Sarhad ka Imaan

by vipinbox on March 26, 2006, 12:19:08 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1703 times)
vipinbox
Guest
Zakhm kitne gehre hain
haathon ki lakeeron ke.
Aasoon bhi ab beh nikle
inn be-zubaan tasveeron ke.

Himmat bhi haar chuki hai
khud apni hee chotton se.
Dekh zindagi darti hai
ab aane waali mauton se.

Bikhar gayi saari khusiyan
ab ujjhar gaya yeh Registaan.
Hua "Asia" chalni-chalni
bikne laga sarhad ka imaan.

Vipin
...ek shoonya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mehmoob uski sarhad by sarafz in Shayri for Khumar -e- Ishq
SARHAD The border by liaqat jafri in Shairi - E - Zindagi
Kya Imaan Zinda Hai Ab Bhi Hum Insaano mein!!!!!!! by khwahish in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2 3  All »
Sarhade hai sharmai hui - SARHAD K OSS PAR by veenavarsha in Shairy-E-Watan
Yeh kaysa mulk hay, sarhad pe kaysa pahra tha by Syed Mohd Mahzar in Ghazals
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: March 28, 2006, 08:44:02 AM »
Imaan Beek Jaaye Laakh Magar,..
Na Beek Sakega Kisi Ka Irada Aur Hausle,.
Aur Jin Ke Irade Ho Mazboot.,..
Unke Kadmo mein Sari Duniya,..
Aur Jinke Hausle Ho Buland,..
Wo To Asmaano Ko Bhi Jhukade,..
Logged
vipinbox
Guest
«Reply #2 on: April 02, 2006, 02:15:25 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Imaan Beek Jaaye Laakh Magar,..
Na Beek Sakega Kisi Ka Irada Aur Hausle,.
Aur Jin Ke Irade Ho Mazboot.,..
Unke Kadmo mein Sari Duniya,..
Aur Jinke Hausle Ho Buland,..
Wo To Asmaano Ko Bhi Jhukade,..


Bahaut khoob sahab.
dhanyavaad aapka
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 03, 2006, 06:50:15 AM »
Shukriya Bhaijaan,..
Apne Bahoot Acha Likha Hai,..
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #4 on: September 14, 2009, 05:19:13 PM »
Imaan Beek Jaaye Laakh Magar,..
Na Beek Sakega Kisi Ka Irada Aur Hausle,.
Aur Jin Ke Irade Ho Mazboot.,..
Unke Kadmo mein Sari Duniya,..
Aur Jinke Hausle Ho Buland,..
Wo To Asmaano Ko Bhi Jhukade,..


aasmaan kya jhukega insaan k aagay... badal zameen pe kab utre hain?
insaan ko khud aasmaan chuhna hai, taare phoolon me kab ubhre hain?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 15, 2009, 01:50:12 PM »
aasmaan kya jhukega insaan k aagay... badal zameen pe kab utre hain?
insaan ko khud aasmaan chuhna hai, taare phoolon me kab ubhre hain?

Waagh Kya Khoob Kaha Hai.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #6 on: September 15, 2009, 03:04:52 PM »
Waagh Kya Khoob Kaha Hai.

nawazish mere aaka
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 06:41:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer