Uthi jo Uski Qalam.......... Abul Asad

by Abul Asad on January 22, 2012, 01:57:33 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 762 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 8 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Yeh Ghazal Ustad Ibrahim zauq ki Mashoor ghazal “Layi hayat aaye” ke andaaz men likhne ki koshish hai Aaplogon ki nazr.
 
Likha Voh jo rizq aaye, uthi jo uski qalam chale
 Na laayi zaroorat aaye, na pardi musibat chale
 
Kuch din ka hai yeh khel aye ibne adam yanhaan
 Apni marzi nahi yanhaan uski marzi chale
 
Dil ke lagaanay se bhi na jab koi dil lagay
 Vaisa kanhaan daur raha ab ke koi dillagi chale
 
Deedar-e hur bhi yanhan hoga toe kahenge ham
 yanhaan Nahin hai voh dil chalo, dil ki gali chale
 
Partav-e khur ka raaz chupaye hai har kali
 Koi bad-e saba chale to phir kanhaan chale
 
Danishvari na gulshan men chale, janhan aisey husn khiley
 Dil bhi lagaye chale hum to kitnay gul ko tar chale
 
Tuu nazaan na ho apni qismat par aye raqeeb
 Ye daur jo chale hai abhi har waqt na voh chale
 
Maghrib men kanhaan voh mashriqi baten chale
 Janhaan dil hi nahi, kanhaan phir dil ki baten chale
 
Karle jama amaal jab tak hai yeh sanse teri chale
 Jaana hai tujhe bhi Asad janhaan voh chale chale
 Abul Asad
 

Rizq: Rozi, khaana,
 Ibne Adam: Adam ka beta,
Deedar: dekhna, dekhai dena
 Partav-e Khur: Suraj ki raushni, suraj ki kirnay
 Bad-e Saba: subha ki thandi taza hava,
Daanishvari: akalmandi, hoshiyari
 Naazan: naaz karna, fakhr karna
 Raqeeb: Vo doosra jo tumhari muhabbat ko Chahe. competitor in love
 Maghrib: East, Mashriq : West
 Amaal: deeds, karam
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #1 on: January 22, 2012, 03:46:37 AM »
Reply with quote
boht khoob likha abul sahab . Kuch lafz urdu ke hume samj nahi lage but boht khoob
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #2 on: January 22, 2012, 05:36:37 AM »
Reply with quote
Yeh Ghazal Ustad Ibrahim zauq ki Mashoor ghazal “Layi hayat aaye” ke andaaz men likhne ki koshish hai Aaplogon ki nazr.
 
Likha Voh jo rizq aaye, uthi jo uski qalam chale
 Na laayi zaroorat aaye, na pardi musibat chale
 
Kuch din ka hai yeh khel aye ibne adam yanhaan
 Apni marzi nahi yanhaan uski marzi chale
 
Dil ke lagaanay se bhi na jab koi dil lagay
 Vaisa kanhaan daur raha ab ke koi dillagi chale
 
Deedar-e hur bhi yanhan hoga toe kahenge ham
 yanhaan Nahin hai voh dil chalo, dil ki gali chale
 
Partav-e khur ka raaz chupaye hai har kali
 Koi bad-e saba chale to phir kanhaan chale
 
Danishvari na gulshan men chale, janhan aisey husn khiley
 Dil bhi lagaye chale hum to kitnay gul ko tar chale
 
Tuu nazaan na ho apni qismat par aye raqeeb
 Ye daur jo chale hai abhi har waqt na voh chale
 
Maghrib men kanhaan voh mashriqi baten chale
 Janhaan dil hi nahi, kanhaan phir dil ki baten chale
 
Karle jama amaal jab tak hai yeh sanse teri chale
 Jaana hai tujhe bhi Asad janhaan voh chale chale
 Abul Asad
 

Rizq: Rozi, khaana,
 Ibne Adam: Adam ka beta,
Deedar: dekhna, dekhai dena
 Partav-e Khur: Suraj ki raushni, suraj ki kirnay
 Bad-e Saba: subha ki thandi taza hava,
Daanishvari: akalmandi, hoshiyari
 Naazan: naaz karna, fakhr karna
 Raqeeb: Vo doosra jo tumhari muhabbat ko Chahe. competitor in love
 Maghrib: WEST, Mashriq : EAST
 Amaal: deeds, karam



BAHUT KHOOB ABUL SAHAB YE HUA AAPKA KALAAM .HAMEIN BHI ISS SE SEEKHNE KO MILE GAA.
Applause Applause Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 8 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #3 on: January 22, 2012, 06:08:19 AM »
Reply with quote
Adil Sahab,

Inayat aapki, Sahil sahab ki
meri ibtedayi koshishen hain yeh
Age bahut kuch aur seekhna baaqi hai.

Ap ki daad ka shukriya.

Dua Goo
Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 8 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #4 on: January 22, 2012, 06:11:33 AM »
Reply with quote
boht khoob likha abul sahab . Kuch lafz urdu ke hume samj nahi lage but boht khoob

Saahil Sahab,

Aap se mile daad to phir hovi koi bat

kuch alfazon ke ma'ine ghazal ke neeche darz hain
phir bhi aap hukum kijeye, jo bhi alfazon ke ma'aine aap kahenge
main unhen yanhan post kardonga.

Dua Goo
Abul Asad
Logged
khujli
Guest
«Reply #5 on: January 22, 2012, 10:45:37 AM »
Reply with quote
Yeh Ghazal Ustad Ibrahim zauq ki Mashoor ghazal “Layi hayat aaye” ke andaaz men likhne ki koshish hai Aaplogon ki nazr.
 
Likha Voh jo rizq aaye, uthi jo uski qalam chale
 Na laayi zaroorat aaye, na pardi musibat chale
 
Kuch din ka hai yeh khel aye ibne adam yanhaan
 Apni marzi nahi yanhaan uski marzi chale
 
Dil ke lagaanay se bhi na jab koi dil lagay
 Vaisa kanhaan daur raha ab ke koi dillagi chale
 
Deedar-e hur bhi yanhan hoga toe kahenge ham
 yanhaan Nahin hai voh dil chalo, dil ki gali chale
 
Partav-e khur ka raaz chupaye hai har kali
 Koi bad-e saba chale to phir kanhaan chale
 
Danishvari na gulshan men chale, janhan aisey husn khiley
 Dil bhi lagaye chale hum to kitnay gul ko tar chale
 
Tuu nazaan na ho apni qismat par aye raqeeb
 Ye daur jo chale hai abhi har waqt na voh chale
 
Maghrib men kanhaan voh mashriqi baten chale
 Janhaan dil hi nahi, kanhaan phir dil ki baten chale
 
Karle jama amaal jab tak hai yeh sanse teri chale
 Jaana hai tujhe bhi Asad janhaan voh chale chale
 Abul Asad
 

Rizq: Rozi, khaana,
 Ibne Adam: Adam ka beta,
Deedar: dekhna, dekhai dena
 Partav-e Khur: Suraj ki raushni, suraj ki kirnay
 Bad-e Saba: subha ki thandi taza hava,
Daanishvari: akalmandi, hoshiyari
 Naazan: naaz karna, fakhr karna
 Raqeeb: Vo doosra jo tumhari muhabbat ko Chahe. competitor in love
 Maghrib: East, Mashriq : West
 Amaal: deeds, karam



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: January 22, 2012, 10:51:29 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Abul Saheb
Accha kalaam pesh kiya hai apne..
Daad haajir hai apke liye..Applause ApplauseApplause ApplauseApplause Applause
Logged
sarfira
Guest
«Reply #7 on: January 22, 2012, 02:45:43 PM »
Reply with quote
waaaaahhh
bht umda Ghazal Abul sahab.
behtareen aur lajawaaaabbb

daad daad daaad daad aur dher saari daad kubul karen
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 8 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #8 on: January 22, 2012, 04:48:37 PM »
Reply with quote
waaaaahhh
bht umda Ghazal Abul sahab.
behtareen aur lajawaaaabbb

daad daad daaad daad aur dher saari daad kubul karen


Sarfira ji,

Itni saari daad ?
Bahut hi acha laga aapse milleen jo Daad.
Ye hamari ibtedai ki peshkashon men aap ka bahut
bada hath raha, hame sarhane ka, kheemti mashvaron ka
aur haunsla afzai karne ka. Aap ki har inayat ka shukriya.

Dua Goo
Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 8 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #9 on: January 22, 2012, 04:51:35 PM »
Reply with quote
Qalb Sahab,
Behad shukriya aapka Sahab
nadaan si koshish ko sarhane ka
Dua Goo
Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 8 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #10 on: January 22, 2012, 04:55:55 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Abul Saheb
Accha kalaam pesh kiya hai apne..
Daad haajir hai apke liye..Applause ApplauseApplause ApplauseApplause Applause


MKV ji,

Sahab bahut bahut shukriya,
Aap ke pyar bhare alfazon ka
aapki behtareen daad ka.

Abul Asad
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #11 on: January 23, 2012, 04:16:47 AM »
Reply with quote
Bahut khoob asad saheb
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 8 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #12 on: January 23, 2012, 05:14:01 AM »
Reply with quote
Shukriya Dr. Sahab,

Behad Shukriya Janaab aapka

Dua goo
Abul Asad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 07:54:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer