UMMEED PE DUNIYA KAYAM HAI PART-II

by mohsin akhter on September 04, 2010, 05:23:39 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2305 times)
mohsin akhter
Guest
Reply with quote
AAP SAB KE BEHAD PYAAR KE LIYE BAHUT BAHUT SUKRIYA UMMEED PE DUNIYA KAYAM HAI KA DOOSRA BHAG POST KER RAHA HOON.


ABHI TO TERI UMR KO
6 SAAL HI HUYE THE
TUJHE PANE KE LIYE
MANNATO  ME KITNE
SAAL GUJRE THE

AB TERI HAR BAAT
SAR ANKHO PE RAKHTE HAI
APNI ZINDAGI MAIN KARKE KAMI
TERE HAR ARMAAN POORA KARTE HAI

PHIR BADI UMMEED
MUJHE KHUD AGE BADNE DE
KADAM NANHE HI SAHI
MAGAR MUJHE CHALNE DE
DIL TO NAHI THA
MAGAR TERI UMMEED THI
APNI CHAHAT SE JYADA
TERI UMMEEDE AZIZ THI

DIN KE DHARATAL PER
RAAT KE ANDHERE MAIN
UMMEEDO KA SAFAR BADTA GAYA
TU MERA LAKHTE ZIGAR THA
TERE LIYE MAIN KHUD KO BADALTA GAYA

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hai dil ko ab bhi ye ummeed-1 by Neel1525 in Shayri for Khumar -e- Ishq
UMMEED PE DUNIYA KAYAM HAI (PART-1) by mohsin akhter in Shairi - E - Zindagi
UMMEED PE DUNIYA KAYAM HAI PART-III by mohsin akhter in Shairi - E - Zindagi
insaaniyat kayam rahegi ........bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
EK ISHQ KAYAM HAI.. by nashwani in Shayri for Khumar -e- Ishq
sbechain
Guest
«Reply #1 on: September 04, 2010, 05:43:28 AM »
Reply with quote
AAP SAB KE BEHAD PYAAR KE LIYE BAHUT BAHUT SUKRIYA UMMEED PE DUNIYA KAYAM HAI KA DOOSRA BHAG POST KER RAHA HOON.


ABHI TO TERI UMR KO
6 SAAL HI HUYE THE
TUJHE PANE KE LIYE
MANNATO  ME KITNE
SAAL GUJRE THE

AB TERI HAR BAAT
SAR ANKHO PE RAKHTE HAI
APNI ZINDAGI MAIN KARKE KAMI
TERE HAR ARMAAN POORA KARTE HAI

PHIR BADI UMMEED
MUJHE KHUD AGE BADNE DE
KADAM NANHE HI SAHI
MAGAR MUJHE CHALNE DE
DIL TO NAHI THA
MAGAR TERI UMMEED THI
APNI CHAHAT SE JYADA
TERI UMMEEDE AZIZ THI

DIN KE DHARATAL PER
RAAT KE ANDHERE MAIN
UMMEEDO KA SAFAR BADTA GAYA
TU MERA LAKHTE ZIGAR THA
TERE LIYE MAIN KHUD KO BADALTA GAYA



good work...acha ehsaas hai
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #2 on: September 04, 2010, 07:07:55 AM »
Reply with quote
sukriya seba ji aapne ummeed pe duniya kayam hai ka part 1 pada ya nahi kyonki ye kahani uske bina adhuri hai
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #3 on: September 04, 2010, 07:23:55 AM »
Reply with quote
nice one ....bahut achha likha h apne~
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #4 on: September 04, 2010, 07:30:02 AM »
Reply with quote
wowwwwwww......age kya hua mohsinji
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #5 on: September 04, 2010, 10:41:35 AM »
Reply with quote
nice one ....bahut achha likha h apne~

sukriya abhi ji
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #6 on: September 04, 2010, 10:44:19 AM »
Reply with quote
wowwwwwww......age kya hua mohsinji

anu ji befikr rahiye bina poori kahani bataye nahi jaunga
ummeed karta hoon jis tarah jis hisse ko bhi logo ka responce mil raha hai usi tarah age ki kahani bhi logo ko deewana bana degi

aapki duao ka muntzir
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: September 04, 2010, 06:55:31 PM »
Reply with quote
Janab Mohsin sahab aadaab.....

Kia janab puri hi kar dete kalaam ko..... Chaliye hum bhi ummid karte hai ke aage ka safar se achcah guzara ho... aur khoob rang bekhere hoNge aapke ladle ne....

Allah Aapko aur aapke ladle ko khush rakhe aameen..         

Logged
neelgold
Guest
«Reply #8 on: September 04, 2010, 07:09:13 PM »
Reply with quote
Bhut hi sunder byan kiya hai aapne ........... Ap ke har ek word main sachai hai & evrybody acn connect that.

Very very gud!!!!!!!!!!!!

AAP SAB KE BEHAD PYAAR KE LIYE BAHUT BAHUT SUKRIYA UMMEED PE DUNIYA KAYAM HAI KA DOOSRA BHAG POST KER RAHA HOON.


ABHI TO TERI UMR KO
6 SAAL HI HUYE THE
TUJHE PANE KE LIYE
MANNATO  ME KITNE
SAAL GUJRE THE

AB TERI HAR BAAT
SAR ANKHO PE RAKHTE HAI
APNI ZINDAGI MAIN KARKE KAMI
TERE HAR ARMAAN POORA KARTE HAI

PHIR BADI UMMEED
MUJHE KHUD AGE BADNE DE
KADAM NANHE HI SAHI
MAGAR MUJHE CHALNE DE
DIL TO NAHI THA
MAGAR TERI UMMEED THI
APNI CHAHAT SE JYADA
TERI UMMEEDE AZIZ THI

DIN KE DHARATAL PER
RAAT KE ANDHERE MAIN
UMMEEDO KA SAFAR BADTA GAYA
TU MERA LAKHTE ZIGAR THA
TERE LIYE MAIN KHUD KO BADALTA GAYA


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: September 05, 2010, 03:04:21 AM »
Reply with quote
bahut khoob Mohsin ji... kahani ko aage badhaayen.. humein intezar hai...~!!!
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #10 on: September 05, 2010, 12:11:03 PM »
Reply with quote
bahut khoob mohsin ji. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #11 on: September 07, 2010, 06:53:36 AM »
Reply with quote
aap sab logo ko bahut bahut sukriya is kahani ko itna pasand karne ka.

is kahani ka teesra bhag jald hi post karoonga aur ummeed karta hoon ye bhi aap logo ko bahut pasand aayega

aapki duayon ka mutzir
"mohsin"
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 12:40:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer