Dard Hi Dard

by sunnyb on October 07, 2006, 08:58:05 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2634 times)
sunnyb
Guest
Reply with quote
Hi guyz its after a loong time am posting something on yoindia, like most of you am not an expert so pls excuse me if the shayari does not sound good, its all about whts in my heart- fresh wounds.

1)
In aakhon se teri tasveer kaise hataoon mein,
Dil mein basi teri yaadon ko kaise bhulaon mein,
kuch toh aasra de diya hota jeene ka,
tere bina yeh zindagi kaise bitaun mein

2)
Ek Adhuri zindagi jee raha hoon,
Tere judaai ke zeher ko pee raha hoon,
Aas lagaye baitha hoon ki kisi din tu aayegi,
Us din ke liye shayad ab tak jee raha hoon


3)
kaash tere pyaar ka sahara mil gaya hota,
humein jeena ka ek bahana mil gaya hota,
dil todke ke agar tum naa jaate,
is dil ko phir dhadakne ka bahana mil gaya hota

4)
Chale gaye woh is dil ko tod ke,
meri zindagi mein apni yaadein chodke,
unka pyaar humein marne naa dega,
unki yaadein humein jeene bhi naa dengi.

5)
Yeh samandar ki lehrein jaise dil ki dhadkan hai,
yeh chalti hawaein jais unki khushboo hai,
In patharon mein dafan mere pyaar ki kuch kahaniyaan hain,
is samandar ke kinare aaj bas tanhaiiyaan hai

I'LL LOVE U FOREVER - MISS U SO MUCH
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
dard dard ki had mein by husain52 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ek dard yahan hai ek dard wahan hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard Ko Dard Men Dekha by syednaami in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
nikki
Guest
«Reply #1 on: October 07, 2006, 09:49:46 AM »
Reply with quote
superbbb Sunnyb ..aapne to kamaal ka likha hai...

judayi mein yeh halat hogi socha na tha
woh yun muh mod kar chale jayenge iss baat ka yaqeen to aaj bhi nahi hota
magar kya karein shayad kismat hi aisi thi..
na woh humein apna sake umr bhar ke liye
na hum unhein bhula pa rahe hain ek pal ke liye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: October 07, 2006, 02:42:57 PM »
Reply with quote
Nice One Sunny Ji And Nikki Sis,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: October 07, 2006, 02:45:00 PM »
Reply with quote
Dum Labon Par Hai Agar Ab Bhi Nahi Aaoge,..
Lassh Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge..
Behtar Ye Hi Hoga Tum Mujhe Mera Haal Na Poocho..
Mera Haal Sunoge Tum To Tadap Jaaoge,...

________________________-Jaanasheen-
Logged
sunnyb
Guest
«Reply #4 on: October 08, 2006, 06:42:42 PM »
Reply with quote
Thanks nikki n Jaan

Hum unhe dosh dete hain humse door jaane ka,
gham toh unhe bhi hoga humse door jaane ka,
Gar Kaaton par ham hai, toh phoolon par woh bhi nahin,
bahana dhoondte hoge woh humko bhulane ka.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: October 09, 2006, 04:39:13 PM »
Reply with quote
Shukriya Sunny
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: October 09, 2006, 04:41:32 PM »
Reply with quote
Hasi Bhi Nahi Aati Labon Par Mere Ab, Tujhse Bichardkar,..
Pehle To Mere Aane Se Har Taraf Mehfilein Sajaa Karti thi,...

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
sunnyb
Guest
«Reply #7 on: October 11, 2006, 03:15:13 PM »
Reply with quote
Is banjar dil mein tumne pyaar ke gul khilaye they,
is tanha zindagi mein tum khushiyon ki bahaar laaye they,
tumhare bina yeh phool bikhar gaye hain,
tumhare bina yeh hum tanha reh gaye hain,
agar aise hi humein chodna chahte they,
toh humari zindagi mein kyon chale aaye they!!
Logged
sunnyb
Guest
«Reply #8 on: October 11, 2006, 03:35:17 PM »
Reply with quote
Jaane kaisa jaadu tha unke chehre pe,
jo har taraf nazar aata hai,
jaane kaisi kashish thi unki awaaz mein,
ji har waqt sunayee deti hai,
jaane kaisa yeh pyaar tha unka,
jo har waqt is dil ko dhadkata hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: October 12, 2006, 02:48:18 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Sunny Bhai Jaan,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #10 on: October 15, 2006, 06:29:09 AM »
Reply with quote
sunny ji bahut khoob likha hia apney.. wonderful... bahut acha likhtey hu...

sabney bahut acha likha hia niku wonderful... azeem bahi bahut khoob... yeo hi sab likhtey rahow...

GUM-E-ZUDAI SAHI NAHI JATI,
TERI YADEN BULAI NAHI JATI,
PYAR MAIN KAUN SI KAMI THI HAMARE,
JO TUZHE
HAMARI WAFA RAAS NAHI AATI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 16, 2006, 01:46:39 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #12 on: October 17, 2006, 03:25:12 AM »
Reply with quote
Azeem bahi u r always most welcome...  :D yeo hi likhtey rahow... acha likhtey hu

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: October 17, 2006, 04:17:49 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: October 17, 2006, 04:19:17 PM »
Reply with quote
Kaise Rehta Chain Se Main Kabar Mein Bhi Dost,..
Jab Dekha Usko Bhi Maine Dafan Hote Hue Mere Kareeb mein..
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 18, 2024, 02:39:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.164 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer