Do Raahein Aur Do Musafir "Khwaish"

by khwaish on December 01, 2011, 01:42:06 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1829 times)
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #15 on: December 03, 2011, 11:14:14 PM »
BAUT HE ACHA LIKHTE HO KHWAISH BHAI
LIKHTE REHEIN SDA, HAI YEHI DUA
ASGHAR
Logged
mkv
Guest
«Reply #16 on: December 04, 2011, 08:01:19 AM »
Khwaish Ji
Aadaab,
mere net ne bahut pareshan kiya.. aur bahar bhi jana pada, ek din reply me kuch likha bhi tha lekin post karte 2 log-in time finish..aaj pahle aap se hi shuruaat ki hai..
Bahut hi behatrin peshkash hai..pooja, kasak, hasan ji no jo likha hai vahi mere bhi alphaaj hai..
bas sabke dilo.n tak aapki baat pahuch gai vahi saccha appreciation hai..
outstanding...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: December 06, 2011, 03:27:11 PM »
bahut bahut khub khwaish bhai...

Shad o aabad rahiye...

Shihab

Aapka Bahut Bahut Shukriya Majid Bhai icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: December 07, 2011, 07:26:45 AM »
BAhut BAhut Khoob Khwaish Ji
 Applause Applause Applause Applause


Aapka Bahut Bahut Shukriya Sanjeev Ji icon_flower
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #19 on: December 07, 2011, 12:08:04 PM »
bht bht khoob khwaish ji....
sply 1st one...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #20 on: December 09, 2011, 01:49:50 PM »
wah khwaishji...  Applause Applause Applause Applause

gahare ehsas aur gahara rishta dono saf dikhai de rahe hain.. mann kuch likhne ko prerit ho gaya




Aapka Bahut bahut Shukriya mannji...

Aapne Pasand faramaya, yeh jaankar mujhe behad khushi hui hai..

Zaroor Aap bhi kuch Likhiye icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: December 10, 2011, 09:41:37 AM »
Khwaish ji.Bahut khoobsurat pesh kash hai aur aap ke note ke saath parhne mein aur bhi dil ko chhoo gayi.Mubarak ho.HASAN

Aapka Teh Dil Se Shukriya hasan Ji...

Aapki Daad Mere Liye bahut maayne Rakhti Hai..Yuhi saath Dete rahiyega icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: February 20, 2012, 09:52:11 AM »
BAUT HE ACHA LIKHTE HO KHWAISH BHAI
LIKHTE REHEIN SDA, HAI YEHI DUA
ASGHAR

Aapka Bahut Bahut Shukriya Asghar Bhai icon_flower
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #23 on: February 20, 2012, 10:07:39 AM »
"Meri Khushi Ke Khaatir Khud Ko Sambhaal Rakhna
Usne Kaha Tha Mujhse "Khud Ka Khayal Rakhna"!!!!!!



Yeh Ghazal Ek khaas Soch par likhi Gayi..Milna-Bichadna To Har Ek Ke Naseeb Mein Likha Hota Hai Chaahe Woh Rishta Dosti Ka Ho, Mohabbat Ka Ho yaa Phir Koi Bhi Duniyavi Rishta ..Apno se Bichadne ka Dard Lafzon mein Bayaan Karna Asaan Nahi..Yahan iss Ghazal Mein Bichadna Unn Do Logon ka Hai Jo Ek Duje Se Be-panaah Mohabbat karte Hai..Par Unki Samajhdaari Hi Hai Jo Unhe Ek-Duje Se Door Karti hai..Maqte Ke Sher Ko Gaur Se Padhiyega To Hi Uski Gehrai Samaj Aayegi....Shukriya


Juda Hokar Bhi Tujhse Judaai Nahi Hai
yeh Kaisi Qaid Jisme Rihaai Nahi Hai Applause Applause Applause

Teri Har Majboori Mere Sar Aankhon Par..!!
Rutha Hoon Tujhse Par Kyon Ruswai Nahi hai Applause Applause Applause Applause Applause

Zaroori Nahi Ke Main Har Lamha Yaad Rahu Tujhe
Tu Mujhe BhoolJa Isme Meri Koi Manai Nahi hai Applause Applause Applause Applause Applause

Rishton Ko Kuch Naam Dena Aadat si Ban Gayi Hai..!!
Kya Bin Naam Ke Rishto Mein Koi Gehrai Nahi Hai?? Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Ashq Aankhon mein Reh-Rehkar Sookh gaye Hai..!!
Inn Aankhon Se Barsaat Ab Tak Kyon Aai Nahi Hai Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

"Khwaish" Do Raahein  Aur Do Musafir...!!!!
Ek Duje Ki Zindagi Mein Humne Aag Lagai Nahi Hai  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

               ~~~~~Khwaish~~~~~



Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: March 20, 2013, 11:00:25 PM »
Khwaish Ji
Aadaab,
mere net ne bahut pareshan kiya.. aur bahar bhi jana pada, ek din reply me kuch likha bhi tha lekin post karte 2 log-in time finish..aaj pahle aap se hi shuruaat ki hai..
Bahut hi behatrin peshkash hai..pooja, kasak, hasan ji no jo likha hai vahi mere bhi alphaaj hai..
bas sabke dilo.n tak aapki baat pahuch gai vahi saccha appreciation hai..
outstanding...



Thankyou Sooooooo Much Mukeshji icon_flower icon_flower
Logged
saanj
Guest
«Reply #25 on: March 20, 2013, 11:39:29 PM »
 Applause Applause Applause Applause
buhot khoob,, khwaish  hello2 hello2
Logged
laaiba
Guest
«Reply #26 on: March 21, 2013, 02:47:01 AM »
"Meri Khushi Ke Khaatir Khud Ko Sambhaal Rakhna
Usne Kaha Tha Mujhse "Khud Ka Khayal Rakhna"!!!!!!



Yeh Ghazal Ek khaas Soch par likhi Gayi..Milna-Bichadna To Har Ek Ke Naseeb Mein Likha Hota Hai Chaahe Woh Rishta Dosti Ka Ho, Mohabbat Ka Ho yaa Phir Koi Bhi Duniyavi Rishta ..Apno se Bichadne ka Dard Lafzon mein Bayaan Karna Asaan Nahi..Yahan iss Ghazal Mein Bichadna Unn Do Logon ka Hai Jo Ek Duje Se Be-panaah Mohabbat karte Hai..Par Unki Samajhdaari Hi Hai Jo Unhe Ek-Duje Se Door Karti hai..Maqte Ke Sher Ko Gaur Se Padhiyega To Hi Uski Gehrai Samaj Aayegi....Shukriya


Juda Hokar Bhi Tujhse Judaai Nahi Hai
yeh Kaisi Qaid Jisme Rihaai Nahi Hai

Teri Har Majboori Mere Sar Aankhon Par..!!
Rutha Hoon Tujhse Par Kyon Ruswai Nahi hai

Zaroori Nahi Ke Main Har Lamha Yaad Rahu Tujhe
Tu Mujhe BhoolJa Isme Meri Koi Manai Nahi hai

Rishton Ko Kuch Naam Dena Aadat si Ban Gayi Hai..!!
Kya Bin Naam Ke Rishto Mein Koi Gehrai Nahi Hai??

Ashq Aankhon mein Reh-Rehkar Sookh gaye Hai..!!
Inn Aankhon Se Barsaat Ab Tak Kyon Aai Nahi Hai

"Khwaish" Do Raahein  Aur Do Musafir...!!!!
Ek Duje Ki Zindagi Mein Humne Aag Lagai Nahi Hai

               ~~~~~Khwaish~~~~~



lajawab khyalat oomda ghazal ,....bohat c daad,...
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 03:19:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer