~*~ Jab tera deedar hota hai ~*~ by Rahim

by dead heart on June 18, 2011, 08:43:48 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4172 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Mere dil main noor hi noor bhar jata hai,
Mere Mowla jab bhi tu mere samne ata hai..

Kya takkat insaan ki kay parivar ko roti khila sake,
Sirf teri hi rehmat se har shaks apna ghar chalata hai..

Aukad insaan ki sirf mitti kay barabar hi toh hai,
Phir bhi dekho har shaks apni kamyabi par kitna itrata hai..

Tu khushi deta hai toh ghum dene ka bhi haq hai tujhe,
Kya hua ager tu kabhi kabhi humara imtehaan le leta hai..

Insaan kay dil main yahan insaan hi basa karta hai,
Mager ‘Khamosh’ kay dil main bas tu samata hai..

Tere liye pyaar ashkon kay roop ankhon main aa jata hai,
Meri zindagi ko jeene ka ek naya hi maqsad mil jata hai,
Waqei yeh sab hota hai jab bhi inn ankhon ko tera deedar hota hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
dead heart
Guest
«Reply #1 on: June 18, 2011, 09:03:36 PM »
Reply with quote
Subhan ALLAH Wah Bhai Wah Aapne Apne Andz Men Khub Humd Ki Hai
Maza Aa Gaya Aaj To Sach Men ALLAH Hum Sab Par Reham Kare Aameen
Sach Kahun To Mujhe Ab Tak Aapne Jitna Bhi Likha Hai Un Sab Mein Se
Yeh Wali Sabse Jyada Best Hai Kya Kahun Bahut Khub Bhai
Baaki Galti Aur Achhai ALLA Behtar Janta Hai Woh Maaf Kare

Ye Bajaahe Maalike Bandagi, Meri Bandagi Mein Kusoor Hai
Ye Khata Hai Meri Khata Magar, Tera Naam Bhi To Gafoor Hai

                         n/m


Shad o Aabad Raho

~Shihab~
Apka teh teh dil se shukriya Shihab bhai..
Haan Woh Gafoor hi toh hai..Ek aisi zaat jiske uper kabhi koi nahin ho sakta..
Bahaut dil se likhi hui kalam hai yeh..Shayad isiliye apko bahaut achi lagi..
Apka shukriya kay apne dil se parra..
Khush rahiyega mere bhai..!
Logged
nikki
Guest
«Reply #2 on: June 18, 2011, 09:08:50 PM »
Reply with quote
Mere dil main noor hi noor bhar jata hai,
Mere Mowla jab bhi tu mere samne ata hai..

Kya takkat insaan ki kay parivar ko roti khila sake,
Sirf teri hi rehmat se har shaks apna ghar chalata hai..

Aukad insaan ki sirf mitti kay barabar hi toh hai,
Phir bhi dekho har shaks apni kamyabi par kitna itrata hai..

Tu khushi deta hai toh ghum dene ka bhi haq hai tujhe,
Kya hua ager tu kabhi kabhi humara imtehaan le leta hai..

Insaan kay dil main yahan insaan hi basa karta hai,
Mager ‘Khamosh’ kay dil main bas tu samata hai..

Tere liye pyaar ashkon kay roop ankhon main aa jata hai,
Meri zindagi ko jeene ka ek naya hi maqsad mil jata hai,
Waqei yeh sab hota hai jab bhi inn ankhon ko tera deedar hota hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

how true...brilliant work Rahim ji

bhagvaan se badhkar kuch nahi
jab talak woh hai, tab talak mujhe koi dukh nahi
gar hota hai woh sukh mein paas
to gumon mein bhi saath deta hai

insaan kitni bhi tarakki karle usse chain nahi hota
jab talak uss tarakki mein khushiyon aur shantushti ke moti woh parvardigaar hi pirota
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: June 18, 2011, 09:46:18 PM »
Reply with quote
how true...brilliant work Rahim ji

bhagvaan se badhkar kuch nahi
jab talak woh hai, tab talak mujhe koi dukh nahi
gar hota hai woh sukh mein paas
to gumon mein bhi saath deta hai

insaan kitni bhi tarakki karle usse chain nahi hota
jab talak uss tarakki mein khushiyon aur shantushti ke moti woh parvardigaar hi pirota

Teh teh dil se shukriya Nikki jee..
Aur apne sach likha hai..Chain o sukun Khuda se hai..
Agey bhi saath dete rahiyega ji..
Khush rahiye..!
Logged
nikki
Guest
«Reply #4 on: June 18, 2011, 09:52:38 PM »
Reply with quote
thank u n u r very welcome ji...sure kuch likh payi to zaroor
Logged
nirala
Guest
«Reply #5 on: June 19, 2011, 04:45:47 AM »
Reply with quote
wah dost…
ek hakiqat jo hum bhula bethte hain…
uparwale ki khudai par hum nasamajh ungliyan uthate hain…
jab ki humara pal pal uss khuda ki di hui saugaat hai…
aap ki is behatareen kalaam ko sajaam hai…
kyunki aksar hum apne mehbub,apne dard aur kuch sachaiyon par hi likhte hain…aur jiski nemat se ye sab hota hai use hi bhula dete hai…

aapki iss umda soch,sachh aur apko salaam…
khus rahen sada
god bless u Usual Smile
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #6 on: June 19, 2011, 05:58:23 AM »
Reply with quote
Mere dil main noor hi noor bhar jata hai,
Mere Mowla jab bhi tu mere samne ata hai..

Kya takkat insaan ki kay parivar ko roti khila sake,
Sirf teri hi rehmat se har shaks apna ghar chalata hai..

Aukad insaan ki sirf mitti kay barabar hi toh hai,
Phir bhi dekho har shaks apni kamyabi par kitna itrata hai..

Tu khushi deta hai toh ghum dene ka bhi haq hai tujhe,
Kya hua ager tu kabhi kabhi humara imtehaan le leta hai..

Insaan kay dil main yahan insaan hi basa karta hai,
Mager ‘Khamosh’ kay dil main bas tu samata hai..

Tere liye pyaar ashkon kay roop ankhon main aa jata hai,
Meri zindagi ko jeene ka ek naya hi maqsad mil jata hai,
Waqei yeh sab hota hai jab bhi inn ankhon ko tera deedar hota hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

sahi farmaya
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #7 on: June 19, 2011, 08:09:59 AM »
Reply with quote
bht bht khoob rahim..
very true...
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: June 19, 2011, 09:30:22 AM »
Reply with quote

Waah Rahim Sahab..kya haqeeqat bayani
ka manzar pesh kiya hai aapne.

Raqeeb
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: June 19, 2011, 09:36:23 AM »
Reply with quote
Mere dil main noor hi noor bhar jata hai,
Mere Mowla jab bhi tu mere samne ata hai..

Kya takkat insaan ki kay parivar ko roti khila sake,
Sirf teri hi rehmat se har shaks apna ghar chalata hai..

Aukad insaan ki sirf mitti kay barabar hi toh hai,
Phir bhi dekho har shaks apni kamyabi par kitna itrata hai..

Tu khushi deta hai toh ghum dene ka bhi haq hai tujhe,
Kya hua ager tu kabhi kabhi humara imtehaan le leta hai..

Insaan kay dil main yahan insaan hi basa karta hai,
Mager ‘Khamosh’ kay dil main bas tu samata hai..

Tere liye pyaar ashkon kay roop ankhon main aa jata hai,
Meri zindagi ko jeene ka ek naya hi maqsad mil jata hai,
Waqei yeh sab hota hai jab bhi inn ankhon ko tera deedar hota hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

Bahut bahut Khoob Bhai Rahim!!!

Bahut Hi jaandar Aur Sache Dil Ki baatein kahi hai Aapne..

Bahut AChe.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #10 on: June 19, 2011, 11:42:48 AM »
Reply with quote
Mere dil main noor hi noor bhar jata hai,
Mere Mowla jab bhi tu mere samne ata hai..

Kya takkat insaan ki kay parivar ko roti khila sake,
Sirf teri hi rehmat se har shaks apna ghar chalata hai..

Aukad insaan ki sirf mitti kay barabar hi toh hai,
Phir bhi dekho har shaks apni kamyabi par kitna itrata hai..

Tu khushi deta hai toh ghum dene ka bhi haq hai tujhe,
Kya hua ager tu kabhi kabhi humara imtehaan le leta hai..

Insaan kay dil main yahan insaan hi basa karta hai,
Mager ‘Khamosh’ kay dil main bas tu samata hai..

Tere liye pyaar ashkon kay roop ankhon main aa jata hai,
Meri zindagi ko jeene ka ek naya hi maqsad mil jata hai,
Waqei yeh sab hota hai jab bhi inn ankhon ko tera deedar hota hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Bahut Umdaa Khayaalaat Likhe HaiN ... Rahim Ji !
Dilee Mubaaraqbaad Aur DheroN Daad Qubuul KareN ... !

Aise hi likhte rahen aur aate rahen aage bhi ... khush rahen .. !

duaaoN ke saath ... !
Logged
Beisickickura
Guest
«Reply #11 on: June 19, 2011, 04:03:48 PM »
Reply with quote
David Leppard   
   
TWO serving MI6 officers have allegedly leaked confidential information to a firm of private consultants with links to the   
   
family of the president of Kazakhstan.   
   
The consultants are said to have been commissioned to obtain the information at a time when the American justice department   
   
was investigating allegations of bribes paid by American oil companies to **********, the Kazakh president, and his top   
   
officials.   
   
A 300-page report, said to have been prepared by the consultants, purports to summarise confidential MI6 files on political   
   
and economic issues affecting the oil-rich state.   
   
One MI6 officer is said to have divulged that MI6 was “closely observing” the role of Hurricane Hydrocarbons, a Canadian oil   
   
company, and financial arrangements involving oilfields in Kazakhstan. A second MI6 officer is alleged to have revealed   
   
information that the service held on Akezhan Kazhegeldin, the former Kazakh prime minister. The report also contains   
   
information that it claims was given by Scotland Yard detectives.   
   
The leaked document has been circulating in Washington for several months. Lawyers with knowledge of the case accept that the   
   
authors of the report may have embellished details of their contacts with law enforcement officials on both sides of the   
   
Atlantic.   
   
Yesterday a Whitehall security official said the report did not appear to match MI6’s own records. Arman Baisuanov, a   
   
counsellor at the Kazakhstan embassy in London, denied that his government had been involved in any inappropriate or illegal   
   
activity.   
   
********** is chairman of the Commons foreign affairs committee which is responsible to parliament for overseeing the affairs   
   
of MI6. He said he was alarmed at suggestions that serving British intelligence officers might have leaked information that   
   
could have found its way into the hands of people whom the agency was monitoring.   
   
“If true, these allegations raise very serious concerns and I expect the government to investigate them,” he said.   
   
The Sunday Times has seen a copy of a report by Global Options Management, a firm of private security consultants with   
   
offices in Washington and, previously, in London.   
   
The company is chaired by **********, who is an economic adviser to the Kazakhstan government and a director of the country’s   
   
sovereign wealth fund. Political opponents of the Kazakh regime claim that ********** is ********** “point man” in Washington   
   
and that he helps to manage some of the Kazakh leader’s wealth.   
   
********** last week declined to comment. **********, his spokesman, said: “********** is a respected business consultant   
   
based in the United States who rigorously abides by the laws and regulations of any country in which he operates.”   
   
Privately, aides said ********** was “aware” of a report. But, shown a copy of the relevant extracts of the report, they   
   
declined to comment publicly.   
   
********** has admitted in the past that he has had dealings with **********, the president’s daughter who is an opera   
   
singer. But he denies that his firm had been hired by her to compile the document.   
   
**********, the president’s former son-in-law, has claimed that ********** has diverted billions of dollars in state assets   
   
and has long taken commissions from foreign companies doing business in Kazakhstan.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: June 19, 2011, 04:21:36 PM »
Reply with quote
wah dost…
ek hakiqat jo hum bhula bethte hain…
uparwale ki khudai par hum nasamajh ungliyan uthate hain…
jab ki humara pal pal uss khuda ki di hui saugaat hai…
aap ki is behatareen kalaam ko sajaam hai…
kyunki aksar hum apne mehbub,apne dard aur kuch sachaiyon par hi likhte hain…aur jiski nemat se ye sab hota hai use hi bhula dete hai…

aapki iss umda soch,sachh aur apko salaam…
khus rahen sada
god bless u Usual Smile
Teh teh dil se shukriya dost..
Sahi kaha woh Khuda hi hai jisne yeh sab hume baksha hai..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: June 19, 2011, 05:39:45 PM »
Reply with quote
bht bht khoob rahim..
very true...
Shukriya shukriya di..
Khush rahiye..!

sahi farmaya
Shukriya Adil jee..
Khush rahiye..!

Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #14 on: June 20, 2011, 06:51:23 AM »
Reply with quote
waah rahim bhaii..

bahut khoob...

log ghanto mandiron me poja karte hain...masjido me namaz padhte hain...gar yahi sab karte waqt wo aapki likhi hui baton ko dhayn me rakhe to sachhi bandagi ko samajh paayege...

wo uparwala to sirf mohabbat ka bhooka hai...

dher saari daaad....khush rahiye..

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 05:25:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer