Welcome to Yoindia Shayariadab

A community of 8520 of real poets and poetry admirer from whole globe. Join Now and unleash the poet inside you!

General

Unhe lagta he unse ,kafi bate karli humne ,
Yaha samjh nahi aata izhar kya kare ,
Qubool krte hain hum, he ishq hume,
Dawa nahi jis marz ki inkar kya kare,
Khayalat sone nahi dete , raat bhar unke,
Khayal he unka hum takrar kya kare,
Beqarar ho gaye , wo na milte qarar hota ,
Bulbul gul-e-gul...
Na jaante the ishq hum, har koi hume khaas laga,
Tujhe jo dekh liya, koi aur khubsurat na laga.
Laga liya jo aankhon mein, humne surma ishq ka,
Ek tere siwa is duniya mein, kisi ka chehra na dikha.
Chand ashaar mein kaise , bayaan ho husn tumhara,
Poocha kisi ne tere baare mein, to humne kuc...
Jo tum ho, to ishq hain hume , agar tum na hote shayad hume ishq bhi na hota
Rat chahti he ye, chand hi ko kyu , smjte he ab bas baya lafzo se nahi hota
Chupana hota he , mitana bhi hota he , ab samjhe hum ishq me jatana nahi hota
Hawaye alag hain , ye barsat alag he , tum agar paa...
Jo rang tere labo se milta ,
Kaha wo khilte gulaab mein hain ,
Gulaab ho tum gulab aisa ,
Ke dekhu gulshan gulaab mein Hain,
Nasha jo teri nigaho me hain,
Kaha nasha wo sharab mein hain,
Ankhe khuli ho khayal tera ,
band karu to tu khwab mein hain,
Khali nahi he asar se baatein ,
khumar koi...
*बुलंदियाँ ख़ुद ही ढूंढ लेगी आपको*

बुलंदियाँ ख़ुद ही ढूंढ़ लेगी आपको,
बस सदा काम करते रहना आपको।
कोई काम छोटा नहीं इस दुनिया में,
केवल सोच बड़ी रखनी है आपको।।

ये बुलंदिया खुद रास्ता बना देगी आपको,
जरूरत न पड़ेगी रास्ता बनाने की आपको।
मिलेंगे बहुत रास्ते मे तुम्हे रोकने वाले भी,
बस चलते रहना ह...
सोच-समझकर ये पागलपन होता है
ग़लत है जंग का जो भी कारन होता है

ख़ाक न जाने किसके ख़िरमन होते हैं
चाक न जाने किसका दामन होता है

निस्फ़ न जाने किसकी जवानी रह जाए
ख़त्म न जाने किसका बचपन होता है

उजड़के फिर हो सकता है शादाब चमन
जलके कब आबाद नशेमन होता...
Do ghoont me nasha na ho , Wo jaam kya hain ,
Lada na de tawayaf ke liye , wo Ishq kya hain
Saboot ye hain mere pyar ke sache hone ka,
Use hi chhod rahe hain uski Khushi ke liye,
Ashiyan milta hoga auro ko saaye me kahi,
Dard hi milna tha mere dil ko panah ke liye,
Esa hi ho ke khush rahe hamesha wo,
Hum na honge iske baad haal puchne ke liye ,
Zindagi banani thi hume unhe paakr ...
Abhi hosh me aya hoon main  , nazare na milao mujhse,
Ek tmse mulaqat kya hui , paraya ho gaya hu khudse
Pathar ki deewar taj mahal bane,
Yeh karamat bhi muhabbat ki hain ,
Yadon ka samundar ishq ke katre mein jo ,
Mujhpar barsat us Katre ki hain ,
lagti hai alag wo har kisi se mujhe ,
Lagti jaise wo jamane se door ki hain ,
Jis safar me woh humsafar ho meri,
Khwahish mujhe us safar ki hain ,...
पुष्पों से नित हँसना सीखो,भौरो से नित गाना।
डालियो से झुकना सीखो,पेड़ों से छाया देना।।

हवा के झोको से हिलना सीखो जल से बह जाना।
दूध पानी से सीखो सबसे मिलना और मिलाना।।

सूर्य की किरणों से सीखो प्रात जल्द उठ जाना।
लता और पेड़ो से सीखो सबको  गले लगाना।।

वर्षा की बूंदो से सीखो सबकी प्यास को बु...
नज़्म: डिप्रेशन

दुख है नाराज़गी है मातम है
नाउमीदी सी इक मुसल्लम* है
है ज़ियादा कभी कभी कम है
पर हमेशा इसी का आलम है
ग़ैर होने लगा जो महरम* है
जो ख़याल आ रहा वो मुबहम* है
जब ख़ुशी में मिज़ाज बरहम* है
जब हँसी से भी आँख पुरनम है
रौशनी तीरगी* से मद्धम...
Surat dikhti ho ankhon me meri , tu Aaaina koi Dekhe kyu
Jawab ho khud jis sawal ka , sawal wahi puche kyu
Hum doobe haseen khwabo me Tere , koi hosh me laaye kyu
Tera jesa koi agar hota , tumse muhabbat krte kyu
Dard is dil me Tera ho , dawa koi mange kyu
Chadha ho rang tere pyar ka , koi...
Tu rahe na rahe meri ankhon ke samne ,
ankhon me reh jata hain haseen chehra tera,
Dhadakne lagta hain dil bas dekh Kar tujhe,
Dhadkane rok deta hain Paas se guzarna tera ,
Na Jane kaisa khumar hain teri mulaqato mein ,
Bheed me bhi tanha kar jata hain jaana tera ,
Maut se pehle bemaut ma...
Dekhe to hasad me rahe Chand , Is husn ko is Jamaal ko
Katon me jo bhi Gul khule  ,tum wo Naaz ho andaaz ho
Tu Baras ja is dil pe ab , ke jo baag ho wo Kamal ho
Ghera he in ankhon ka ghav , hadsa mujhse ye baya na ho
Ankhein esi ke hijab nakam, Agar marj ho to marj lailaj ho
Jo dil baar ba...
Dekhe to hasad me rahe Chand , Is husn ko is Jamaal ko
Katon me jo bhi Gul khule  ,tum wo Naaz ho andaaz ho
Tu Baras ja is dil pe ab , ke jo baag ho wo Kamal ho
Ghera he in ankhon ka ghav , hadsa mujhse ye baya na ho
Ankhein esi ke hijab nakam, Agar marj ho to marj lailaj ho
Jo dil baar ba...
mehndi lgaye wo hathon pe apni , rang chadha khayalo par hain
Maloom nahi he kuch esi daulat , unke khali hathon mein hain
Wo kese jane ishq ko bhala , jo pure hosh-o-avaz mein hain
Wo nazre milane ke bawajood, nazar se nazar chupa rahi hain
Hoth kuch bole ankhein Kuch aur , nazaro se raaz bhi b...
Padh leti tu ankhein meri ,
Tujhe kaha to he par kaha nahin,
Bato bato me raat beeti,
Magar unse bhi dil bhara nahi ,
Tujhe milke hue he arse kayi,
Par tanhayi me hu Tanha nahi,
Tujhe du misaal to kiski doon,
Tere jaisa haseen koi hua nahin,
Kya kho du ke tera deedar ho,
Tijarat kaho ise ju...
Bohot bheed he khayalon me , nikalu kese pehra yaad ka hain
Shyad ab me na bhi hasu ,ke dil mera sataya ishq ka hain
Aur kya likha he pata nahi, nazm me dikhe chehra uska hain
Bahar se odhi he khamoshi , andar toota sheesha dil ka hain
Jinda to hu pr jee nahi raha , Bojh jhoothi muskan ka hain...
milta he mere khwabo se husn tera,
Tu hi mera mehboob ho jaise ,
Mere sapne me manzar he tera ,
Paklon pe tera khwab saja ho jaise
Kabhi Seene me dil ese dhadka nahi ,
Tumse milke ye dil dhadka hain jaise ,
Na Kaifiyat pucho dil ki humare ,
Ishq ghula ho hawaon me jaise,
Jana bhi chahe to...
Kese dekhe hum himmat nahi hoti , dikkat ye he ke nazara unka hain
Koi kitna yaad aaye kisiko bhala , jo aaina bhi dekhu to chehra unka hain
Raatein jagu mein ankhein nahi soti,dil he mera yaadon ka basera unka hain
He kali se ful aur ful se khushboo , khushboo se bhi dilkash mehekna unka hain ...
पुलवामा शहीद दिवस
*****************
प्रेम दिवस कैसे हम मनाये,
जब गम के बादल छाए थे।
पुलवामा से 44 वीर जवान,
तिरंगा ओढ़कर घर आए थे।।

पुलवामा के वीरो ने इस दिन,
जो जान देश पर वारी थी।
दुश्मन की औकात नही थी,
कुछ अपनो की गद्दारी थी।।

छोड़ श्रद्धांजलि दिवस को,
वेलेंटाईन डे हम मनाते है।
स्...
भूल सकता हूँ मगर भुलवा नहीं सकता हूँ मैं
मुझको लगता था तुम्हें याद आ नहीं सकता हूँ मैं

दो ग़मों के बीच दिल उलझा नहीं सकता हूँ मैं
एक को खोया है इक को पा नहीं सकता हूँ मैं

बेसबब दीवानगी मेरी नहीं पर क्या कहूँ
तुम समझ सकते नहीं समझा नहीं सकता हूँ मैं
आइने से पूछ लिया तुम्हारे बारे  ,,,,,
    बस खूबसूरत बोल कर खामोश हो गया
ना पूछा करो हमसे हाल हमारा ,,,,,
    मर्ज ए इश्क कभी ठीक नहीं होता

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 14, 2026, 04:02:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[March 14, 2026, 02:37:00 PM]

[March 11, 2026, 11:49:08 PM]

[March 10, 2026, 01:11:03 PM]

[March 08, 2026, 10:49:46 PM]

[March 07, 2026, 11:01:18 PM]

[March 07, 2026, 10:59:16 PM]

[March 07, 2026, 08:59:03 PM]

[March 03, 2026, 03:03:22 PM]

[March 02, 2026, 02:44:05 PM]

[March 01, 2026, 01:36:42 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.035 seconds with 14 queries.
[x] Join now community of 8520 Real Poets and poetry admirer