BABREE KA DARD

by NETRAPAL on June 30, 2008, 02:07:14 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 923 times)
NETRAPAL
Guest
maine kahee padha kee babree masjid ke tootnee kee barsee aaj bhee manayee jatee hai or ek vishehs samooday ko log waha ansoo bahate hai or na jane kya kya parvachan dete hai unhee ke kuch kaviyo ne kuch kavitae likhee usee ka jawaab dene kee koshi kar raha hoo....


Wo rote hai ankho me bhar ke ansuo  ko
kuredte hai apne sukhe hoo jakhm ko,
dikhaate hai gahare jakhm  wo hame
Ham n jane kab se sahalaate aa rahe
unhee ke diye hooe gahare  jakhmo ko

Wo yad karte hai babree ko aaj
Ham nahi bhulaa paye hai aaj tak baabr ko
Wo manate hai barsee tootne kee baabree
Ham yaad karte hai toote hooe mandiro ko

Sabhee nee dekha tha us khoonee sailab ko
kahi lahor me lasho se bharee rail ko
kahi   lasho me lipte    panjab mel ko
Aree kyo rote ho badnaseebee pe apneee
Yaad karo us atyaacharo se bhare aurangjeb ko…

Hamne to khwaab aajaad bharta ka sajaya tha
Unkee chaahat ko  khudaa bhee n jaan pyaa tha
jo chale gaye the juda hokar hamse…………
rote hai yad karke aaj bhee hindustaan ko……

Masjid, Mandir to or bhee ban jayegne
Par dilo me lage ghav yaad rah jayenge
Kabhee kasak utheegee dil me aapke
Dil hamare bhee toote hooe najar ayenge
Kyo lipte ho un paathro se aye insaaan
mat kuredo un poorane ho gaye jakhmo ko
roWOge tum fir ankho me bhar ke ansooko..

netra....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
dard dard ki had mein by husain52 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ek dard yahan hai ek dard wahan hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard Ko Dard Men Dekha by syednaami in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
NETRAPAL
Guest
«Reply #1 on: July 01, 2008, 01:50:40 PM »
mera maksad keesee kee bhawna ko thesh pahoochaanaa nahi hai par jo beet gaya use yaad kar ke aaj ko kyo kharaab karte hai hao har dharm me daanv hai to parvardigaar bhee hai..aap danav ko kyo dekhte hai insaan ko dekho..............

fir bhee agar kisi ko dkuh hooa to mafee chataa hoo....

netra.....

Logged
Sonia01
Guest
«Reply #2 on: July 05, 2008, 02:32:10 PM »
Quote
Hamne to khwaab aajaad bharta ka sajaya tha
Unkee chaahat ko  khudaa bhee n jaan pyaa tha
jo chale gaye the juda hokar hamse…………
rote hai yad karke aaj bhee hindustaan ko……

Masjid, Mandir to or bhee ban jayegne
Par dilo me lage ghav yaad rah jayenge
Kabhee kasak utheegee dil me aapke
Dil hamare bhee toote hooe najar ayenge
Kyo lipte ho un paathro se aye insaaan
mat kuredo un poorane ho gaye jakhmo ko
roWOge tum fir ankho me bhar ke ansooko..

Bahut accha likha hai aapne netra jee  Applause
Her ek line pe dard ka ehsaas dila rahi hai. Bahut khoob  Applause
Accha laga aapka is tarah likhna. Yu hi likhna...
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #3 on: July 07, 2008, 06:25:12 AM »
Bahut accha likha hai aapne netra jee  Applause
Her ek line pe dard ka ehsaas dila rahi hai. Bahut khoob  Applause
Accha laga aapka is tarah likhna. Yu hi likhna...


thanks soniya ji kisee ne to is dard ko janaa or reply kiyaa
thanks again.

netra....
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #4 on: July 07, 2008, 06:29:20 AM »
maine kahee padha kee babree masjid ke tootnee kee barsee aaj bhee manayee jatee hai or ek vishehs samooday ko log waha ansoo bahate hai or na jane kya kya parvachan dete hai unhee ke kuch kaviyo ne kuch kavitae likhee usee ka jawaab dene kee koshi kar raha hoo....


Wo rote hai ankho me bhar ke ansuo  ko
kuredte hai apne sukhe hoo jakhm ko,
dikhaate hai gahare jakhm  wo hame
Ham n jane kab se sahalaate aa rahe
unhee ke diye hooe gahare  jakhmo ko

Wo yad karte hai babree ko aaj
Ham nahi bhulaa paye hai aaj tak baabr ko
Wo manate hai barsee tootne kee baabree
Ham yaad karte hai toote hooe mandiro ko

Sabhee nee dekha tha us khoonee sailab ko
kahi lahor me lasho se bharee rail ko
kahi   lasho me lipte    panjab mel ko
Aree kyo rote ho badnaseebee pe apneee
Yaad karo us atyaacharo se bhare aurangjeb ko…

Hamne to khwaab aajaad bharta ka sajaya tha
Unkee chaahat ko  khudaa bhee n jaan pyaa tha
jo chale gaye the juda hokar hamse…………
rote hai yad karke aaj bhee hindustaan ko……

Masjid, Mandir to or bhee ban jayegne
Par dilo me lage ghav yaad rah jayenge
Kabhee kasak utheegee dil me aapke
Dil hamare bhee toote hooe najar ayenge
Kyo lipte ho un paathro se aye insaaan
mat kuredo un poorane ho gaye jakhmo ko
roWOge tum fir ankho me bhar ke ansooko..

netra....


Bahut Khoob likha hai, Netra Applause


mera maksad keesee kee bhawna ko thesh pahoochaanaa nahi hai par jo beet gaya use yaad kar ke aaj ko kyo kharaab karte hai hao har dharm me daanv hai to parvardigaar bhee hai..aap danav ko kyo dekhte hai insaan ko dekho..............

fir bhee agar kisi ko dkuh hooa to mafee chataa hoo....

netra.....

Bilcul sahi kaha aapne... Bahut achhe khayaal hai..  notworthy

Logged
punam
Guest
«Reply #5 on: July 07, 2008, 06:37:31 AM »
Bahot khoob likha hai Netra ji...
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #6 on: July 07, 2008, 10:28:58 AM »
thanks Mahiya ji and poonam ji for reply

netra....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: July 11, 2008, 05:32:29 AM »
Bahut Bahut Khoob!!
Maafi chaahungha ki itni achi kavita par bahut der baad nazar padi..par aapne bahut hi sachai aur jhinjod dene wali kavita likhi hai...bahut ache netraji..aapki soch ko salaam karta hoon,bahut khoob Applause Applause Applause
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #8 on: July 12, 2008, 02:43:18 PM »
Bahut Bahut Khoob!!
Maafi chaahungha ki itni achi kavita par bahut der baad nazar padi..par aapne bahut hi sachai aur jhinjod dene wali kavita likhi hai...bahut ache netraji..aapki soch ko salaam karta hoon,bahut khoob Applause Applause Applause


bahoot bahoot dhanywaad sir mere khaylo me jo ayaa maine likh diya par dar raha tha kahi ise samprdaayik rang n dede log

thanks again

netra....
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 06:53:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer