Teri Tasveer

by Pooja on November 09, 2007, 05:27:07 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 12306 times)
Pooja
Guest
Reply with quote
Ek baar same Title se main khumar-e-Ishaq mai Post kiya tha.... Ajj same title se Judai mai likh rahi hu... ek hi tasveer ... magar...

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar, ek galati se sab kuch hum khote hai!!

Karte hai sari dil ki baat aor chup wo sunati rahti hai
Ro ro kar ab to her pal, teri tasveer ko ansuo se dhote hai

Kahe tujhse ajj hum kaya, khud hi to sab mitaya hai
Khud ko khud hi teri ankhon mai, bewafa sa sajaya hai

Kar ke yaad teri batein, her pal khud ko rulaate hai
Wo hansi ke pal, her pal dil ko tadpaate hai

Kaya kiya, kyun kiya, yah sab ek nashtar se chubhate hai
Le kar teri tasveer hatho main, apna her ek zakham dikhate hai

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar,  ek galati se sab kuch hum khote hai!!


Link for Khumar-e-Ishaq- Teri Tasveer: http://www.yoindia.com/shayariadab/shayri-for-khumar-e-ishq/teri-tasveer-t16724.0.html
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri tasveer... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer......... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: November 09, 2007, 07:57:50 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Ek baar same Title se main khumar-e-Ishaq mai Post kiya tha.... Ajj same title se Judai mai likh rahi hu... ek hi tasveer ... magar...

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar, ek galati se sab kuch hum khote hai!!

Karte hai sari dil ki baat aor chup wo sunati rahti hai
Ro ro kar ab to her pal, teri tasveer ko ansuo se dhote hai

Kahe tujhse ajj hum kaya, khud hi to sab mitaya hai
Khud ko khud hi teri ankhon mai, bewafa sa sajaya hai

Kar ke yaad teri batein, her pal khud ko rulaate hai
Wo hansi ke pal, her pal dil ko tadpaate hai
Kaya kiya, kyun kiya, yah sab ek nashtar se chubhate hai
Le kar teri tasveer hatho main, apna her ek zakham dikhate hai

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar,  ek galati se sab kuch hum khote hai!!


BAHUT KHOOB POOJA..DIL SE LIKHA HAI AAPNE..BAHUT ACHE=D> =D>
Logged
oshwin
Guest
«Reply #2 on: November 17, 2007, 10:52:59 AM »
Reply with quote
ZAB TASVEER TAKLEEF BAN JAYE - TERI,
                KAR KOI TADBEER NA YE TAKDEER BAN JAYE - TERI
          EK BAAR TU AAZMA KAI TO DEK APNA HOUSLA,
                SHAYAD YUN HI SAHI,  TAKDEER BAN ZAYE TERI.
Logged
oshwin
Guest
«Reply #3 on: November 17, 2007, 10:57:26 AM »
Reply with quote
DEAR POOJA,
                            I THINK 1ST LINE SHOULD BE READ AS
            ZAB KOI TASVEER TAKLEEF BAN JAYE - TERI
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: November 18, 2007, 02:18:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Ek baar same Title se main khumar-e-Ishaq mai Post kiya tha.... Ajj same title se Judai mai likh rahi hu... ek hi tasveer ... magar...

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar, ek galati se sab kuch hum khote hai!!

Karte hai sari dil ki baat aor chup wo sunati rahti hai
Ro ro kar ab to her pal, teri tasveer ko ansuo se dhote hai

Kahe tujhse ajj hum kaya, khud hi to sab mitaya hai
Khud ko khud hi teri ankhon mai, bewafa sa sajaya hai

Kar ke yaad teri batein, her pal khud ko rulaate hai
Wo hansi ke pal, her pal dil ko tadpaate hai

Kaya kiya, kyun kiya, yah sab ek nashtar se chubhate hai
Le kar teri tasveer hatho main, apna her ek zakham dikhate hai

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar,  ek galati se sab kuch hum khote hai!!


Bahut khoob Pooja di... dil ko chu gayi aapka ye kalam.
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: November 18, 2007, 02:28:06 AM »
Reply with quote
Teri tasveer hamein her pal tadpati hai..
Mere seene ki her dhadkan ke saath yaad teri aati hai

Teri tasveer na dekhu to neend nahi aati
Mujhse juda kyu ho gaye?.. Yahi soch tadpati hai..

Aisi bi kya kata ho gayi humse ye sanam mere
Jo Peecha chudane chahte ho hamari barson ki pehchaan se?

Na jane kya naam doge tum "roja" ki halat ko
Magar sari dunia toh isko Jhooti Mohabbat Jatayi batati hai..!!

[/color]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 18, 2007, 02:19:24 PM »
Reply with quote
Waah,.
Great Post Here,.
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #7 on: November 19, 2007, 11:59:30 PM »
Reply with quote
Pooja, Roja

Kya baat hai !

Bahut khoob ! =D>
Logged
nikki
Guest
«Reply #8 on: November 23, 2007, 04:55:10 PM »
Reply with quote
awesome, wonderfull Pooja sis n Roja ji...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: January 07, 2008, 06:27:49 PM »
Reply with quote
shukaria dosto.. bahoot khoob Roja.. hamesha ki tarah bahoot hi acha likha hai..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 13, 2008, 12:51:28 PM »
Reply with quote
Tasweer Jo Kaid Hui Judaain Ki,.
Aankhon Me Aaj Bhi Chupaai Hai,.

Roti To Nahi Ankhein Meri,
Yaad Us Manzar Ko Karke,.
Aankh Meri Bhar Aaai Hai,.

Phir Bhi Jee Rahein Hain,
Hum Zakham Hazaaron Lekar,.
Kyun Ki Humsafar Meri Ye Tanhaai Hai,.

_______________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: January 15, 2008, 06:04:00 PM »
Reply with quote
Tasveer teri hasti hai aor yah ankhia roti hai
kaise samjhaye tujh bin, kitani tanhai hoti hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 16, 2008, 02:24:04 PM »
Reply with quote
Aalaam Tanhaai Ka Hum Bhi Basar Kar Rahe Hain,.
Tasweer Yaadon Ki Lekar Zindagi Yunhi Guzar Kar Rahe Hain,.

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: January 16, 2008, 05:24:38 PM »
Reply with quote
good one lil bro..

Tasveer teri mai, tera  aks najar atta hai
ansoo main dooba her wo manjar najar atta hai
tapkte hi rahe aor humne palat kar bhi nahi dekha
kaise bitau zindagi, her taraf tu hi tu najar atta hai
Logged
sahood
Guest
«Reply #14 on: January 19, 2008, 12:43:16 PM »
Reply with quote
teri tasveer to ankho me aaj bhi hai
tera intezar humko ko aaj bhi hai
kyon maana bewafa humko
is dil me tere liye pyar aaj bhi hai
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 12:45:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer