Tera Hi Zikr Hai Teri Hi Fikr Hai "Khwahish"

by khwaish on December 02, 2013, 11:21:54 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 8296 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Main Ne Aap Se Aap Ko Hi Maanga,
To Aap Muskuraa Diye......

Aap Yeh Bhi To Keh Sakte The,
Apni CheezeiN Maanga Nahi Karte...




Ab Aur Koi Maqaam Nahi iss Maqaam Ke Baad
Dil Dhadakta Hai Ab Sirf Tere Naam Ke Baad

Tera Saath Hi Mere Liye Shareek-e-Manzil Hai
Kuch Nahi Chahiye Mujhe Iss Inaam ke Baad

Saath Reh Kar Pathjad MeN Bahaar Ka Intezar Kiya
Yeh Umeed Thi ,Subeh Aati Hai Har Shaam Ke Baad

Kuch Bhi To Nahi Badla Dekho Aaj Bhi Sab Waheen Hai..!!
Mehak Uth Thi Hai Meri Har Subeh,Tere Salaam Ke Baad

Ek Berang Si Tasveer Mein Tumne Har Rang Bhar Diye..!!!
Jee Uthee Zindagi,Mohabbat Ke Uss Pehle Payaam Ke Baad

Tera Hi Zikr Hai, Teri Hi Fikr Hai Mujhe Ehh Humdum..!!
Tujhe Hi Sochta Hun Iss Kalaam Se Pehle,Iss Kalaam Ke Baad



               ~~~~~Khwahish~~~~~
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: December 03, 2013, 12:50:07 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoobsoorat kalaam hai dheron daad aur mubaarakbaad
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #2 on: December 03, 2013, 01:45:15 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Khwahish . saari mohabbat koot koot
kar bhar di hai is kalaam mein .Jiske liye likha
hai  woh bahut khushnaseeb hai .Allah aap ko khush rakkhe.
Logged
nashwani
Guest
«Reply #3 on: December 03, 2013, 01:47:44 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #4 on: December 03, 2013, 02:02:22 AM »
Reply with quote
Waah !!!! Mohabbat se saja sanwaarkaar aashaar pesh kiye hain !!! Dheron daad Khwahish ji !!!


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause


Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: December 03, 2013, 03:02:03 AM »
Reply with quote
Saath Reh Kar Pathjad MeN Bahaar Ka Intezar Kiya
Yeh Umeed Thi ,Subeh Aati Hai Har Shaam Ke Baad

bahut khoob likha hai khwaish jee aapne
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 03, 2013, 04:54:13 AM »
Reply with quote
Suberb,. Bohat Achcha Likha Hai BHai,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 03, 2013, 02:16:59 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoobsoorat kalaam hai dheron daad aur mubaarakbaad


Bahut Bahut Shukriya Saheb icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #8 on: December 04, 2013, 01:58:55 AM »
Reply with quote
waah waah Khwaish jee bahut hi khoobsoorat kalaam, kya ghazab ke romantic khayaalaat haiN, khaas taur se ye sher bahut pasand aaye:

Saath Reh Kar Pathjad MeN Bahaar Ka Intezar Kiya
Yeh Umeed Thi ,Subeh Aati Hai Har Shaam Ke Baad

Tera Hi Zikr Hai, Teri Hi Fikr Hai Mujhe Ehh Humdum..!!
Tujhe Hi Sochta Hun Iss Kalaam Se Pehle,Iss Kalaam Ke Baad


Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #9 on: December 04, 2013, 06:10:34 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut khoooooooooooob khwahish ji.
Main Ne Aap Se Aap Ko Hi Maanga,
To Aap Muskuraa Diye......

Aap Yeh Bhi To Keh Sakte The,
Apni CheezeiN Maanga Nahi Karte...




Ab Aur Koi Maqaam Nahi iss Maqaam Ke Baad
Dil Dhadakta Hai Ab Sirf Tere Naam Ke Baad

Tera Saath Hi Mere Liye Shareek-e-Manzil Hai
Kuch Nahi Chahiye Mujhe Iss Inaam ke Baad

Saath Reh Kar Pathjad MeN Bahaar Ka Intezar Kiya
Yeh Umeed Thi ,Subeh Aati Hai Har Shaam Ke Baad

Kuch Bhi To Nahi Badla Dekho Aaj Bhi Sab Waheen Hai..!!
Mehak Uth Thi Hai Meri Har Subeh,Tere Salaam Ke Baad

Ek Berang Si Tasveer Mein Tumne Har Rang Bhar Diye..!!!
Jee Uthee Zindagi,Mohabbat Ke Uss Pehle Payaam Ke Baad

Tera Hi Zikr Hai, Teri Hi Fikr Hai Mujhe Ehh Humdum..!!
Tujhe Hi Sochta Hun Iss Kalaam Se Pehle,Iss Kalaam Ke Baad



               ~~~~~Khwahish~~~~~

Applause
Logged
prashad
Guest
«Reply #10 on: December 04, 2013, 06:29:54 PM »
Reply with quote
bahut khoob Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: December 10, 2013, 07:24:22 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Khwahish . saari mohabbat koot koot
kar bhar di hai is kalaam mein .Jiske liye likha
hai  woh bahut khushnaseeb hai .Allah aap ko khush rakkhe.




Aapka Bahut Bahut Shukriya Saheb icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: December 11, 2013, 08:45:39 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP


Thanks a Lotttt icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
laaiba
Guest
«Reply #13 on: December 11, 2013, 08:58:19 PM »
Reply with quote
Main Ne Aap Se Aap Ko Hi Maanga,
To Aap Muskuraa Diye......

Aap Yeh Bhi To Keh Sakte The,
Apni CheezeiN Maanga Nahi Karte...




Ab Aur Koi Maqaam Nahi iss Maqaam Ke Baad
Dil Dhadakta Hai Ab Sirf Tere Naam Ke Baad

Tera Saath Hi Mere Liye Shareek-e-Manzil Hai
Kuch Nahi Chahiye Mujhe Iss Inaam ke Baad

Saath Reh Kar Pathjad MeN Bahaar Ka Intezar Kiya
Yeh Umeed Thi ,Subeh Aati Hai Har Shaam Ke Baad

Kuch Bhi To Nahi Badla Dekho Aaj Bhi Sab Waheen Hai..!!
Mehak Uth Thi Hai Meri Har Subeh,Tere Salaam Ke Baad

Ek Berang Si Tasveer Mein Tumne Har Rang Bhar Diye..!!!
Jee Uthee Zindagi,Mohabbat Ke Uss Pehle Payaam Ke Baad

Tera Hi Zikr Hai, Teri Hi Fikr Hai Mujhe Ehh Humdum..!!
Tujhe Hi Sochta Hun Iss Kalaam Se Pehle,Iss Kalaam Ke Baad



               ~~~~~Khwahish~~~~~

nyc paasions ,...........bohat c daad,.............

dost kho jaate hain aazmane ke baad
mosam aate nahin badal jane ke baad

log yuonhi jazbon ko ruswa karte hain
tadap hoti nahin phir paane ke baad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 12:04:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.163 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer