Teri Tasveer

by Pooja on November 09, 2007, 05:27:07 PM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 12360 times)
Pooja
Guest
«Reply #150 on: December 15, 2008, 06:00:51 PM »
Reply with quote
good one lil bro
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri tasveer... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer......... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
sjid hadayat
Guest
«Reply #151 on: December 15, 2008, 06:55:05 PM »
Reply with quote
Teri Koi Tasweer Nahi Hai, Paas Mere,.
Phir Bhi Tera Chehra Dekhta Hoon Har Kisi Mein,.

Ghamo Se To Rishta Hai Puraana,Mera,.
Phir Bhi Ro Pardta Hoon, Tujhe Yaad Karke,
Ek Zara Si Bhi Khushi Mein,.

________________________-Jaanasheen-


Good lines Jaanasheen ji...

Sajid Hadayat
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #152 on: December 16, 2008, 12:38:32 PM »
Reply with quote
good one lil bro
Good lines Jaanasheen ji...

Sajid Hadayat

Shukriya Pooja Didi,.
And Sajid Bhai,.

Aap Bhi Kuch Likhkar Jaate To achcha Lagta,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #153 on: December 16, 2008, 12:41:20 PM »
Reply with quote
shola hun bharakne ki guzarish nahi karta
sach munh se nikal jata hai koshish nahi karta

girti hui diwar ka hamdard hun lekin
charjte hue suraj ki parastish nahi karta

mathe k pasine ki mahak aye to dekhen
wo khun mere jism main gardish nahi karta

hamdardi-e-ahbab se darta hun 'Muzaffar'
main zakhm to rakhta hun numaish nahi karta

nm
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #154 on: December 16, 2008, 04:18:19 PM »
Reply with quote
shola hun bharakne ki guzarish nahi karta
sach munh se nikal jata hai koshish nahi karta

girti hui diwar ka hamdard hun lekin
charjte hue suraj ki parastish nahi karta

mathe k pasine ki mahak aye to dekhen
wo khun mere jism main gardish nahi karta

hamdardi-e-ahbab se darta hun 'Muzaffar'
main zakhm to rakhta hun numaish nahi karta

nm



yaar, bahut hi dil koh chu gayi yeh baat

SACH MOOH SEY NIKAL JATA HAI, KOSHISH NAHI KARTEY

puri poem hi itni khoobsurat hai


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #155 on: December 17, 2008, 10:17:03 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.

Ya Rab Diya Hai Judaai Ka Safar Tune, Phir Intezaar Kyun Diya,.
Jiske Liye Meri Koi Ehmiyat Nahi, Mujhe Aisa Pyaar Kyun Diya,.

Main Hoon Bechaain, Har Pal Uski Yaad Mein Tadapta Hoon,.
Mujhe Bechaaini Dekar, Use Tune Karaar Kyun Diya,.

Phir Bhi Tere Faisle Manzoor Hai Mujhe,.
Aakhir Tu Hi To Mera Rab Hai,.
Mera Sab Hai,.

______________________________-Jaanasheen-

 
Logged
Pooja
Guest
«Reply #156 on: December 19, 2008, 08:08:26 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai Lil bro, bahoot khoob!! Jalad he kuch likhne ki koshish hogi!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #157 on: December 19, 2008, 08:15:12 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.

Ya Rab Diya Hai Judaai Ka Safar Tune, Phir Intezaar Kyun Diya,.
Jiske Liye Meri Koi Ehmiyat Nahi, Mujhe Aisa Pyaar Kyun Diya,.

Main Hoon Bechaain, Har Pal Uski Yaad Mein Tadapta Hoon,.
Mujhe Bechaaini Dekar, Use Tune Karaar Kyun Diya,.

Phir Bhi Tere Faisle Manzoor Hai Mujhe,.
Aakhir Tu Hi To Mera Rab Hai,.
Mera Sab Hai,.

______________________________-Jaanasheen-

 

bahut hi badiya jahanasheen


jasbir singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #158 on: December 19, 2008, 09:05:32 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.

Ya Rab Diya Hai Judaai Ka Safar Tune, Phir Intezaar Kyun Diya,.
Jiske Liye Meri Koi Ehmiyat Nahi, Mujhe Aisa Pyaar Kyun Diya,.

Main Hoon Bechaain, Har Pal Uski Yaad Mein Tadapta Hoon,.
Mujhe Bechaaini Dekar, Use Tune Karaar Kyun Diya,.

Phir Bhi Tere Faisle Manzoor Hai Mujhe,.
Aakhir Tu Hi To Mera Rab Hai,.
Mera Sab Hai,.

______________________________-Jaanasheen-

 
Nice one Jaanasheen Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #159 on: December 24, 2008, 04:20:26 PM »
Reply with quote
Shukriya Pooja Didi,m.
Jasbir Bhaiya.
Rajesh Bhaiya,.
Logged
pardeep_sharma
Guest
«Reply #160 on: January 20, 2009, 06:23:07 PM »
Reply with quote
Jindagi veeran hai meri kuch is kadar,
Ke kissi ko bhi mere pyar ki nahi hai kadar,
Jindagi jeene ke liye bass ek dost dhoondta hu,
Koi padh le isse toa jaroor lena meri khabar…
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #161 on: January 21, 2009, 12:45:13 PM »
Reply with quote
Nice One Pradeep Ji,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #162 on: January 21, 2009, 04:46:07 PM »
Reply with quote
Nice Lines Pradeep ji...

Nice Avtaar lil bro!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #163 on: January 22, 2009, 08:49:24 AM »
Reply with quote
Shukriya Didijaan,.
Logged
Fatima..
Guest
«Reply #164 on: January 25, 2009, 10:36:12 AM »
Reply with quote
Ek baar same Title se main khumar-e-Ishaq mai Post kiya tha.... Ajj same title se Judai mai likh rahi hu... ek hi tasveer ... magar...

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar, ek galati se sab kuch hum khote hai!!

Karte hai sari dil ki baat aor chup wo sunati rahti hai
Ro ro kar ab to her pal, teri tasveer ko ansuo se dhote hai

Kahe tujhse ajj hum kaya, khud hi to sab mitaya hai
Khud ko khud hi teri ankhon mai, bewafa sa sajaya hai

Kar ke yaad teri batein, her pal khud ko rulaate hai
Wo hansi ke pal, her pal dil ko tadpaate hai

Kaya kiya, kyun kiya, yah sab ek nashtar se chubhate hai
Le kar teri tasveer hatho main, apna her ek zakham dikhate hai

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar,  ek galati se sab kuch hum khote hai!!

bahut khoob Applause Applause
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 03:24:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer