Zindagi Bin Aapke "Khwaish"

by khwaish on November 27, 2010, 10:25:07 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1913 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: November 30, 2010, 01:03:41 PM »
Reply with quote
na jane kitni bar padhi ye rachna aapki ..khwaish ji.....ek ajeeb si kashish hai isme...bht zyada pyaar ka ehsaas ho raha hai ise padhkar..
ek surrur pyar ka ek sath hone ka ehsaas...bht hi sukuun deti rachna hai ye aapki.....


Anuji..Aapne Yeh rachna Dil Se padhi Hai Yeh Jaankar Behad Khushi Hui hai Aur Vaakai Yeh Rachna Bahut Dil Se Likhi Gayi Thi..Iss Kavita mein Ek Theraau Sa Hai Jo Likhte Waqt Mujhe Bhi Mehsoos Hui..

Aapne Inn Ehsaaso ko Samjha..Aap Kaaa Tehhhhhhhhhhhhhhh Dilllllllllll Se Shukriya icon_flower
Logged
MAKHDOOM
Guest
«Reply #16 on: December 02, 2010, 08:27:52 AM »
Reply with quote
Kuch Anmol Se Jaazbaat Jinhe Hum
Roz-aana zindagi mein Humesha Lafzon Mein Zaahir Nahi kar Paate,
Par Yeh Mohabbat Bhare Ehsas Zindagi Bhar Saath Rehte Hai Kyonki Agar Yeh Ehsaas Zinda Naa Ho To Rishte Khokle Ho Jaate Hai..

Aaj Ek Khaas Din Hai!!!
Socha Kyon Naa Inn Jazbaaton ko Lafzon mein Utaara Jaaye



Hum Mile The Kuch Ajnabiyon Ki Tarah
Ab Saath Hai Hum Ek Duje Ke Zindagi Ki Tarah

Zindagi Ke Kuch Raahon Mein Kadam Dagmagaye Zaroor The
Par Har kadam Par Aap Saath The Mere Roshni Ki Tarah

Asaan Nahi Tha Mushkil Daur Mein Bhi Muskurate Rehna
Mere Har Gham Mein Bhi Aap Saath The Khushi Ki Tarah

Dil Ki Chaahat Hi Ab Jeene Ki Sabse Badi Zaroorat Hai
Kuch Anmol Se Ehsaas Zinda Hai Dil Mein Aashiqui Ki Tarah

Pathjad Mein Bhi Bahaar ka Intezaar,Humne Saath Mein Kiya!!!!
Aankhon mein Base Ho Aap Har pal Ek Nami Ki Tarah

Zindagi Bin Aapke Sirf Aur Sirf Ek Uljhan Hai Aur Kuch Nahi!!!!!
"Khwaish" Bejaan Dil Mar Hi Jaata Saanson Ke Kami Ki Tarah..

Mere Har Gham Mein Bhi Aap Saath The Khushi Ki Tarah...

                       ~~~~~Khwaish~~~~~~
                            27|11|10

hello2
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: December 04, 2010, 09:37:19 AM »
Reply with quote
sabkuch ek hi rachna me sama dia aapne...
bahut khubsurat sa ehsaas hua..


Teh Dil Se shukriya killbill Ji.. icon_flower
Logged
Talat
Guest
«Reply #18 on: December 07, 2010, 11:31:49 AM »
Reply with quote
Kuch Anmol Se Jaazbaat Jinhe Hum
Roz-aana zindagi mein Humesha Lafzon Mein Zaahir Nahi kar Paate,
Par Yeh Mohabbat Bhare Ehsas Zindagi Bhar Saath Rehte Hai Kyonki Agar Yeh Ehsaas Zinda Naa Ho To Rishte Khokle Ho Jaate Hai..

Aaj Ek Khaas Din Hai!!!
Socha Kyon Naa Inn Jazbaaton ko Lafzon mein Utaara Jaaye



Hum Mile The Kuch Ajnabiyon Ki Tarah
Ab Saath Hai Hum Ek Duje Ke Zindagi Ki Tarah

Zindagi Ke Kuch Raahon Mein Kadam Dagmagaye Zaroor The
Par Har kadam Par Aap Saath The Mere Roshni Ki Tarah

Asaan Nahi Tha Mushkil Daur Mein Bhi Muskurate Rehna
Mere Har Gham Mein Bhi Aap Saath The Khushi Ki Tarah

Dil Ki Chaahat Hi Ab Jeene Ki Sabse Badi Zaroorat Hai
Kuch Anmol Se Ehsaas Zinda Hai Dil Mein Aashiqui Ki Tarah

Pathjad Mein Bhi Bahaar ka Intezaar,Humne Saath Mein Kiya!!!!
Aankhon mein Base Ho Aap Har pal Ek Nami Ki Tarah

Zindagi Bin Aapke Sirf Aur Sirf Ek Uljhan Hai Aur Kuch Nahi!!!!!
"Khwaish" Bejaan Dil Mar Hi Jaata Saanson Ke Kami Ki Tarah..

Mere Har Gham Mein Bhi Aap Saath The Khushi Ki Tarah...

                       ~~~~~Khwaish~~~~~~
                            27|11|10


Bohot bohot khoob Khwaish Dost...Bohot khoobsurat khyaal aur lafz...Khuda aap ko humesha khush rakhe.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: December 17, 2010, 11:00:07 AM »
Reply with quote
Behad khoobsurat peshkash hai aap ki Khwaish Ji

Pasand Farmane ke Liye Tehhhhhhhhh Dillllll Se Shukriya icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #20 on: December 18, 2010, 02:26:49 PM »
Reply with quote
Dost,

Bahaut bahaut khoob..
Bahaut mohobat bhari peshkash..
Apko aj ka yeh khaas dinn mubarak ho..
Allah kare aise kayi aur saal aye..!
Khush rahiye..!
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Tehhh Dil Se Shukriya Mere Bhai rahim!!!

Yuhi Saath Dete Rahiyega.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: January 07, 2011, 03:20:41 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley........
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause................
unlimited claps for you......qunki mere paas lafj nahi hai aapki iss rachna ki taarif k liye..... bahut khoobsurati se lafjon mein sanjoya hai khushiyon ko aapne....Rab JI se dua hai k aapki ye khushiyan yu hi barkarar rahe.....aur aaj k din ki tarah har din khaas ho


notworthy notworthy notworthy notworthy

Aapki Duayon Ke liye Tehhhhhhhh Dilllllllll Se Shukriya..Bas Humesha Apne Ardaas mein iss daas Ke Liye Bhi Khushiyan Maanga Karo..Rabb Ji Aapki Humesha Sunte Jo hai icon_flower

Iss kavita Ko Dil Ki nazron se padhne ke liye apka Bahutttttttttttttttttttttt Bahutttttttttttttttttt Shukriya Pooja
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 08:40:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.154 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer