Muqaddar "Khwaish"

by khwaish on September 30, 2011, 08:14:55 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3046 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
      Bahut Roye Maa Baap Ghar Aakar Akele Mein
     Mitti Ke Khilone Bhi Saste Nahi The Mele Mein!!!


Barso mein Muqaddar Bhi
Ek Baar Badalta Hai
Himat Zinda Ho To Mushkil
Pahad Bhi Pighalta hai

yeh Kyon Sochte Ho Hardum Ke,
Haarna Hi Taqdeer me Likha Hai!!
Halaat Se Ladna Taye to karo..
Girne wala har haal me Sambhalta hai

Apni Saanson Ki Ehmiyat
bahut hai iss jahan mein
Jab Tak Saans Le raha hai insaan
Woh Har Haal Mein Chalta Hai

Muflisi Bhi Jaise Ek Saza Hai
Yehi Haqeeqat Hai Aaj ke Daur ki,
Gareebi Mein maut Bhi Asaan Nahi!!!
Gareeb Marta Bhi hai To Gut-Gut Ke Marta Hai

Andheri Raat Ke Baad
Savera Bhi to Aayega
AUr inn Andhero Se Darna Kya???
Chand Bhi To In Andhero Mein Nikalta Hai

"Khwaish" Raahon mein Chauu Dekhkar
   Kahin Rukh Naa Jaana
  Chalna Hi Zindagi Hai!!!!!
  Musafir To Har Raah Se Guzarta Hai

          ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
sarfira
Guest
«Reply #1 on: September 30, 2011, 08:30:45 AM »
Reply with quote
bahott khoob
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: September 30, 2011, 08:39:09 AM »
Reply with quote
Khawahish Jee Aadaab!

Bahut khoob Janab,, Kia khoob khayaaloN ko anjaam
Diyaa hai aapne... Sabhi khayaal aik se badhkar aik
rahe..

Aur In khayaaloN ke Masha Allah Kia kahne janab,


      Bahut Roye Maa Baap Ghar Aakar Akele Mein
     Mitti Ke Khilone Bhi Saste Nahi The Mele Mein!!!


Barso mein Muqaddar Bhi
Ek Baar Badalta Hai
Himat Zinda Ho To Mushkil
Pahad Bhi Pighalta hai


Andheri Raat Ke Baad
Savera Bhi to Aayega
AUr inn Andhero Se Darna Kya???
Chand Bhi To In Andhero Mein Nikalta Hai


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
          ~~~~~Khwaish~~~~~


Tah e dil se Daad O mubarakbad kabul kijiye..

Likhate rahiye.. Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: September 30, 2011, 09:35:14 AM »
Reply with quote
bahott khoob

Ji bahut bahut shukriya s.fji icon_flower
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: September 30, 2011, 10:01:44 AM »
Reply with quote
Bahut khoob khwaish ji
ek se badkar ek khayal pesh kiye apne.
jindgi me utarne vali cheeje likhi hai apne.

      Bahut Roye Maa Baap Ghar Aakar Akele Mein
     Mitti Ke Khilone Bhi Saste Nahi The Mele Mein!!!


Barso mein Muqaddar Bhi
Ek Baar Badalta Hai
Himat Zinda Ho To Mushkil
Pahad Bhi Pighalta hai

yeh Kyon Sochte Ho Hardum Ke,
Haarna Hi Taqdeer me Likha Hai!!
Halaat Se Ladna Taye to karo..
Girne wala har haal me Sambhalta hai

Apni Saanson Ki Ehmiyat
bahut hai iss jahan mein
Jab Tak Saans Le raha hai insaan
Woh Har Haal Mein Chalta Hai

Muflisi Bhi Jaise Ek Saza Hai
Yehi Haqeeqat Hai Aaj ke Daur ki,
Gareebi Mein maut Bhi Asaan Nahi!!!
Gareeb Marta Bhi hai To Gut-Gut Ke Marta Hai

Andheri Raat Ke Baad
Savera Bhi to Aayega
AUr inn Andhero Se Darna Kya???
Chand Bhi To In Andhero Mein Nikalta Hai

"Khwaish" Raahon mein Chauu Dekhkar
   Kahin Rukh Naa Jaana
  Chalna Hi Zindagi Hai!!!!!
  Musafir To Har Raah Se Guzarta Hai

          ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: September 30, 2011, 10:28:50 AM »
Reply with quote
Great!...Optimism woven into pessimism!!..Aas aur yaas ke darmyaan piroyee in khoobsurat kadion ke liye dheroN daad.HASAN
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #6 on: September 30, 2011, 11:23:00 AM »
Reply with quote
Khwaish Ji Bahut Hi Umda Kalam Kahi Hai Aapne

Chun Chun KAr Khyaal Laate HAin Aap

Dil Se Daad
icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 30, 2011, 02:36:08 PM »
Reply with quote
Khawahish Jee Aadaab!

Bahut khoob Janab,, Kia khoob khayaaloN ko anjaam
Diyaa hai aapne... Sabhi khayaal aik se badhkar aik
rahe..

Aur In khayaaloN ke Masha Allah Kia kahne janab,


Tah e dil se Daad O mubarakbad kabul kijiye..

Likhate rahiye.. Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez...



Adaab Parwaaz Ji..

Aapka Tehhh Dil Se Shukriya Jo Aapne Apna Waqt diya..

Likhne Walo Ko Bhi Tab Khushi Hoti Hai jab Aap jaise padhne Wale Bhi Ho.

Aapka Phir se Bahut Bahut Shukriya..Yuhi saath dete Rahiyega icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: September 30, 2011, 02:57:33 PM »
Reply with quote
Dost,
Soch raha tha kaunsa ashaar quote karoun..
Mager confused hoon kyun ki sare hi ashaar behad khoob rahe..
Dil ko choo gaye aur ek hausla de gaye..
Mager yeh line:
"Chand bhi toh andhere main nikalta hai"
Soch ki daad deta hoon dost..
Kamal hai..Sirf aur sirf kamal..
 Applause Applause Applause Applause Applause
Khush rahiye..!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: September 30, 2011, 03:37:54 PM »
Reply with quote
Bahut khoob khwaish ji
ek se badkar ek khayal pesh kiye apne.
jindgi me utarne vali cheeje likhi hai apne.


Ji Aapka bahut bahut Shukriya Mkv Ji.. Usual Smile

Yuhi Humesha Apna Waqt dete rahiyega.. icon_flower
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #10 on: September 30, 2011, 04:50:09 PM »
Reply with quote
excellent thoughts on dis topic khwaish ji.......
Bht bht khoob...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 01, 2011, 08:05:44 AM »
Reply with quote
Great!...Optimism woven into pessimism!!..Aas aur yaas ke darmyaan piroyee in khoobsurat kadion ke liye dheroN daad.HASAN

Siddiqui Ji Aapka Bahut Bahut Shukriya...

Aapne Apna Waqt Diya Yeh Jaankar Behad Khushi Hui Hai...

Yuhi Saath Dete Rahiyega icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: October 01, 2011, 09:38:21 AM »
Reply with quote
Khwaish Ji Bahut Hi Umda Kalam Kahi Hai Aapne

Chun Chun KAr Khyaal Laate HAin Aap

Dil Se Daad
icon_flower icon_flower icon_flower

Aapka Teh Dil Se Shukriya Sanjeev Ji icon_flower

Yuhi Saath Dete  Rahiyega Usual Smile
Logged
khujli
Guest
«Reply #13 on: October 01, 2011, 12:12:44 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: October 01, 2011, 04:15:27 PM »
Reply with quote
Dost,
Soch raha tha kaunsa ashaar quote karoun..
Mager confused hoon kyun ki sare hi ashaar behad khoob rahe..
Dil ko choo gaye aur ek hausla de gaye..
Mager yeh line:
"Chand bhi toh andhere main nikalta hai"
Soch ki daad deta hoon dost..
Kamal hai..Sirf aur sirf kamal..
 Applause Applause Applause Applause Applause
Khush rahiye..!


bahutttttttttt Bahuttttttttt Shukriya Dost!!!!

Izzat-Afzai aur Pyaar Ke tehhhh dil se shukriya dost..

Humesha saath Rahieyga icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 11:43:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.408 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer