Ishq ka Rog

by Ladke_hain_duffer on September 26, 2005, 09:23:57 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 28239 times)
mili_genie
Guest
«Reply #105 on: December 16, 2005, 10:52:24 AM »
Reply with quote
nice one gesu ji.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq hai by nishita in Songs & Lyrics « 1 2 3 4 »
Ishq by c00l in Shayri for Khumar -e- Ishq
!! Ishq !! by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishq by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ishq na kareya kar by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
waheed_rose2004
Guest
«Reply #106 on: December 17, 2005, 05:56:40 AM »
Reply with quote
very  nice  Mili.......Anitha,.........Kapoor  Bhai....
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #107 on: December 17, 2005, 06:42:57 AM »
Reply with quote
thanx waheed sirji.....Usual Smile
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #108 on: December 17, 2005, 10:06:33 AM »
Reply with quote
thanks waheed ji and millie ji
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #109 on: December 17, 2005, 05:43:03 PM »
Reply with quote
once again thax gesuji..... :lol:
Logged
anitha
Guest
«Reply #110 on: December 18, 2005, 09:06:33 AM »
Reply with quote
thanks alot mili and waheed

 mili, it was one more beautiful work from you..... Usual Smile

ishq mein kuch chupaaya na karo
haale dil ka sunaaya karo

hum bhi tho hai in deewaanon me se
jo kehde haale dil ka, apne ishaaron se

koi tho ho in ishaaron ko samajne waala
par na ho koi rulaane wala

jo karein do-char meete baatein humse
karde halqa is dil ko, dard-e-haal se
Logged
ajnabeeankur
Guest
«Reply #111 on: December 19, 2005, 02:48:11 PM »
Reply with quote
bahut hi umda likha tha...
Us per se baaton ka taana-baana bahut hi accha tha....

Ajanbeeankur
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #112 on: December 19, 2005, 02:50:57 PM »
Reply with quote
nice one anitha ji.....

Nazarein jab milti hai tumse,
Dil ko hum palkon par thaam lete hai.
Tumhe paa kar khone ka darr hai shayad,
Isliye hum mohabbat ko DOSTI ka naam dete hai.....

nm...
Logged
anitha
Guest
«Reply #113 on: December 20, 2005, 02:36:32 PM »
Reply with quote
thanks a lot ajnabeeankur and mili

it was really good getting appreciation from u all.....and it was too good what u have written mili....cant say the same thing everytime but what to do ....cant even find anymore new words in appreciation of your writtings

humse nazarein milaaya karo
do chaar pyaari baatein kiya karo
par na chupaaya karo kuch humse
Aur na kabhi rootakaro kissise
na rahe kabhi aapko humaare khonne ka darr
is mohobbat ko dosti ka naam na diya karo
is dil se bardaash nahi hota dekhna
mohobbat ko dosti mein badalna
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #114 on: December 20, 2005, 02:49:05 PM »
Reply with quote
gr8 one anitha ji......

hoto pe mohbaat ke fasane nahi aate
saahil pe samundar ke khazaane nahi aate

fir bhi chamak uthi hai seene me hamari
aakhon ko abhi khwab chupaane nahi aate

dil ujdi huyee sahra ki tarah hai
ab log yaha raat jaagne nahi aate

is sher ke baadal teri zulfon ki tarah hai
ye aag lagate hai bujhane nahi aate...

nm....
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #115 on: December 20, 2005, 06:32:49 PM »
Reply with quote
one more....

Yeh din to kat jaata hai yun hi,
Yeh raat kambakht jaati hi nahi,
Roz tumse milnay ki tamanna hoti hai
Par woh ghadi kambakht aati hi nahi,
Har din marte hain tumse milay bina,
Aur maut kambakht aati hi nahi......

for someone...... jo mere dil ke kaafi kareeb hai.. lekin unse bahot dino se baat nahi huyee hai..... isiliye ye poem mujhe yaad aayeee... actually ye meri kalpna nahi hai.... ye to mujhe mail me mere dosto ne forward ki thi jo maine aapke saamne laya hai..... sad5
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #116 on: December 21, 2005, 06:49:27 AM »
Reply with quote
Kya-kya khayaal jee se guzarte hain subah-o-shaam
zakhm naye dil mein ubharte hain subah-o-shaam

sadiyaan guzar gayiin hain tumhein bewafaa hue
hum yaad tumhein aaj bhi karte hain subah-o-shaam

reh-reh ke ,chaunk-chaunk ke main neend se jaagun
ban-ban ke mere sapne bikharte hain subah-o-shaam

jab-jab teri yaadon ki ghataa dil pe chhaayi hai
baadal meri aankhon ke baraste hain subah-o-shaam

pal-pal main dekhta huun uth ke raahguzar ko
naina teri aamad ko taraste hain subah-o-shaam

mat poochiye kya aalam-e-khwaab-o-ummiid hai
angaar se seene mein dehakte hain subah-o-shaam

ik baar chhuaa tha tere phuulon se badan ko
"Kamal" ke haath ab bhi mehakte hain subah-o-shaam

poet:Unknown
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #117 on: December 23, 2005, 08:22:51 AM »
Reply with quote
"Dil Ki Baat Zaban Tak Lana Kitna Mushkil Hai
Halay Dil Auroon Ko Sunana Kitna Mushkil Hai

Aik Humain Hai Teri Chahat,Aik Dunya Ki Majbori
Beech Samandar Diya Jalana Kitna Mushkil Hai"
Logged
anitha
Guest
«Reply #118 on: December 25, 2005, 12:46:00 PM »
Reply with quote
kya baat hai mili ji
 
saare ke saare sher bahut hi khoob hai...kya kahein...labz ki khami hai, nahi to tareefon ke phool baraste humaare taraf se

iskeliye humaare taraf se....

yeh kya jazbaat apne dil ka sunaadiye aapne
ki saaz chedi bhi gayi aur bataaya bhi nahi hume
Logged
anitha
Guest
«Reply #119 on: December 25, 2005, 12:51:58 PM »
Reply with quote
hum din aur raat ki kya baat karsakeinge
aaj kal yeh hume bina bataaye hi chaldiye
yahaan to dinon ki baat chal rahi hai
par guzar jaarahe hain kahi saal......unke yaad mein
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
August 02, 2025, 01:00:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.516 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer