Tere khayal me "Parwaaz" mazar se uske

by ParwaaZ on February 23, 2011, 02:46:25 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3194 times)
Niha Khan
Guest
«Reply #15 on: April 23, 2011, 01:46:44 AM »
Reply with quote
Good Job Parwaaz Ji
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #16 on: May 12, 2011, 06:56:07 AM »
Reply with quote
bahut khub Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #17 on: June 02, 2011, 08:51:21 AM »
Reply with quote



Woh tere sabra ki khushboo, kharar ki khushboo
Abhi tak hai pas mere tere pyar ki khushboo

Ke jab bhi taszkera mazi ka chedta hai koi
To aane lagti hai ek khushgawarsi khushboo

Dilo nigah me mere, khayal me mere
Basi hui hai tere itebarki khushboo

Woh jab bhi khawab me aati hai mudaton gharme
Mahekti rahti hai sondhisi yaar ki khushboo

Tere khayal me "Parwaaz" mazar se uske
Nikal rahi hai kisi ghamsar ki khushboo






naaaaaaaaaaice one parwaaz sb
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #18 on: December 24, 2011, 01:01:51 PM »
Reply with quote
khushboo se bhare alfaaz,
kare aksar zehan mein parwaaz...............!!!


Shebaa Sahibaa Aadaab!

IS khubsurat tareefana sher par hazaaroN daad ..
aur houNslaa afzaai ke liye tahe dil se mamnoon
hai.. Usual Smile

Aage bhi saath banaaye rakhiye.. Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #19 on: December 24, 2011, 01:03:14 PM »
Reply with quote
Waah Waah Waah.. Kya baat hai Parwaaz ji,,, bahoot Umda aur itne Khoobsoorati se likha hai.. Lajawaab.. bahoot Umda !! Applause Applause Applause Applause


Sophi Jee Aadaab!


HouNsla aafzai aur tareef ke liye tahe dil se shukriyaa.
Aage bhi houNsla bakhte rahiye.. aate rahiye..

Khush O aabaad rahiye.. Khuda Hafez.. Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #20 on: December 24, 2011, 01:04:35 PM »
Reply with quote
bahut khub Clapping Smiley Clapping Smiley

Bechain Sahaab Aadaab!


Bahut bahut shukriyaa janab kalaam ko pasand karne
waa houNsla afzai karne ka.. Usual Smile

Apna saath banaaye rakhiye..Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #21 on: December 24, 2011, 01:05:48 PM »
Reply with quote

naaaaaaaaaaice one parwaaz sb


Khamosh Sahaab Aadab!

Bahut bahut shukriyaa janab kalaam ko saraahne ke liye..
Aage bhi saath banaaye rakhiye.. Khush O aabad rahiye..


Khuda Hafez.. Usual Smile
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #22 on: December 24, 2011, 01:24:29 PM »
Reply with quote
boht khoob parwaz ji apka
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #23 on: September 04, 2012, 08:54:05 AM »
Reply with quote
boht khoob parwaz ji apka

Sahil Jee Aadaab!

bahut bahut shukriyaa Sahil jee... aage bhi apna saath
banaaye rakhiye...

Aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile 

Logged
laaiba
Guest
«Reply #24 on: September 04, 2012, 05:36:09 PM »
Reply with quote



Woh tere sabra ki khushboo, kharar ki khushboo
Abhi tak hai pas mere tere pyar ki khushboo

Ke jab bhi taszkera mazi ka chedta hai koi
To aane lagti hai ek khushgawarsi khushboo

Dilo nigah me mere, khayal me mere
Basi hui hai tere itebarki khushboo

Woh jab bhi khawab me aati hai mudaton gharme
Mahekti rahti hai sondhisi yaar ki khushboo

Tere khayal me "Parwaaz" mazar se uske
Nikal rahi hai kisi ghamsar ki khushboo




bohat khoob ashaar kahe aap ne parwaz sahib...matla or maqta bht acha likha aap ne ...matle mein sabr lafz or.....maqte mein ghamgusar lafz hy isse theek kr lijjiye gar bura na lage....
yoohi likhte rahiye...
 khoosh rahiye.....
Logged
suman59
Guest
«Reply #25 on: September 05, 2012, 12:22:42 AM »
Reply with quote


Woh tere sabra ki khushboo, kharar ki khushboo
Abhi tak hai pas mere tere pyar ki khushboo

Ke jab bhi taszkera mazi ka chedta hai koi
To aane lagti hai ek khushgawarsi khushboo

Dilo nigah me mere, khayal me mere
Basi hui hai tere itebarki khushboo

Woh jab bhi khawab me aati hai mudaton gharme
Mahekti rahti hai sondhisi yaar ki khushboo

Tere khayal me "Parwaaz" mazar se uske
Nikal rahi hai kisi ghamsar ki khushboo



bahut bahut khoob likha hai Parwaaz jee.. Applause Applause Thumbs UP
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #26 on: January 23, 2013, 01:10:35 PM »
Reply with quote
bohat khoob ashaar kahe aap ne parwaz sahib...matla or maqta bht acha likha aap ne ...matle mein sabr lafz or.....maqte mein ghamgusar lafz hy isse theek kr lijjiye gar bura na lage....
yoohi likhte rahiye...
 khoosh rahiye.....


Laaibaa Sahibaa Aadaab!

Bahut bahut shukriyaa jee is paazirai aur hoNsla afzai ke liye... Usual Smile
Aapki tanqeed par humne edit kar diyaa hai... Usual Smile

Aur sahiN raah dikhaana koi gunaaH nahi hai jee.. aage bhi aapki
raai ka intezar raheNga... Usual Smile

Aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #27 on: January 23, 2013, 01:11:44 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob likha hai Parwaaz jee.. Applause Applause Thumbs UP

Suman Jee Aadaab!


Bahut bahut shukriyaa jee... aage bhi apna kimti waqt humari kalaamoN par
dete rahiye.. yehi duaa hai... Usual Smile

Aate rahiye... Shad O aabad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 08:18:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer