Teri Tasveer

by Pooja on November 09, 2007, 05:27:07 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 12423 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #90 on: November 25, 2008, 09:02:01 PM »
Reply with quote

DEWANEY DOSTOH MEH HAMEY NA GINO
DIL FEK AASHIKOH MEH HAMEY NA GINO
DARD MEH BHI HASTEY RAHENGEY
AAG MEH TAIL DAALNEY WALOH MEH HUMEY NA GINO


DARD KA ALAM HAMEY BHI HAI
JUDAI KA ALAM HAMEY BHI HAI
YEH TOH REHMAT HAI KHUDA KI
ANJAAN SEY MOHABBAT HAMEY BHI HAI


JASBIR SINGH
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri tasveer... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer......... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
sjid hadayat
Guest
«Reply #91 on: November 25, 2008, 11:55:59 PM »
Reply with quote
POOJA


ASHKOH KOH BEHENEY KA BAHANA CHAHIYEH
TANHA KOH DARD KA BAHANA CHAHIYEH
DONO HAATHO SEY JAB TUMHEY PUKAAR RAHEY HAI
TUMHEY BHI BUSS DOOR JANEY KA BAHANA CHAHIYEH


JASBIR SINGH

Good lines jasbir ji... keep it up

Sajid Hadayat
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #92 on: November 26, 2008, 08:07:01 AM »
Reply with quote
ek ek line kamal ki likhi hai apne Lil bro.. such kahu to ankhein ro gai.. ek ek shabd dard se lipta hua.. uufff kis soch main apne yah sab likha hai... bahoot bahoot khoob likha hai...

Khush raho!!


kareeb se bhi bahoot kareeb, tu dil main rahta hai
magar nahi hai mera, yah bhi to tu kahta hai

khawabo main dhoondu haqiqat, haqiqat main kaha tu rahta hai
patjhar ke pato jaisa yah jeevan, sab kuch bikhra bikhra rahta hai


Shukriya Didi,.

Dil Ko Aur Bhi Dard Hai, Magar Mujhe Bayaan Karna Nahi Aata,.
Yun To Zara Zara Karke, Haal Apna Bataate Jaa Raha Hoon,.

Milega Nahi Mujhe Koi Humsafar Is Duniya Mein, Maaloom Hai,.
Phir Bhi Meri "Behan, Apna Haal Sab Ko Sunaate Jaa Raha Hoon,.

____________________________________-Jaanasheen-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #93 on: November 26, 2008, 08:12:31 AM »
Reply with quote
Wah Jaanasheen


MURJHEY HUYE PHOOL KI BHI KAHANI HOTI HAI
EH JAANASHEEN, HASINAYEH BHI DIWANI HOTI HAI

Shukriya And Nice Lines,.

Haseenayein Deewaani Nahi Hoti "Mere Dost,.
Ye To Nakhaabon Ki Aard Mein Hi, Sab Kar Jaati Hain,.

Umeed Na Karna Tum Inse Mohabbat Ki, "Jasbir,.
Ye Kab Hum Aashiqon Se Wafaa Nibhaati Hain,.


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #94 on: November 26, 2008, 08:14:26 AM »
Reply with quote
Bohat achi poetry kay Jaanasheen ... good work... achay ja rahay ho.
Sajid Hadayat

Shukriya Bhaijaan,.
Aap Agar Kuch Likh Jaate, To seekhna Ka Maukha Milta,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #95 on: November 26, 2008, 10:12:01 AM »
Reply with quote
THANKS HADAYAT


JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #96 on: November 26, 2008, 10:14:06 AM »
Reply with quote
WAH janasheen kya bhai behan ka pyar hai
ek rota hai dard bataney meh
dusra rota hai dard chipaney meh

bahut hi badiya kalaam dono ka



JASBIR SINGH

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #97 on: November 26, 2008, 12:45:26 PM »
Reply with quote
Shukriya Jasbir Ji,.
Saath mein Kuch Likh Kar jaate to Achcha Lagta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #98 on: November 26, 2008, 12:47:59 PM »
Reply with quote
Aye Dost Tu Jabse Door Hua,.
Zamaane Ke Haaton Main Majboor Hua,.

Sab Karne Lage Mujhpar Sitam, Dost Bankar,.
Sirf Tujhe Chahne Ka Mujhse Kasoor Hua,.

________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #99 on: November 26, 2008, 05:05:45 PM »
Reply with quote
MAJBOOR KAR DIA ISS JAMANEY NEY
JAAM BHAR DIA HAI PAIMANEY MEH


CHODD KEY TANHA JAB SEY WOH GAYE
GHERA DAAL DIA HAI AFSANEY NEY
JAAM BHAR DIA HAI PAIMANEY MEH


SABHI RAASTEY ABB BUND HUYE
DARWAJA KHOL DIA HAI ABB MEHKHANEY NEH
JAAM BHAR DIA HAI PAIMANEY MEH


NEEND BHI ABB TOH AATI NAHI
ANDHERA BIKHAIR DIYA HAI AASHIANEY NEH
JAAM BHAR DIA HAI PAIMANEY MEH




JASBIR SINGH



this i am posting as a seperate thread too


Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #100 on: November 26, 2008, 10:31:41 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob Jaanasheen ji...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #101 on: November 26, 2008, 10:32:35 PM »
Reply with quote
nice work Jannasheen and Jas
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #102 on: November 26, 2008, 10:36:36 PM »
Reply with quote
thanks pooja


Jasbir Singh
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #103 on: November 26, 2008, 10:37:32 PM »
Reply with quote
aacha hay Jasbir ji, keep it up
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #104 on: November 26, 2008, 10:38:25 PM »
Reply with quote
thanks hadayat


jasbir singh
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 17, 2024, 08:06:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer