Aankhen sach bolti hain

by azeemssj on June 26, 2005, 06:34:53 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2524 times)
azeemssj
Guest
Reply with quote
Rait par likh ke mera naam mitaya na karo
aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na karo
   log har baat ka afsana bana lete hain
   sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo
ye zaroori nahin har shakhs masiha hi ho
pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaya na karo
   shahar-e-ehsaas mein pattharaav bahut hain "Mohsin"
   dil ko shiishe ke jharonkhon mein sajaaya na karo
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil Ki Batain , Bata Deti Hain , Aankhen by muneeb in Shayri-E-Dard
Jab Tanhaiyan Bolti Hain by ishu_singh10 in Miscellaneous Shayri
mere aas paas baithi tanhaiyan bolti hain by sunildehgawani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Taish- aaine ko haiN chale AANKHEN dikhaane aap bhi...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
!!!..Tasveere.N bolti hain..!!! by nashwani in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #1 on: June 26, 2005, 06:52:29 AM »
Reply with quote
wah wah bohut khoob azeemssj......................................... ...bohut khoob
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #2 on: July 02, 2005, 09:28:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "azeemssj"
Rait par likh ke mera naam mitaya na karo
aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na karo
   log har baat ka afsana bana lete hain
   sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo
ye zaroori nahin har shakhs masiha hi ho
pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaya na karo
   shahar-e-ehsaas mein pattharaav bahut hain "Mohsin"
   dil ko shiishe ke jharonkhon mein sajaaya na karo



Bahut accha likha hai azeemssj ji aapne
Logged
nikki
Guest
«Reply #3 on: July 03, 2005, 03:01:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "azeemssj"
Rait par likh ke mera naam mitaya na karo
aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na karo
   log har baat ka afsana bana lete hain
   sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo
ye zaroori nahin har shakhs masiha hi ho
pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaya na karo
   shahar-e-ehsaas mein pattharaav bahut hain "Mohsin"
   dil ko shiishe ke jharonkhon mein sajaaya na karo


bahut khoob azeemssj.....
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: July 03, 2005, 05:29:01 PM »
Reply with quote
Bohot hi khoobsurat ghazal hai......!!!

Ek request hai azeemssj ji.... agar shayar ka naam na maloom ho to please Not Mine ya NM likh diya karen.... !! Usual Smile

Thanks !!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 08:27:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer