Musafir Tufaano Se Kab Ghabraye Hai "Khwaish"

by khwaish on November 05, 2011, 12:10:53 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2224 times)
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #15 on: November 13, 2011, 01:54:33 PM »

bahut bahut bahut bahut bahut bahut khoooooooooooooob....!!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

beshumaar daad ish nazm ke liye...  Usual Smile icon_salut
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: November 15, 2011, 07:19:21 AM »
Bhaut badiya kaha tha kisi ne aapse khwaish ji...
really the nice one

Aapka Bahut Bahut Shukriya Bji icon_flower icon_flower
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #17 on: November 15, 2011, 08:11:36 AM »
khwaishji
Dil Naa-Umeed Toh Nahin, Nakaam Hi To Hai!!!
Lambii Hai Gham ki Shaam, Magar Shaam Hi To Hai…
          ~~Faiz Ahmed faiz~~

The Heart is Not Hopeless,
It has just Lost this Fight,
And Though the Night is Long
Remember It is Just a Night.(Meaning it will end For Sure)



Yeh Sher Mere Kisi Apne Ne Mujhe Kaha Tha jab Main bahut
Maayus Tha Kuch Duniyavi Baaton Ko Lekar.Phir Waqt Guzarta
Gaya, Halaat Badalte Rahe,Aur Aaj Zindagi Ka Aaena Kuch Aur
Kehta hai..!!!Yeh Ek Aisi Haqeeqat Hai
Jisse Main Bahut Kareeb Se Rubaroo Hua Hoon..
 Kuch Aise jazbaat Jo Aap Beeti Hai..
Zaroor Waqt
Dijiyega....


Kal Tak Jo The Apne Aaj Paraye Hai
Apno Ne hi Apno ke Dil Dukhaye Hai Applause Applause

Roshan Savera Bhi Kahan Naseeb Hai usse Ab!
 Jisne Na Jaane Kitno Ke Dil jalaye Hai Applause Applause Applause Applause
ye lines bahut gehra matlab rakhti hain.
daaaaaaaad haazir hai.


Isse Bada Zindagi mein Koi Gham Nahi Yaaron!!
Jo Apne Dard Par Khul ke Bhi Na Ro Paye hai

Main Jaanta Hoon Tanha Rehne Ka Woh Dard!!!
Ashq Aankhon mein Chupakar Hum Muskuraye Hai Applause Applause Applause
bahut khoob jeene ke liye ye zaroori bhi hai.

Badle Mein Roshni Ke Humein Mile Andhere...!!!
Par Afsos nahi Musafir Tufaano Se Kab Ghabraye hai Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
very motivating .


Yeh Zindagi Bahut Lambi Hai Eh "Dost",Woh Khwaab Zaroor
 Poore Honge Jo Aankho Mein kabhi Jhilmilaye Hai

"Khwaish" Muflisi Jaisi Bhi Ho Umar Bhar Saath Nahi Rehti!!!
Khuda Ka Shukar Hai,Hum Woh Daur Bhi Guzaar Aaye Hai

                ~~~~Khwaish~~~~~

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: November 18, 2011, 04:12:07 PM »
Bahut hi dard hai and all lines touched my heart. wonderful creation  Applause Applause

Thankyou Soooo Much Roja Sis..Take Care icon_flower icon_flower
Logged
mkv
Guest
«Reply #19 on: November 18, 2011, 06:25:06 PM »
Bahut Khoob Khwaish Sir
Logged
sbechain
Guest
«Reply #20 on: November 19, 2011, 09:38:57 AM »
Dil Naa-Umeed Toh Nahin, Nakaam Hi To Hai!!!
Lambii Hai Gham ki Shaam, Magar Shaam Hi To Hai…
          ~~Faiz Ahmed faiz~~

The Heart is Not Hopeless,
It has just Lost this Fight,
And Though the Night is Long
Remember It is Just a Night.(Meaning it will end For Sure)



Yeh Sher Mere Kisi Apne Ne Mujhe Kaha Tha jab Main bahut
Maayus Tha Kuch Duniyavi Baaton Ko Lekar.Phir Waqt Guzarta
Gaya, Halaat Badalte Rahe,Aur Aaj Zindagi Ka Aaena Kuch Aur
Kehta hai..!!!Yeh Ek Aisi Haqeeqat Hai
Jisse Main Bahut Kareeb Se Rubaroo Hua Hoon..
 Kuch Aise jazbaat Jo Aap Beeti Hai..
Zaroor Waqt
Dijiyega....


Kal Tak Jo The Apne Aaj Paraye Hai
Apno Ne hi Apno ke Dil Dukhaye Hai

Roshan Savera Bhi Kahan Naseeb Hai usse Ab!
 Jisne Na Jaane Kitno Ke Dil jalaye Hai

Isse Bada Zindagi mein Koi Gham Nahi Yaaron!!
Jo Apne Dard Par Khul ke Bhi Na Ro Paye hai

Main Jaanta Hoon Tanha Rehne Ka Woh Dard!!!
Ashq Aankhon mein Chupakar Hum Muskuraye Hai

Badle Mein Roshni Ke Humein Mile Andhere...!!!
Par Afsos nahi Musafir Tufaano Se Kab Ghabraye hai

Yeh Zindagi Bahut Lambi Hai Eh "Dost",Woh Khwaab Zaroor
 Poore Honge Jo Aankho Mein kabhi Jhilmilaye Hai


"Khwaish" Muflisi Jaisi Bhi Ho Umar Bhar Saath Nahi Rehti!!!
Khuda Ka Shukar Hai,Hum Woh Daur Bhi Guzaar Aaye Hai

                ~~~~Khwaish~~~~~



khawaish ji ache ehsaas hain .
Logged
injured.warrior
Guest
«Reply #21 on: November 19, 2011, 11:30:21 AM »
bahut umda. daad kabool kijeye. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #22 on: November 20, 2011, 12:58:15 PM »
bht bht khoob khwaish ji.....
Sply 1st one.....
Toooo.... Good...
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 12:16:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer