Ishq ka Rog

by Ladke_hain_duffer on September 26, 2005, 09:23:57 PM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 28257 times)
mili_genie
Guest
«Reply #150 on: January 17, 2006, 12:55:24 PM »
Reply with quote
tumhain chaaha jo maine
to phir kuch aur nahi chaaha
tujhe soncha jo hum nay
to phir kuch aur nahi soncha
tujhe maanga jo rab say
to phir kuch aur nahi maanga
tujhe paaya jo hum nay
to phir her khushiyan maine paaya
tujh say bichara jo main
...to ek zakhm hua dil main
......jo phir na kabhi bhar paya...



nm.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq hai by nishita in Songs & Lyrics « 1 2 3 4 »
Ishq by c00l in Shayri for Khumar -e- Ishq
!! Ishq !! by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishq by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ishq na kareya kar by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
Biplab_2006
Guest
«Reply #151 on: January 17, 2006, 01:48:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ladke_hain_duffer"
Tu mujhse dur hi sahi per
Tere pyaar ko dil mein bssa rakha hai

Tere annsu kahin gir na jayen
Humne tujhe sambhal rakha hai

Ishq ka rog hi sahi lekin
Humne ye rog paal rakha hai
Logged
Biplab_2006
Guest
«Reply #152 on: January 17, 2006, 01:51:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "nice_off_me"
buhut acha likha hai lhd ji and pooja ji....really nice woridng keep writing

door rehna humari kismat hai
paas na aana unki kismat hai
dil mein dharakna humari kismat hai
dil ko dukhana unki kismat hai.....
Logged
Biplab_2006
Guest
«Reply #153 on: January 17, 2006, 01:52:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ladke_hain_duffer"
Jab woh mujhse baat karten hain
Saari duniya ke log mujhse jalten hain

Aksar yeh kaha jaata hai unke bare mein
Woh to nazaron se qatal-e-aam karte hain

ab to yeh alam hai ki jab milti hoon unko main
Nazar kehti hai kuch aur log yuhi badnaam karten hain

Khuda jane kab khatam hoga yuun qatal hone ka silsila
Sab kyu unka aur mera naam ek saath liya karten hain
Logged
Biplab_2006
Guest
«Reply #154 on: January 17, 2006, 01:53:43 PM »
Reply with quote
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "Ladke_hain_duffer"
Tu mujhse dur hi sahi per
Tere pyaar ko dil mein bssa rakha hai

Tere annsu kahin gir na jayen
Humne tujhe sambhal rakha hai

Ishq ka rog hi sahi lekin
Humne ye rog paal rakha hai



dil me basa k aapna banake .......

tune mujh per aahsan kiya,.......

sach kahu tu mane na mane....

har din rub to pehle maine tera naam liya......
Logged
Biplab_2006
Guest
«Reply #155 on: January 17, 2006, 01:54:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ladke_hain_duffer"
woh chahta hai mujhe iss kadar
jaise kisi ne na kisi ko chaha ho
Pyaar ussi ko milta hai e-mere dost
jisne sacche dil se usse manga ho
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #156 on: January 17, 2006, 05:44:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "mili_genie"
tumhain chaaha jo maine
to phir kuch aur nahi chaaha
tujhe soncha jo hum nay
to phir kuch aur nahi soncha
tujhe maanga jo rab say
to phir kuch aur nahi maanga
tujhe paaya jo hum nay
to phir her khushiyan maine paaya
tujh say bichara jo main
...to ek zakhm hua dil main
......jo phir na kabhi bhar paya...


nm.....

Tujhe paya tu aisa lagha
jaise ke saree duniya tham si gayi ho
Tujhe khoya tu aisa lagha
Meri sirf saana baki ho
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #157 on: January 18, 2006, 05:47:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "mili_genie"
tumhain chaaha jo maine
to phir kuch aur nahi chaaha
tujhe soncha jo hum nay
to phir kuch aur nahi soncha
tujhe maanga jo rab say
to phir kuch aur nahi maanga
tujhe paaya jo hum nay
to phir her khushiyan maine paaya
tujh say bichara jo main
...to ek zakhm hua dil main
......jo phir na kabhi bhar paya...


nm.....

Tujhe paya tu aisa lagha
jaise ke saree duniya tham si gayi ho
Tujhe khoya tu aisa lagha
Meri sirf saansan baki ho
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #158 on: January 19, 2006, 06:49:38 PM »
Reply with quote
good one anjani_si... reallly amazing...

youn tanha jeene ki muje aadat si ho gayee hai

Anjaan raahoo pe chalne ki aadat si ho gayee hai


Wo meri mohabbat se rahein be-khabar taa qayamat

Muje Yeh dua maangne ki aadat si ho gayee hai



Kab tak jhutlao gay un se mohabbat apni

Tumhari ankhon ko such bolne ki aadat si ho gayee hai



Na jane kiyo shaam dhalte hi yeh aankhein bheegh jaati hain

muje iss chehre ko ashqo mein chupane ki aadat si ho gayee hai



Aasmaa mein chamakta har sitara yeh gawaahi day ga

Mujhe tumhari yaadon mein neendein gawane ki aadat si ho gayee hai




Iss dunia mein shayad meri mohabbat ko koi na samaj sake


Logo ko mujhe na samaj kehne ki aadat si ho gayee hai



Mehfil mein har shakhs yeh gila karta hai Saahil

Mujhe tanhayoun mein doobne ki aadat si ho gayee hai


nm....
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #159 on: January 19, 2006, 08:26:52 PM »
Reply with quote
mili ji bohat khoob!!!
humne tu haar waqt izhaar kia
unke lia besabri se intezaar kia
ankhoin he ankhoin mein izhaar kia
aur usse dil mein bassa lia!!!
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #160 on: January 19, 2006, 08:41:38 PM »
Reply with quote
good one anjani_si..... bahot acche...... Usual Smile
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #161 on: January 23, 2006, 07:43:14 PM »
Reply with quote
hey where r u???

Humein hai mahobbat tum se kaise tujhe hum batayen
Yeh raaz bhala kaise duniya se hum chupayen
 
Ek sanam teri saadgi pe fida ho gaye hum
Tera chehra yeh roz sapno mein aakar humein sataye
 
Tumhe kya khabar koi tumhe kis qadar chahta hai
Dil darta hai jatayein to kaise hum jatayen
 
Dil ki har umang pe, mausam ke har rang pe
Koi chupke se aakar tera naam kyun likh jaayein
 
Tum base hua ho humdum sirf mere sapno mein
Par tum zindagi ki haqiqat ho kaise hum batlayein
 
Muhabbat ka koi imtihaan le kar dekho mere sanam
Tere liye Khuda ki kasam chir ke dil dikh layein
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #162 on: February 06, 2006, 08:40:56 PM »
Reply with quote
Dil ki baat dil mein na rahe
 aankhon ke khwaab aankhon mein na rahe
 Dil ki baat isi liye keh di aap ko...
 Ke galti se aap kisi aur ke dil mein na rahe....

nm..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #163 on: February 21, 2006, 06:23:02 PM »
Reply with quote
bahot  khoob mili...........................:lol:
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #164 on: February 22, 2006, 06:14:59 AM »
Reply with quote
thanx waheed sir....Usual Smile
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
August 02, 2025, 10:22:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[August 02, 2025, 03:27:16 PM]

[July 30, 2025, 02:57:12 AM]

[July 18, 2025, 02:35:31 AM]

[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.533 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8514 Real Poets and poetry admirer