Teri Tasveer

by Pooja on November 09, 2007, 05:27:07 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 12358 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #45 on: November 07, 2008, 08:55:14 AM »
Reply with quote
very nice.

keep it up.

Jasbir Singh. icon_salut
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri tasveer... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer......... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: November 07, 2008, 09:53:16 AM »
Reply with quote
Shukriya
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #47 on: November 11, 2008, 10:32:15 AM »
Reply with quote
teri tasvir hum dil meh rakhtey hai
nazar na lagey tujhey
sab sey door rakhtey hai

jis din pata chala tujhey
hum tumsey pyar kartey hai
toad key hi rakh dia yeh dil
jiss meh teri tasvir rakhtey hai


Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #48 on: November 11, 2008, 11:04:08 AM »
Reply with quote
Nice One Jasbir,.
Logged
saloni bharani
Guest
«Reply #49 on: November 11, 2008, 11:54:53 AM »
Reply with quote
teri tasvir hum dil meh rakhtey hai
nazar na lagey tujhey
sab sey door rakhtey hai

jis din pata chala tujhey
hum tumsey pyar kartey hai
toad key hi rakh dia yeh dil
jiss meh teri tasvir rakhtey hai


Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
bahut khub likha ha aap na
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #50 on: November 11, 2008, 05:21:56 PM »
Reply with quote
arey janasheen, i think you are an active reader on this site. I am very new here and all the time i do keep reading your ghazals and feedback. thats great yaar. cumon tell me about yourself. aap ka bhi dil kisi ladki neh toda kya ?

Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #51 on: November 11, 2008, 05:22:45 PM »
Reply with quote
thanks saloni.

Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
Logged
Pooja
Guest
«Reply #52 on: November 11, 2008, 05:34:28 PM »
Reply with quote
Nice sharing Jas.

Apko yah thread pasand ayya, yah jaan kar acha laga!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #53 on: November 11, 2008, 05:38:25 PM »
Reply with quote
hanji pooja , yeh tread bahut accha laga.

Abhi tak joh na keh pa rahey they
yaha aakar kuch halka halka mehsoos kia
padd kar auro ka bhi dard
apna dard kuch halka halka mehsoos kia


Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #54 on: November 11, 2008, 05:42:29 PM »
Reply with quote
Meri bhi ek pooja thi, jisey hum  bhi bahut chahatey they
din ho ya raat, har pal saath nibhatey they

fir ek daur aisa aaya, bina kahey woh anjaan bana kar chodd gayi
kuch kehti, kuch sunti, bina kahey hi woh har baat bhool gayi

aaj bhi dil yaad karta hai
tanhayi meh fariyaad karta hai
na janey kaha kho gayi woh pari
har baar usey hi ku talaash karta hai




Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
Logged
Pooja
Guest
«Reply #55 on: November 11, 2008, 05:47:02 PM »
Reply with quote
pyar ka khumar he aisa hota hai
toot jaaye to dil taar taar hota hai
kah kar ho door ya ho jaaye bin kahe
man uske liye baar baar rota hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #56 on: November 11, 2008, 07:42:22 PM »
Reply with quote
pyar ka khumar he aisa hota hai
toot jaaye to dil taar taar hota hai
kah kar ho door ya ho jaaye bin kahe
man uske liye baar baar rota hai


sach kaha pooja. u know just few minutes back i heard from pooja, after so many months, she cared to say hi and insists she is still the same but her words, her action, her attitude suggests, she has changed a lot and the worst part again is that, she just logged off without telling, even being online in invisible mode ...


par shayed pooja janti nahi,

NA DIL MEH BASAKAR BHULAYA KARTEY HAI
NA HASAKAR RULAYA KARTEY HAI
KABHI MEHSOOS KAR KEY DEKH LENA
HUM JAISEY DOST DIL SEY RISHTA NIBHAYA KARTEY HAI


Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
Logged
sarthika
Guest
«Reply #57 on: November 11, 2008, 08:03:46 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai Jasbir!!

Rishta nibhaya jaaye tabhi to wo dil se hota hai
jo insaan na pehchan sake, wo ek din khoon ke ansoo rota hai
takdeer kheilti hai apne kheil, iske samne insaan bebas hota hai
her bahane se samjhaya sarthika ko, per dard to bas dard hota hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #58 on: November 15, 2008, 10:31:00 AM »
Reply with quote
hai ni sartika, kya baat hai.

DARD TOH BUS DARD HOTA HAI
MIL JAYE NAZREY TOH KHUSH
WARNA DARD BADA BE-DARD HOTA HAI

EK JHALAK PANEY KOH BEHAAL HOTA HAI
NAZROH SEY NAZAR MILANEY KOH KHUMAAR HOTA HAI



jASBIR sINGH
Logged
alekh
Guest
«Reply #59 on: November 16, 2008, 05:04:16 AM »
Reply with quote
Ek baar same Title se main khumar-e-Ishaq mai Post kiya tha.... Ajj same title se Judai mai likh rahi hu... ek hi tasveer ... magar...

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar, ek galati se sab kuch hum khote hai!!

Karte hai sari dil ki baat aor chup wo sunati rahti hai
Ro ro kar ab to her pal, teri tasveer ko ansuo se dhote hai

Kahe tujhse ajj hum kaya, khud hi to sab mitaya hai
Khud ko khud hi teri ankhon mai, bewafa sa sajaya hai

Kar ke yaad teri batein, her pal khud ko rulaate hai
Wo hansi ke pal, her pal dil ko tadpaate hai

Kaya kiya, kyun kiya, yah sab ek nashtar se chubhate hai
Le kar teri tasveer hatho main, apna her ek zakham dikhate hai

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar,  ek galati se sab kuch hum khote hai!!
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 01:24:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer