Matlab Ka Pyaar, matlab Ki Duniya hai yeh "Khwaish"

by khwaish on November 04, 2009, 12:41:04 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 50222 times)
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #15 on: November 05, 2009, 03:53:31 PM »
Reply with quote

Khud Ko Koi Fanaah Nahi Karta
Zindagi Apni Tabaah nahi Karta...

Mushkile Mile Hai "Khwaish" To Raaste Bhi Khud Hi Dhoond!!!
Koi Kisi ka Haath Thaam Kar Yahan Chala Nahi Karta...

Kuch Aise Halaat Se Guzar Raha Hai Har Shaks Iss jahan Ka,
Ke Ab koi Aur, Kisi Ke Liye Dua Nahi karta...

Kuch To majbooriyan Hoti Hai Har Insaan Ki,
Koi Shauk Se To Gunaah Nahi karta...

Matlab ka Pyaar, Matlab ki Duniya Hai Yeh "Khwaish"
Bin matlab ke yahan Koi Kisi Se Mila Nahi Karta...

Yahan jab Khud Ke Liye Hi Koi Fursat Nahi!!!
Zakhm Auro Ke koi Sila Nahi Karta...

"Khwaish" Aaj Tu Bebas,Lachaar Aur Maayus Hi sahi!!
Par Hausla Rakh!!! Insaan Apni Hi Nazron Se To Kabhi Gira Nahi karta...

Waqt Ache-Acho Ko Apne Kabze Mein Kar Leta Hai!!
Par Yeh na Soch Ke Insaan Phir Giir ke Kabhi Utha Nahi Karta...

Khud Ko Koi Fanaah Nahi Karta
Zindagi Apni Tabaah Nahi Karta...

                 ~~~~~Khwaish~~~~~


Bahut Hi sundar peshkash ki hai khawaish ji aapne behtrin and umda likha hai aapne i like it Applause ApplauseApplause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #16 on: November 05, 2009, 03:54:35 PM »
Reply with quote


Rang birangi duniya hai ye,rang birange log rehte hai yha par
Bahut matlabi hai yha k shakhs,unme se khuch acche bhi baste hai yha par

Apne dukh se kam,dusron k sukh se zyada pareshaan hote hai log
Dusron k ghamon se takleef rakhte hai, aaj bhi khuch nek insaan hai yha par

Aur kya kahe,bas itna hi kahege tumse "khwaish"
Har baat tumhari sachi hai par Sou mein se ek behtar insaan bhi hai yha par

Iss baat ko maanna "Pooja" k liye bhi thoda mushkil hai
Par aitbaar toh karna hi hai qunki har shakhs ek jaisa nahi ho sakta
Jo hota har koi ek jaisa to paancho ungliyan bhi hoti barabar yha par



Nice and excellent Nikhar Ji ApplauseApplause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #17 on: November 05, 2009, 03:55:30 PM »
Reply with quote
Aaj hone do, kal nahi honge
Sadishon ke kamal nahi honge

Mera paigar(aakruti) tarashne vale
Laakh chahe safal nahi honge

Tees toh aankh se risegi hi
Yeh samasyaye jo hal nahi honge

Laakh ujale libas pehene Vo
Mann ke parde safed nahi honge

Gar na chumoge pataron ko "Roja"
Khoobsurat mehel nahi honge..

Mil jaayenge tujhe tere humsafar kayi
Per tera saath nibhaanewale hum nahi honge



Nice and excellent Roja JI Applause Applause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #18 on: November 05, 2009, 03:57:17 PM »
Reply with quote

Is Qadar Nafraton Ke Diye Dllon Mai Jhal Gaye Hai
Ki Aaj Insan Hi Insaniyat Ko Kahin Bhool Gaye Hai.

Pyaar Muhabbat Kho Se Gaye Hai Kahin Is Duar Mein
Kuch Kagazi Patton Ke Aage Iman Pighal Se Gaye Hai.


Nice ApplauseApplause
Logged
Nazak_Pari
Guest
«Reply #19 on: November 05, 2009, 04:36:49 PM »
Reply with quote
hi ji its too good  Applause Applause Applause tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed
Logged
Roja
Guest
«Reply #20 on: November 06, 2009, 02:39:29 AM »
Reply with quote
Yeh To Aapki Achhai Hai Behna Ki
Aap Badai Ko Bhi Sharmindgi Samajhte Hai
.
Aapka Tahe Dil Se Mashqoor Hun Hausla Afzaa K Liye
Bahut Bahut Shukariya Behna Pasand Karne K Liye.

Hume Intezar Rahega....

Take Care....


ooh bhai mai light heart se kaha. Dil pe na lena icon_thumleft


Ghana jungle andhera rasta tha
Ye kaise shehar mein mai aa gaya tha?

Sitare raaste ke buj chuke they
In aankhon mein diya jalta raha tha

Ek anjaano-si aashat ka tassavur
Ki dash-te-aarzoo mein phool-sa tha

Shanasa kitne chehre the safer mein
Dilon ke darmiyan ek faasla tha

Hawa bhi hiddon se jal gayi thi
Dilon mein pyar ka tufaan machla tha

Matlab ka Pyar, Matlab ki dunia
Dekhkar dilon mein tanhayi ka shola uta tha

Jalta mera dil aur dimak ko bhujane
Samandar khud kinare aane laga tha



Tassavur = Kalpana
Dash-te-aarzoo = Abhilasha ka jungle
Shanasa = Parichit
Hiddon =Garmi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: November 07, 2009, 03:05:59 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Waah bahut hi khoob khwaish ji....inn lines ko padhkar khuch baatein aa rahi hai dil mein..jinhe khuch panktiyon mein sametne ki koshish kar rahi hu...khuch galat likh gayi ho to maafi ki ummidvaar hu

Rang birangi duniya hai ye,rang birange log rehte hai yha par
Bahut matlabi hai yha k shakhs,unme se khuch acche bhi baste hai yha par

Apne dukh se kam,dusron k sukh se zyada pareshaan hote hai log
Dusron k ghamon se takleef rakhte hai, aaj bhi khuch nek insaan hai yha par

Aur kya kahe,bas itna hi kahege tumse "khwaish"
Har baat tumhari sachi hai par Sou mein se ek behtar insaan bhi hai yha par

Iss baat ko maanna "Pooja" k liye bhi thoda mushkil hai
Par aitbaar toh karna hi hai qunki har shakhs ek jaisa nahi ho sakta
Jo hota har koi ek jaisa to paancho ungliyan bhi hoti barabar yha par



Bahut Bahut Shukriya Pooja Aapka Jo Aapne Iss Ghazal Ko Padha Aur Saraha..Teh Dil Se shukriya Aapka.. icon_flower

Aur Bahut bahut Khoob Khoob Pooja..Bahut Achi Soch Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Issi Soch par Aage Zaroor kuch likhunga,Filhaal Thode Waqt Ki Izzazat!!

Too Good Pooja.. Thumbs UP
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: November 17, 2009, 06:09:55 PM »
Reply with quote

Bohot Khoob Khwaish Dost  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Khaas ye line bohot gehri...aur agar ise hum samajh saken to shayad bohot si takleefon se bach jaayen:

Kuch To majbooriyan Hoti Hai Har Insaan Ki,
Koi Shauk Se To Gunaah Nahi karta...



Thankyou Soooooooo Much Dost!!!

Thanks A Lot For Appreciating!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: November 19, 2009, 06:00:42 PM »
Reply with quote
Zindagi ki Kuch Kadwi Aur sachi Baaton Ko Zehan Mein Rakh kar Yahan Kuch likh Raha Hoon,Umeed Karta Hoon,Jo Baat Main Kehna Chaahta Hoon,Iss Ghazal mein Keh Sakoon...Yeh Ghazal Agar kisi Insaan Ke Hauslo Ko Buland Kar sake To Yehi Iss ghazal Ka Sabse Bada Inaam Hoga..Shukriya

Khud Ko Koi Fanaah Nahi Karta
Zindagi Apni Tabaah nahi Karta...

Mushkile Mile Hai "Khwaish" To Raaste Bhi Khud Hi Dhoond!!!
Koi Kisi ka Haath Thaam Kar Yahan Chala Nahi Karta...

Kuch Aise Halaat Se Guzar Raha Hai Har Shaks Iss jahan Ka,
Ke Ab koi Aur, Kisi Ke Liye Dua Nahi karta...

Kuch To majbooriyan Hoti Hai Har Insaan Ki,
Koi Shauk Se To Gunaah Nahi karta...

Matlab ka Pyaar, Matlab ki Duniya Hai Yeh "Khwaish"
Bin matlab ke yahan Koi Kisi Se Mila Nahi Karta...

Yahan jab Khud Ke Liye Hi Koi Fursat Nahi!!!
Zakhm Auro Ke koi Sila Nahi Karta...

"Khwaish" Aaj Tu Bebas,Lachaar Aur Maayus Hi sahi!!
Par Hausla Rakh!!! Insaan Apni Hi Nazron Se To Kabhi Gira Nahi karta...

Waqt Ache-Acho Ko Apne Kabze Mein Kar Leta Hai!!
Par Yeh na Soch Ke Insaan Phir Giir ke Kabhi Utha Nahi Karta...

Khud Ko Koi Fanaah Nahi Karta
Zindagi Apni Tabaah Nahi Karta...

                 ~~~~~Khwaish~~~~~


 Applause Applause Applause Applause

hamesha ki tarah lajawab Khwaish ji... bahoot khoob...

Nikhar, Roja and Shihab ji bahoot acha sath nibha rahe hai app sab !!! Good work all...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: November 29, 2009, 10:55:52 AM »
Reply with quote
@ Khwaish Waah waah Kya baat kahi hai. bahoot Bahoot Khoob! Bahoot gehre aur sache jazbaaton ko samete hue hai aapki ghazal..


@ Pooja , tumne bhi sachi kaha.. aur bahoot Bahoot Khoob likha !

Bahut Bahut Shukriya Sophi..

It's Always a Pleasure To have Your Comments..

Thanks For reading And Appreciating!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #25 on: November 29, 2009, 11:15:12 AM »
Reply with quote
bahut accha likha hai aapne Bhaiya.... Yeh padkar sahi mein hausla badega... Thanks for the nice gift


So Sweeet Of You Behna ..

Thankyou Sooo Much For Those Lovely Words.. icon_flower

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: January 16, 2010, 01:52:55 PM »
Reply with quote
Aaj hone do, kal nahi honge
Sadishon ke kamal nahi honge

Mera paigar(aakruti) tarashne vale
Laakh chahe safal nahi honge

Tees toh aankh se risegi hi
Yeh samasyaye jo hal nahi honge

Laakh ujale libas pehene Vo
Mann ke parde safed nahi honge

Gar na chumoge pataron ko "Roja"
Khoobsurat mehel nahi honge..

Mil jaayenge tujhe tere humsafar kayi
Per tera saath nibhaanewale hum nahi honge



Bahut bahut Khoob Behna.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: January 16, 2010, 01:55:04 PM »
Reply with quote
Wah bahut bahut khoob Khwaish ji,Nikhaar ji,Roja ji,bahut gaheri baat kahe diya aur sachai bhi hai.very touching gazal.lovely creation.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause icon_salut

Thanks A Lot Madhu.. Usual Smile
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #28 on: February 08, 2010, 11:54:08 AM »
Reply with quote
Zindagi ki Kuch Kadwi Aur sachi Baaton Ko Zehan Mein Rakh kar Yahan Kuch likh Raha Hoon,Umeed Karta Hoon,Jo Baat Main Kehna Chaahta Hoon,Iss Ghazal mein Keh Sakoon...Yeh Ghazal Agar kisi Insaan Ke Hauslo Ko Buland Kar sake To Yehi Iss ghazal Ka Sabse Bada Inaam Hoga..Shukriya

Khud Ko Koi Fanaah Nahi Karta
Zindagi Apni Tabaah nahi Karta...

Mushkile Mile Hai "Khwaish" To Raaste Bhi Khud Hi Dhoond!!!
Koi Kisi ka Haath Thaam Kar Yahan Chala Nahi Karta...

Kuch Aise Halaat Se Guzar Raha Hai Har Shaks Iss jahan Ka,
Ke Ab koi Aur, Kisi Ke Liye Dua Nahi karta...

Kuch To majbooriyan Hoti Hai Har Insaan Ki,
Koi Shauk Se To Gunaah Nahi karta...

Matlab ka Pyaar, Matlab ki Duniya Hai Yeh "Khwaish"
Bin matlab ke yahan Koi Kisi Se Mila Nahi Karta...

Yahan jab Khud Ke Liye Hi Koi Fursat Nahi!!!
Zakhm Auro Ke koi Sila Nahi Karta...

"Khwaish" Aaj Tu Bebas,Lachaar Aur Maayus Hi sahi!!
Par Hausla Rakh!!! Insaan Apni Hi Nazron Se To Kabhi Gira Nahi karta...

Waqt Ache-Acho Ko Apne Kabze Mein Kar Leta Hai!!
Par Yeh na Soch Ke Insaan Phir Giir ke Kabhi Utha Nahi Karta...

Khud Ko Koi Fanaah Nahi Karta
Zindagi Apni Tabaah Nahi Karta...

                 ~~~~~Khwaish~~~~~


har sher vazni aur asardaar..kya hi khoobsurati se aapne ise likha hai bhai...khud ko koi fanaah nahi karta
jindagi apni tabah nahi karta
shuru se ant tak apne sandesh ko padhne walon tak pahunchane me kamyab rahi hai aapki rachna..
daad kabool ho..
Logged
shad
Guest
«Reply #29 on: March 07, 2010, 08:59:56 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Bahut aala janab leken bura na mane to ek baat kahunga
ke gazal ke hisab se aap ke likhe tehrer me sare band baraber nahi hai.gazlon me ye zarure hota hai ke uske her line ke alfazon ke gente baraber ho
Yane VAZAN .aap ke pehla aur dosra mishra theek hai ya kahe bahut khoob hai per bake sare kam jyada hai.ye mai apne malumat ke hisab se keh raha hun ager koye baat bure lage ho to Muaafe ke derkhvast hai.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 06:41:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.26 seconds with 27 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer