Khabar Mujhko Hai "Khwaish"

by khwaish on April 17, 2012, 10:09:43 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1566 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Kahee Phoolon Ki Baarish Hai Kahee Pathar Baraste Hain
Koi qismat pe rota hai to kuchh qismat se hanste hain.
 
Khabar Mujhko Hai Mere Khairkhwaah Ho Aap To Pakke...!!!!!
Janaab-aalee kyooN Har Baat Pe Awwaaz Kaste hain.
 
Badon Kaa Naam Na Lekar, Nawaazo unko Izzat Se...
Adab men sab Buzugon kee muhabbat ko Taraste hain.

Too Apni Aankh Se Ashqon Ko Gin-Gin Kar Bahaataa Hai..!!!
Unhe  bheee dekh jinkee aankh se baadal Baraste hain.
 
Gamon kaa hoon main shaidaai naheen kirdaar hasne kaa.
Yahaan Insaan Hee insaan ko Har Roz Daste hain.
 
Naa likhne kaa saleeqaa hai n kahne kee samajh "khwaish"
Khudaa kaa shuqr hai mujhko yahaan sab log padhte hain
                      
               ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: April 17, 2012, 10:15:22 AM »
Reply with quote
bahut khoob khwaish ji badhaai ho
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #2 on: April 17, 2012, 10:22:54 AM »
Reply with quote
Kya kahne janab.
Jara si gajal me etna kuch kah diya.
Or kaun kahta h ki aapko likhne ka salika nahi h.
Arre ham to aapko read kar karke likhna sikh rahe h.
Aap jabardast likhte ho.
..
Ab bhi etna achcha likha h ki bina daad diye raha hi nahi ja raha.
To brother hmari daad kabool kijiye...
Daaad daaad daaaddd daaad daaad daad daad daad
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: April 17, 2012, 10:53:33 AM »
Reply with quote
bahut khoob khwaish ji, jabardast peshkash.. Kya kahne.. Yu hi likhti rahiye
Logged
khujli
Guest
«Reply #4 on: April 17, 2012, 11:26:40 AM »
Reply with quote
Kahee Phoolon Ki Baarish Hai Kahee Pathar Baraste Hain
Koi qismat pe rota hai to kuchh qismat se hanste hain.
 
Khabar Mujhko Hai Mere Khairkhwaah Ho Aap To Pakke...!!!!!
Janaab-aalee kyooN Har Baat Pe Awwaaz Kaste hain.
 
Badon Kaa Naam Na Lekar Nawaazo, unko Izzat Se...
Adab men sab Buzugon kee muhabbat ko Taraste hain.

Too Apni Aankh Se Ashqon Ko Gin-Gin Kar Bahaataa Hai..!!!
Unhe  bheee dekh jinkee aankh se baadal Baraste hain.
 
Gamon kaa hoon main shaidaai naheen kirdaar hasne kaa.
Yahaan Insaan Hee insaan ko Har Roz Daste hain.
 
Naa likhne kaa saleeqaa hai n kahne kee samajh "khwaish"
Khudaa kaa shuqr hai mujhko yahaan sab log padhte hain
                     
               ~~~~~Khwaish~~~~~



 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP


             log darte hain kee billee ke gardan ghantee kaun baandhe.
             hum toh huzoor sher ko bhee qafas mein rakhte hain.
Logged
dolly
Guest
«Reply #5 on: April 17, 2012, 11:30:56 AM »
Reply with quote
bahut bahut umda khwaish jii.....awesome....Usual Smile
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #6 on: April 17, 2012, 12:00:54 PM »
Reply with quote
bahut badiya Khwaish Ji
Kahee Phoolon Ki Baarish Hai Kahee Pathar Baraste Hain
Koi qismat pe rota hai to kuchh qismat se hanste hain.
 
Khabar Mujhko Hai Mere Khairkhwaah Ho Aap To Pakke...!!!!!
Janaab-aalee kyooN Har Baat Pe Awwaaz Kaste hain.
 
Badon Kaa Naam Na Lekar Nawaazo, unko Izzat Se...
Adab men sab Buzugon kee muhabbat ko Taraste hain.

Too Apni Aankh Se Ashqon Ko Gin-Gin Kar Bahaataa Hai..!!!
Unhe  bheee dekh jinkee aankh se baadal Baraste hain.
 
Gamon kaa hoon main shaidaai naheen kirdaar hasne kaa.
Yahaan Insaan Hee insaan ko Har Roz Daste hain.
 
Naa likhne kaa saleeqaa hai n kahne kee samajh "khwaish"
Khudaa kaa shuqr hai mujhko yahaan sab log padhte hain
                     
               ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
Anahita
Guest
«Reply #7 on: April 17, 2012, 12:11:47 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 17, 2012, 12:15:22 PM »
Reply with quote
bahut khoob khwaish ji badhaai ho

Saheb Aapka Teh Dil Se bahut bahut Shukriya

 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: April 17, 2012, 12:18:12 PM »
Reply with quote
Kya kahne janab.
Jara si gajal me etna kuch kah diya.
Or kaun kahta h ki aapko likhne ka salika nahi h.
Arre ham to aapko read kar karke likhna sikh rahe h.
Aap jabardast likhte ho.
..
Ab bhi etna achcha likha h ki bina daad diye raha hi nahi ja raha.
To brother hmari daad kabool kijiye...
Daaad daaad daaaddd daaad daaad daad daad daad

Masoom Ji Aapke Is Pyaar Ke liye Aapka Sache Dil se Bahut Bahut Shukriya..Masoom ji Main Khud Seekh Raha Hoon Aur Humesha Seekhta Rahunga..Apna waqt Dete rahiyega Aur Saini saheb, hasan Saheb.. jaise ShayaroN Ko Padhte Rahiye..Bahut Kuch Seekhne Milega.. icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 17, 2012, 12:18:53 PM »
Reply with quote
bahut khoob khwaish ji, jabardast peshkash.. Kya kahne.. Yu hi likhti rahiye


Aapka Bahut Bahut Shukriya Mukeshji.. icon_flower icon_flower  icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 17, 2012, 01:13:08 PM »
Reply with quote

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP


             log darte hain kee billee ke gardan ghantee kaun baandhe.
             hum toh huzoor sher ko bhee qafas mein rakhte hain.



Aapka bahut bahut Shukriya Qalb ji.. icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower

Aur kya baat Hai.."Sher Ko bhi Aap Qafas mein rakhte Hai" Hmmmmm...

Besabab saa Mujhe Waseem Barelvi Saheb ka Ek sher Yaad Aa Gaya..


"Hum Yeh Nahi Kehte Ke Hum Tujhse Bade HaiN...!!!
Lekin Yeh Bahut Hai Ke Hum Tere Saath Khade HaiN "
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #12 on: April 17, 2012, 01:17:05 PM »
Reply with quote
bahut khoob, khwaish ji.
Logged
Jagan Kishan
Guest
«Reply #13 on: April 17, 2012, 01:20:22 PM »
Reply with quote
Nahi kirdaar hasne ka...wah kya kehne khwaishji
Logged
sbechain
Guest
«Reply #14 on: April 17, 2012, 07:52:32 PM »
Reply with quote
Kahee Phoolon Ki Baarish Hai Kahee Pathar Baraste Hain
Koi qismat pe rota hai to kuchh qismat se hanste hain.
 
Khabar Mujhko Hai Mere Khairkhwaah Ho Aap To Pakke...!!!!!
Janaab-aalee kyooN Har Baat Pe Awwaaz Kaste hain.
 
Badon Kaa Naam Na Lekar, Nawaazo unko Izzat Se...
Adab men sab Buzugon kee muhabbat ko Taraste hain.

Too Apni Aankh Se Ashqon Ko Gin-Gin Kar Bahaataa Hai..!!!
Unhe  bheee dekh jinkee aankh se baadal Baraste hain.
 
Gamon kaa hoon main shaidaai naheen kirdaar hasne kaa.
Yahaan Insaan Hee insaan ko Har Roz Daste hain.
 
Naa likhne kaa saleeqaa hai n kahne kee samajh "khwaish"
Khudaa kaa shuqr hai mujhko yahaan sab log padhte hain
                      
               ~~~~~Khwaish~~~~~


good one.......!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 02:45:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.159 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer