TAMAM RAAT.....

by sajid_ghayel on September 03, 2008, 06:44:30 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1980 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
TAMAM RAAT CHALAYEE YAD KI CHAK_KI
PEES GAYEE HAR KHUSHI SUBAH HONE TAK
AUR DHOOND_NE JO NIKLE UNHE BHARI DOPEH_RI ME
JHOOLAS GAYA MERA WAJOOD SHAM HONE TAK.

                            -SG-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tamam umar...... by Princess21 in Shayri-E-Dard
tamam ho jaye by phoenix in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 »
Beemar ka nikalta raha dum tamam raat by aarzoomehek in Shayri-E-Dard
GUM TAMAM THE by Risk in Shayri-E-Dard
MOVED: GUM TAMAM THE by aqsh in Suryakant Tripathi-Nirala
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: September 03, 2008, 06:52:20 AM »
Reply with quote
TAMAM RAAT CHALAYEE YAD KI CHAK_KI
PEES GAYEE HAR KHUSHI SUBAH HONE TAK
AUR DHOOND_NE JO NIKLE UNHE BHARI DOPEH_RI ME
JHOOLAS GAYA MERA WAJOOD SHAM HONE TAK.

                            -SG-

Waah.. Bahut Bahut khoobsurat alfaaz...
Bahut achha likha hai Sajid ji..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: September 03, 2008, 06:56:44 AM »
Reply with quote
Ek chhoti si koshish...


Tamaam raat haddiyon ke dheir mein uljhi saansein,
Maathe ki lakeeron pe shikano ka aana jaana raha,
Tamaam raat garam bhatti sa jalta raha bekal mann,
Nayi Subaah ki chintaao ko bunta taana baana raha...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: September 03, 2008, 07:01:51 AM »
Reply with quote
wahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh wahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh its beautiful koshish mahi

Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: September 03, 2008, 07:30:21 AM »
Reply with quote
Bohot khoob Sajid Ji and Mahiya !!  icon_thumleft
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #5 on: September 03, 2008, 08:32:17 AM »
Reply with quote
Sajid and Mahiya

Great work Applause

Keep going Thumbs UP
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #6 on: September 03, 2008, 09:31:39 AM »
Reply with quote
bahoot khoob sajid aur mahiya...
Logged
mariashaik
Guest
«Reply #7 on: September 03, 2008, 05:16:21 PM »
Reply with quote
bohat tere wafawo ke sath hum chale
mohabbat ke armaan may har waqt hum jale
Logged
mariashaik
Guest
«Reply #8 on: September 03, 2008, 05:19:03 PM »
Reply with quote
mujhe to woh mila jiski abhi talash hi na thi
unhe to woh mila jiski unhe pyas hi thi


agar miljati unhe mohabbat to woh kushnaseeb hote
magar chalte hai woh rahe mohabbat ke saye pe ajj bhi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: September 04, 2008, 03:37:35 AM »
Reply with quote
do kadam chale nahi ke shikwe shaikayte ho gayee
tu woh shamma hain jo benoor hi jal gayee
bohat tere wafawo ke sath hum chale
mohabbat ke armaan may har waqt hum jale
Logged
angel4u
Guest
«Reply #10 on: September 07, 2008, 01:20:39 PM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat sajid, mahiya and Maria...

Logged
R-U-Sudha
Guest
«Reply #11 on: September 07, 2008, 01:40:59 PM »
Reply with quote
TAMAM RAAT CHALAYEE YAD KI CHAK_KI
PEES GAYEE HAR KHUSHI SUBAH HONE TAK
AUR DHOOND_NE JO NIKLE UNHE BHARI DOPEH_RI ME
JHOOLAS GAYA MERA WAJOOD SHAM HONE TAK.

                            -SG-

Aah, yeh raat ki bechenee aur mera wujood, satya hai ki har raat meri isi tarah guzarti, par neend ki aankho se koi dushmani ho chali hai.
Sajid Ghayel ji, bas dua kijiye hum bahut jhulas gaye par woh hain ki kahin khamosh ro rahe hain.  tearyeyed
Logged
mariashaik
Guest
«Reply #12 on: September 07, 2008, 03:40:32 PM »
Reply with quote
yaha har koi laga hai firaaq ke alam may
ke hum  ko miljaye thodi jagahi un ke dil may
woh toh anjaan hai wafa ke bare may
hum hi hai jo talash e wafa karte hai
Logged
mariashaik
Guest
«Reply #13 on: September 07, 2008, 03:45:10 PM »
Reply with quote
tanhiye ko kabhi tanhayi na samaj
yeh to woh alam hai jo hum ko hum hi kareeb lata hai
jab sath naho kisi humdum ka yeh woh   waqt hai jo
pichle lamho ko pass lata hai
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #14 on: January 04, 2009, 02:23:36 PM »
Reply with quote
Aah, yeh raat ki bechenee aur mera wujood, satya hai ki har raat meri isi tarah guzarti, par neend ki aankho se koi dushmani ho chali hai.
Sajid Ghayel ji, bas dua kijiye hum bahut jhulas gaye par woh hain ki kahin khamosh ro rahe hain.  tearyeyed

Beautiful work Sudha

yaha har koi laga hai firaaq ke alam may
ke hum  ko miljaye thodi jagahi un ke dil may
woh toh anjaan hai wafa ke bare may
hum hi hai jo talash e wafa karte hai

tanhiye ko kabhi tanhayi na samaj
yeh to woh alam hai jo hum ko hum hi kareeb lata hai
jab sath naho kisi humdum ka yeh woh   waqt hai jo
pichle lamho ko pass lata hai

Beautiful thoughts maria plz keep writing and also open new thread very good work
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 05:29:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer