mili_genie
Guest
|
«Reply #90 on: December 08, 2005, 05:22:18 AM » |
|
Let the world stop turnin' Let the sun stop burnin' Let them tell me love's not worth going through If it all falls apart I will know deep in my heart The only dream that mattered had come true In this life, I was loved by you...... 
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
 |
«Reply #91 on: December 08, 2005, 05:45:00 AM » |
|
wonderfull work Mili................keep it up.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
 |
«Reply #92 on: December 08, 2005, 05:48:51 AM » |
|
thanx ..... thanx a lot waheed bhai... 
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
 |
«Reply #93 on: December 08, 2005, 09:14:18 AM » |
|
wo hai ek chanchal haseena unse baat kiye bina dushwar ho jayega jina pata nahi kaha chali gayee hai chodke hume akela shayad unko pata nahi unke bina na jee payega ye genie akela..... 
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
 |
«Reply #94 on: December 09, 2005, 07:39:27 AM » |
|
good one Mili................  Mohabbat Ki Aag Mein Jalna Hame Bhi Ata Hai Wo Ishq Hi Kya Jis Mein Tapish Mehsoos Na Ho...nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
 |
«Reply #95 on: December 10, 2005, 05:12:52 AM » |
|
once again thanx... waheed bhai. :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
 |
«Reply #96 on: December 10, 2005, 08:16:31 AM » |
|
PHOOL JUDA HAI KATO SE... KHUSHBU SE NAHI,... HUM JUDA HAI UNSE ... MAGAR DIL SE NAHI...  (nm)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
 |
«Reply #97 on: December 12, 2005, 05:47:43 AM » |
|
humne bhee kabhi mohabaat ki thee maana tha apna aur apni zindagi dee thee
us jeevan se kuch khaas rishtey hain apne kitne masoom aur pyare dine theh wo apne
raat kei wo lambe pahar pal mei gujar jaate theh har subha gul har aur khile nazar aate theh
wo pyar tha mera ya hai koi khwaab adhoora phir khwaabon ki talaash mei kyon gum hai dil mera
mere pyar ki gawah hai har hichki meri kaya teri wafa mei meri yaadon ki panah bhee nahi
(not mine....)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
 |
«Reply #98 on: December 12, 2005, 07:03:00 PM » |
|
Thanx Mili............gr8888 work Mili............
NAJANE KIS PEHAR AAP SE PIYAR HOTA HAI YE JO DIL HAMARA THA UP AAP KA HOTA HAI UP SAMAJH MAIN AYA KAY PIYAR KAYA HOTA HAI HUR LAMHA UP AAP KI YAAD SE WABASTA HOTA HAI JIDHER BHI NAZAR UTHAOON AAP HI NAZAR AATAY HAIN BAY SHAK DIL PER KIS KO IKHTIYAR HOTA HAI DIL KI HUR DHARKAN PE AAP KA HI SARGUM HOTA HAI YE DIL PAGAL HOTA HAI JUB PIYAR KISI SE HOTA HAI..............................NM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
 |
«Reply #99 on: December 13, 2005, 05:29:24 AM » |
|
nice words waheed sir..... gr8 ...:lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anitha
Guest
|
 |
«Reply #100 on: December 13, 2005, 10:05:07 AM » |
|
wow...really a good work from all of you in this section....
na jaane aur kitnon ko ye ishq ka rog tadpaaye issme hum bhi hogaye shaamil bahut pehle ab kis-kis ko humaari ye haalat samjaaye sab hai isi daur mein jo kiseeko apni taqleef na sunaapaaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
 |
«Reply #101 on: December 14, 2005, 12:22:32 PM » |
|
hey anitha ji gr8.. wordings..... nice one.... keep it up... 
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
 |
«Reply #102 on: December 15, 2005, 10:43:40 AM » |
|
Maine us se kuchh bhi kaha to nahi hai Magar haal us se chhupa to nahi hai Kyu aise chup hai wo judai ke waqt Kahin pyar us ne bhi kiya to nahi hai. Is se pehle ki wo dekhe meri aakh nam hai Aur puchh baithe ki aisa kya gam hai Main kar ke bahana khud pucch lu ye Meri aakh me kuch gira to nahi hai Kucch der aise hi khamosh hoke Mujhe pyar karti hai bole wo ro ke Ye soch muskurau ki kash aisa hota Ye soch ro padu ki hua to nahi hai Ab na shayad mulakat ho Aur na kabhi koi baat ho Mana zindgi se wo ja chuka hai Magar mere dil se gaya to nahi hai Wo pehle bhi dil me tha ,ab bhi yahin hai……………
(nm)......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
 |
«Reply #103 on: December 16, 2005, 08:43:13 AM » |
|
Iktafak se hum apse mile iktafak se aap humse mile aur iktafak se pyar hojaye
Toh aisa na ho ke ...
Khuda khush hojaye pyar kubool hojaye hum manzoor hojaye
aur iktafak se
hum judaa hojaye
iktafak se ........
nm...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
 |
«Reply #104 on: December 16, 2005, 09:19:12 AM » |
|
kishton mein hua khoon mera kuch is kadar kishton mein hua khoon mera kuch is kadar kabhi kaatil badal jaate hain kabhi khanjar... (not mine)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|