
WO CHEEZ JO DENE SE DIL KO KHUSHI HOTI HAI.

TANHAI KI RAAT ITNI MAAYUS KYON HOTI HAI??
APNI ZINDAGI SE HAR EK SHAKS KO
ITNI SHIKAYAT KYON HOTI HAI??

JIN BAATON SE KUCH HAASIL NAHI HAI "KHWAISH"
ZUBAAN SE PHIR WAHI BAATEIN KYON HOTI HAI??

APNE HISSE KI ZINDAGI SIRF JEETA JAAYE INSAAN
KISI SE KOI UMEED BHI NA RAKHE,
AAKHIR INSAAN KI HASTI MEIN ITNI MAJBOORI KYON HOTI HAI??

KISMAT KE KHEL BHI BAHUT AJEEB HAI "KHWAISH"
JAB JAANTE HAI KE KISI KO PAA NAHI SAKTE IS JAHAN MEIN
PHIR AAKHIR USSI SE MOHABBAT KYO HOTI HAI??

Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 12:47:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.173 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer