Ashiq Ke Puchne Per Jo Husan Batla De

by Pooja on April 27, 2009, 09:51:34 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1843 times)
Pooja
Guest
Reply with quote

Is se bahoot milati julati kavita kabhi Husan-e-shayri mai likhi thi... Ajj bahoot dino baad wo kisi aor site per najar aai (Thanks to Shivani, jis ne Author name Pooja diya us site per)..
Magar apni us kavita ko padte waqat bahoot trutia najar aai so kuch alag se phir se likh rahi hu...

Ashiq Ke Puchne Par Jo Husan Batla De
Yakin Karo,
Ashiq Khud Ko Khud Hi Khuda Bana De
Jo Baat Dil Mai Rakh Kar Muskurane Mai Hai
Wo Raz Phir Kayu Husan Ashiq Ko Batla De!!

Puchte Hai Jab Wo Baat, Baato Baato Mai
Husan Ek Dum Se Jawabo Mai, kaise batla De
Pass Akar Jo Ashiq Husan Ko Bahlaata Hai
Yakin Karo,
husan, Jannat Ke Najaro ko bhi jalana (Jealousy) sikhla De

Le Le Bad Kar Ashiq, Phir Husan Ko Apni Bahon Mai
Sare dil ke Raz, dhadkane, dhadkano ko Suna De
Ankhon Mai Ankhein Milty He Ashiq Samjh Jayega
Husan ek baar Bhir Se, Ashiq ko  Ladkharana sikhla De

Ashiq Ke Puchne Per Jo Husan Batla De
Yakin Karo,
Ashiq Khud Ko Khud Hi Khuda Bana De
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zehar_E-ashiq by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishaq ke puchne per jo husan bata de by Pooja in Shayri for Khumar -e- Ishq
ashiq ka janaza by jochahohojayein in Shayri-E-Dard
ai falak yeh batla de kya quSoor tha mera ? by mistufer in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Batla do zara...Geet... by brokenbyluv in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
_Vicky_
Guest
«Reply #1 on: April 28, 2009, 06:09:10 AM »
Reply with quote
Wah Pooja Ji.. Aapki Yeh Kavita Maine Pahale Bhi Padh Rakhi hai..!! Par Mujhe to Wo Bhi Behad Khubsoorat lagi thi.. Usual Smile Usual Smile

Par Phir se Likh kar aapne ise Aur Zyada Sunder aur Pyaar Bhara bana diya Hai.. Bahut Khoooooob.. Applause Applause

**~** Mann **~**
Logged
k.shael
Guest
«Reply #2 on: April 28, 2009, 06:14:35 AM »
Reply with quote
 Applause  Applause  Applause
Bahut Khoob Pooja Didi,
Bahut hi pyaar se bhari hui lines hai.

Shally.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: April 28, 2009, 07:12:35 AM »
Reply with quote
Nice work Pooja...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: April 28, 2009, 04:10:50 PM »
Reply with quote
Wah Pooja Ji.. Aapki Yeh Kavita Maine Pahale Bhi Padh Rakhi hai..!! Par Mujhe to Wo Bhi Behad Khubsoorat lagi thi.. Usual Smile Usual Smile

Par Phir se Likh kar aapne ise Aur Zyada Sunder aur Pyaar Bhara bana diya Hai.. Bahut Khoooooob.. Applause Applause

**~** Mann **~**

Shukaria Mann ji, jawab to shayad ab app agle saal hi likhege DOH

Applause  Applause  Applause
Bahut Khoob Pooja Didi,
Bahut hi pyaar se bhari hui lines hai.

Shally.

Thanks Shally!!!Kuch app bhi likh jaati to acha lagta!!!

Nice work Pooja...

Shukaria Sajid, waise apki kalam bhi kuch likhti to acha lagta!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: April 28, 2009, 04:13:57 PM »
Reply with quote
waah waah Pooja ji bohot achi kavita aapne likhi hai...  Clapping Smiley Clapping Smiley

bhaawnaaon ka sundar samavesh hai..

kuch arz kar rahe hain asha hai aapko aur sabko acha lage..

husn aur aashiq ka rishta suhana hai
kabhi dono ko rooth kabhi khud hi maan jana hai

kabhi husn ke batane par aashiq khuda bane
aur kabhi aashiq ki khamoshi par husn ko husn badhana hai

kabhi husn ke roothne par aashiq sitam yun sahe
uski hansi dekhne ke lie har karam aazmaana hai

husn aur aashiq ka rishta purana hai

wah wah wah kaya baaat hai, bahoot khoob Kash ji!!! Green bold ki hui do line to bahoot kamaal ki likhi hai apne....

Ashiq ki issi ajmaaish per Husan ka dil atta hai
dekh uski wo bhawna, tan-man Pighal jaata hai

Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #6 on: April 28, 2009, 04:30:24 PM »
Reply with quote

Is se bahoot milati julati kavita kabhi Husan-e-shayri mai likhi thi... Ajj bahoot dino baad wo kisi aor site per najar aai (Thanks to Shivani, jis ne Author name Pooja diya us site per)..
Magar apni us kavita ko padte waqat bahoot trutia najar aai so kuch alag se phir se likh rahi hu...

Ashiq Ke Puchne Par Jo Husan Batla De
Yakin Karo,
Ashiq Khud Ko Khud Hi Khuda Bana De
Jo Baat Dil Mai Rakh Kar Muskurane Mai Hai
Wo Raz Phir Kayu Husan Ashiq Ko Batla De!!

Puchte Hai Jab Wo Baat, Baato Baato Mai
Husan Ek Dum Se Jawabo Mai, kaise batla De
Pass Akar Jo Ashiq Husan Ko Bahlaata Hai
Yakin Karo,
husan, Jannat Ke Najaro ko bhi jalana (Jealousy) sikhla De

Le Le Bad Kar Ashiq, Phir Husan Ko Apni Bahon Mai
Sare dil ke Raz, dhadkane, dhadkano ko Suna De
Ankhon Mai Ankhein Milty He Ashiq Samjh Jayega
Husan ek baar Bhir Se, Ashiq ko  Ladkharana sikhla De

Ashiq Ke Puchne Per Jo Husan Batla De
Yakin Karo,
Ashiq Khud Ko Khud Hi Khuda Bana De

Mindblowing Pooja ji.. This one is Dam Good. Sachi U r perfect.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: April 28, 2009, 04:34:28 PM »
Reply with quote
Mindblowing Pooja ji.. This one is Dam Good. Sachi U r perfect.

Thanks you so much Sophi!!!!
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: April 28, 2009, 11:31:29 PM »
Reply with quote
waah waah Pooja ji bohot achi kavita aapne likhi hai...  Clapping Smiley Clapping Smiley

bhaawnaaon ka sundar samavesh hai..

kuch arz kar rahe hain asha hai aapko aur sabko acha lage..

husn aur aashiq ka rishta suhana hai
kabhi dono ko rooth kabhi khud hi maan jana hai

kabhi husn ke batane par aashiq khuda bane
aur kabhi aashiq ki khamoshi par husn ko husn badhana hai

kabhi husn ke roothne par aashiq sitam yun sahe
uski hansi dekhne ke lie har karam aazmaana hai

husn aur aashiq ka rishta purana hai
kabhi dono ko rooth kabhi khud hi maan jana hai

very nice Kaash ji.mindblowing.keep writting.

Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: April 29, 2009, 12:58:01 AM »
Reply with quote

Is se bahoot milati julati kavita kabhi Husan-e-shayri mai likhi thi... Ajj bahoot dino baad wo kisi aor site per najar aai (Thanks to Shivani, jis ne Author name Pooja diya us site per)..
Magar apni us kavita ko padte waqat bahoot trutia najar aai so kuch alag se phir se likh rahi hu...

Ashiq Ke Puchne Par Jo Husan Batla De
Yakin Karo,
Ashiq Khud Ko Khud Hi Khuda Bana De
Jo Baat Dil Mai Rakh Kar Muskurane Mai Hai
Wo Raz Phir Kayu Husan Ashiq Ko Batla De!!

Puchte Hai Jab Wo Baat, Baato Baato Mai
Husan Ek Dum Se Jawabo Mai, kaise batla De
Pass Akar Jo Ashiq Husan Ko Bahlaata Hai
Yakin Karo,
husan, Jannat Ke Najaro ko bhi jalana (Jealousy) sikhla De

Le Le Bad Kar Ashiq, Phir Husan Ko Apni Bahon Mai
Sare dil ke Raz, dhadkane, dhadkano ko Suna De
Ankhon Mai Ankhein Milty He Ashiq Samjh Jayega
Husan ek baar Bhir Se, Ashiq ko  Ladkharana sikhla De

Ashiq Ke Puchne Per Jo Husan Batla De
Yakin Karo,
Ashiq Khud Ko Khud Hi Khuda Bana De

Aahaaa... Wonderful ... lajawab simply good Pooja di  Thumbs UP
(Thanks to Shivani,  tongue3)
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: April 29, 2009, 04:47:43 PM »
Reply with quote
Thanks Roja!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: April 30, 2009, 12:16:30 PM »
Reply with quote

Is se bahoot milati julati kavita kabhi Husan-e-shayri mai likhi thi... Ajj bahoot dino baad wo kisi aor site per najar aai (Thanks to Shivani, jis ne Author name Pooja diya us site per)..
Magar apni us kavita ko padte waqat bahoot trutia najar aai so kuch alag se phir se likh rahi hu...

Ashiq Ke Puchne Par Jo Husan Batla De
Yakin Karo,
Ashiq Khud Ko Khud Hi Khuda Bana De
Jo Baat Dil Mai Rakh Kar Muskurane Mai Hai
Wo Raz Phir Kayu Husan Ashiq Ko Batla De!!

Puchte Hai Jab Wo Baat, Baato Baato Mai
Husan Ek Dum Se Jawabo Mai, kaise batla De
Pass Akar Jo Ashiq Husan Ko Bahlaata Hai
Yakin Karo,
husan, Jannat Ke Najaro ko bhi jalana (Jealousy) sikhla De

Le Le Bad Kar Ashiq, Phir Husan Ko Apni Bahon Mai
Sare dil ke Raz, dhadkane, dhadkano ko Suna De
Ankhon Mai Ankhein Milty He Ashiq Samjh Jayega
Husan ek baar Bhir Se, Ashiq ko  Ladkharana sikhla De

Ashiq Ke Puchne Per Jo Husan Batla De
Yakin Karo,
Ashiq Khud Ko Khud Hi Khuda Bana De

Waah...Bohot Khoob Pooja.. Good work !
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: April 30, 2009, 12:17:17 PM »
Reply with quote
waah waah Pooja ji bohot achi kavita aapne likhi hai...  Clapping Smiley Clapping Smiley

bhaawnaaon ka sundar samavesh hai..

kuch arz kar rahe hain asha hai aapko aur sabko acha lage..

husn aur aashiq ka rishta suhana hai
kabhi dono ko rooth kabhi khud hi maan jana hai

kabhi husn ke batane par aashiq khuda bane
aur kabhi aashiq ki khamoshi par husn ko husn badhana hai

kabhi husn ke roothne par aashiq sitam yun sahe
uski hansi dekhne ke lie har karam aazmaana hai

husn aur aashiq ka rishta purana hai
kabhi dono ko rooth kabhi khud hi maan jana hai

Very nice reply Kaash Ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: April 30, 2009, 03:48:42 PM »
Reply with quote
Waah...Bohot Khoob Pooja.. Good work !

Thanks Celmira!!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 18, 2024, 12:38:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer