Mera Mulk

by NETRAPAL on February 05, 2008, 01:41:22 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 4620 times)
NETRAPAL
Guest
Choomna chata haoo sarjam ko apnee mai
Hona chata hoo koorbaan watan ke liye
Ek mai hee nahi laakho hai jiyale bharat ke
Jo hai tayyar kise bhee fande ko chumne ke liye

Mulk mera bhee kabhi mahan kahlata tha
Ban kar sone ki chiriya jaha me jagmgata tha
Aye the bhikharee dil me makkar kee mashal liye
Ham apnee masoomiyat se khud hee lut liye..

200 saal kee gulamee me jiyaa hai  bharat
Aaj bhee jeeta hai dusro ke asre pe hee bharat
Karate hai bakhan trakee ka 60 salo kee
Aaj bhee 200 sal peechee he khada hai bharat

Wo tarakke kee bat karte hai
Lakho masoom bhook se aaj bhee marte hai
Jagmagahat ka ujala dikhta hai chand sharo me
Lakho gaon aaj bhe andhero me sote hai

Loot tee  thee ablaa kal bhee aaj bhee lutee hai
Rotee massoomiyat kal bhee aaj bhee rote hai
Naiklate the shanshaha pahro me mahal se
Rahnuma aaj bhee paharo me nilalte hai
Wo tarakee kee bat karte hai……..

Ro nahi pata hoo rona chahta hoo…..
60 saal kee ajaadee kee dasta suntan hoo
Kurbaan mulk pe mai bhee hona chahta hoo..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
YE MULK JAL RAHAA HAI by NETRAPAL in Shairy-E-Watan
Padosi Mulk,. by Azeem Azaad in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
MULK by @kaash in Shairy-E-Watan
hum pyare se mulk,hindustaan main rehte hain, by nazar ghouri in Shairy-E-Watan
Yeh kaysa mulk hay, sarhad pe kaysa pahra tha by Syed Mohd Mahzar in Ghazals
mehhekkk
Guest
«Reply #1 on: February 05, 2008, 03:45:52 PM »
bahut khub

mulk mera aaj bhi mahan kehlata hai
mulk mera aaj bhi sone se nahata hai
bas kuch andar ke hai chor lutere uske
khatam pehle unhe karna jaruri,jo desh ko nigal rahein.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: February 14, 2008, 06:23:31 PM »
wah bahoot khoob Netrapal ji!!! Nice one mehekkk
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #3 on: April 07, 2008, 12:20:25 PM »
Netra

Just in 2 words i would like to say !

Simply Outstanding Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: April 07, 2008, 12:52:26 PM »
Bahoot Khoob Netra Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: April 07, 2008, 12:56:17 PM »
Hai Kismat Apni, Janam Liya Humne Is Sar Zameen Par,.
Jahaan Ki Hawaao Mein Bhi Asar, Dawaaon Ka Hai,.
Jiski Mitti Mein Bhi, Chamak Sone Ki Hai,.


Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #6 on: April 08, 2008, 06:55:05 AM »
Hai Kismat Apni, Janam Liya Humne Is Sar Zameen Par,.
Jahaan Ki Hawaao Mein Bhi Asar, Dawaaon Ka Hai,.
Jiski Mitti Mein Bhi, Chamak Sone Ki Hai,.

wah jansheen ji bahoot khoob likha hai aapne

netra...


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: April 08, 2008, 07:02:44 AM »
Bohat khoob likha hai Netra aur Azeem bro.. Applause
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #8 on: April 12, 2008, 10:29:54 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #9 on: April 12, 2008, 03:50:19 PM »
Nice azeem
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 13, 2008, 12:47:31 PM »
Shukriya Netra Ji,.
Honey Sis,.
Harash Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 13, 2008, 01:20:22 PM »
Hain Is Mulk Ke Paasbaan Hum,.
Phir Bhi Yahaan Haq Hamaara Nahi,.

Jee Raha Hai Saara Aaalam Yahaan,.
Lekin Hamaare Liye Koi Guzaara Nahi,.

Gaddar Kehte Hain Hume, Rehnuma Desh Ke,.
Jaane Kyun Is Desh Mein Hamaara Koi Sahaara Nahi,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #12 on: April 13, 2008, 01:44:52 PM »
Bohat khoob Azeem bro.. Clapping Smiley

 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: April 13, 2008, 02:23:13 PM »
Shukriya Didi,.
Waise Aapne Kyun Kuch Nahi Likha,.
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #14 on: April 15, 2008, 06:37:59 AM »
Hain Is Mulk Ke Paasbaan Hum,.
Phir Bhi Yahaan Haq Hamaara Nahi,.

Jee Raha Hai Saara Aaalam Yahaan,.
Lekin Hamaare Liye Koi Guzaara Nahi,.

Gaddar Kehte Hain Hume, Rehnuma Desh Ke,.
Jaane Kyun Is Desh Mein Hamaara Koi Sahaara Nahi,.

_________________________-Jaanasheen-


bahoot khoob sir aapne jis khoobee se apnee bat kahee hai uskee jitnee prashansha kee jaye kam hai....

netra...

hamne to lagya tha seene se
ab hee nahi saath choda hai
kyo udaas hai is gulitaan me too
tum to fool ho us bagbaa ke
jo bagbaan hamaara hai

netra....
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 09:31:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer