Kya Hai Ek-Ek Lamhe Ki Kadar "Khwaish"

by khwaish on January 09, 2012, 04:16:13 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2013 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Mai'n Logou’n Se Mulaqaatou’n Ke Lamhey Yaad Rakhta Hu'n
Mai'n Baatei’n Bhool Bhi jaau’n Toh Lahje'y Yaad Rakhta Hu'n

                        ~~~Ahmed Faraaz~~~



Ranjishen Jitni bhi Hai Mitalo iss Zamaane Se
Kaun Jaane Maut Aaa Jaaye Kisi Bahaane Se

Aaj Gile-Shikwon Ko Paal Rahe Ho Shaukh Se Dil Mein
Zakhm Sookh jaate hai Waqt ke Guzar Jaane Se

Apno Ki Khamoshiyan Aksar Khalti Hai Dil ko
Rishte Nibhte Hai yahan, Khud Ke Nibhaaane Se

Zindagi Ko Guzaarne Ke Sirf Do Tareeke Hai Suunlo!!!
Zindagi Kat Jaati hai Ro Dene Se yaaa Muskurane Se

Faasle Simte Rahenge Manzilo Ke Khud Ba Khud!!!
Koi Nahi Manaata Tujhe Tere Yeh Ruth Jaane Se

Zindagi Yu Tez Guzar Jaati hai Ke Kuch Pata Bhi Nahi chalta
Kya Hai Ek-Ek Lamhe Ki kadar,Puch "Khwaish" jaise Deewane Se


              ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #1 on: January 09, 2012, 04:52:40 PM »
Mai'n Logou’n Se Mulaqaatou’n Ke Lamhey Yaad Rakhta Hu'n
Mai'n Baatei’n Bhool Bhi jaau’n Toh Lahje'y Yaad Rakhta Hu'n

                        ~~~Ahmed Faraaz~~~



Ranjishen Jitni bhi Hai Mitalo iss Zamaane Se
Kaun Jaane Maut Aaa Jaaye Kisi Bahaane Se

Aaj Gile-Shikwon Ko Paal Rahe Ho Shaukh Se Dil Mein
Zakhm Sookh jaate hai Waqt ke Guzar Jaane Se

Apno Ki Khamoshiyan Aksar Khalti Hai Dil ko
Rishte Nibhte Hai yahan, Khud Ke Nibhaaane Se

Zindagi Ko Guzaarne Ke Sirf Do Tareeke Hai Suunlo!!!
Zindagi Kat Jaati hai Ro Dene Se yaaa Muskurane Se

Faasle Simte Rahenge Manzilo Ke Khud Ba Khud!!!
Koi Nahi Manaata Tujhe Tere Yeh Ruth Jaane Se

Zindagi Yu Tez Guzar Jaati hai Ke Kuch Pata Bhi Nahi chalta
Kya Hai Ek-Ek Lamhe Ki kadar,Puch "Khwaish" jaise Deewane Se


              ~~~~~Khwaish~~~~~


Wah!! WAH!! besaakhta Daad, bahut khoob khwaish sahab

Abul ASad
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #2 on: January 09, 2012, 05:08:42 PM »
Beautiful work as usual. Keep it up!
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: January 09, 2012, 05:49:11 PM »
Khwaish Ji
ghajab ka matla farmaaya hai.. hazaroN daad is par..
vaise poora kalaam hi bahut khoob likha hai...
Applause Applause
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: January 09, 2012, 06:19:22 PM »
Mai'n Logou’n Se Mulaqaatou’n Ke Lamhey Yaad Rakhta Hu'n
Mai'n Baatei’n Bhool Bhi jaau’n Toh Lahje'y Yaad Rakhta Hu'n

                        ~~~Ahmed Faraaz~~~



Ranjishen Jitni bhi Hai Mitalo iss Zamaane Se
Kaun Jaane Maut Aaa Jaaye Kisi Bahaane Se

Aaj Gile-Shikwon Ko Paal Rahe Ho Shaukh Se Dil Mein
Zakhm Sookh jaate hai Waqt ke Guzar Jaane Se

Apno Ki Khamoshiyan Aksar Khalti Hai Dil ko
Rishte Nibhte Hai yahan, Khud Ke Nibhaaane Se

Zindagi Ko Guzaarne Ke Sirf Do Tareeke Hai Suunlo!!!
Zindagi Kat Jaati hai Ro Dene Se yaaa Muskurane Se

Faasle Simte Rahenge Manzilo Ke Khud Ba Khud!!!
Koi Nahi Manaata Tujhe Tere Yeh Ruth Jaane Se

Zindagi Yu Tez Guzar Jaati hai Ke Kuch Pata Bhi Nahi chalta
Kya Hai Ek-Ek Lamhe Ki kadar,Puch "Khwaish" jaise Deewane Se


              ~~~~~Khwaish~~~~~

bahot bahot khoob Khwaish ji--
umda soch aur khoob bayani

daad daad
Logged
Raqeeb
Guest
«Reply #5 on: January 09, 2012, 06:29:10 PM »
Mai'n Logou’n Se Mulaqaatou’n Ke Lamhey Yaad Rakhta Hu'n
Mai'n Baatei’n Bhool Bhi jaau’n Toh Lahje'y Yaad Rakhta Hu'n

                        ~~~Ahmed Faraaz~~~



Ranjishen Jitni bhi Hai Mitalo iss Zamaane Se
Kaun Jaane Maut Aaa Jaaye Kisi Bahaane Se

Aaj Gile-Shikwon Ko Paal Rahe Ho Shaukh Se Dil Mein
Zakhm Sookh jaate hai Waqt ke Guzar Jaane Se

Apno Ki Khamoshiyan Aksar Khalti Hai Dil ko
Rishte Nibhte Hai yahan, Khud Ke Nibhaaane Se

Zindagi Ko Guzaarne Ke Sirf Do Tareeke Hai Suunlo!!!
Zindagi Kat Jaati hai Ro Dene Se yaaa Muskurane Se

Faasle Simte Rahenge Manzilo Ke Khud Ba Khud!!!
Koi Nahi Manaata Tujhe Tere Yeh Ruth Jaane Se

Zindagi Yu Tez Guzar Jaati hai Ke Kuch Pata Bhi Nahi chalta
Kya Hai Ek-Ek Lamhe Ki kadar,Puch "Khwaish" jaise Deewane Se


              ~~~~~Khwaish~~~~~


Bahut Khoob Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #6 on: January 10, 2012, 04:56:16 AM »
khwaish ji kamaal kee peshkash bharpoor daad
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 10, 2012, 08:29:24 AM »
Wah!! WAH!! besaakhta Daad, bahut khoob khwaish sahab

Abul ASad

Aapne Apna Waqt Diya,Aapka Bahut Bahut
Shukriya Abul Asad Ji.. icon_flower
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #8 on: January 10, 2012, 10:06:33 AM »
Mai'n Logou’n Se Mulaqaatou’n Ke Lamhey Yaad Rakhta Hu'n
Mai'n Baatei’n Bhool Bhi jaau’n Toh Lahje'y Yaad Rakhta Hu'n

                        ~~~Ahmed Faraaz~~~



Ranjishen Jitni bhi Hai Mitalo iss Zamaane Se
Kaun Jaane Maut Aaa Jaaye Kisi Bahaane Se

Aaj Gile-Shikwon Ko Paal Rahe Ho Shaukh Se Dil Mein
Zakhm Sookh jaate hai Waqt ke Guzar Jaane Se

Apno Ki Khamoshiyan Aksar Khalti Hai Dil ko
Rishte Nibhte Hai yahan, Khud Ke Nibhaaane Se

Zindagi Ko Guzaarne Ke Sirf Do Tareeke Hai Suunlo!!!
Zindagi Kat Jaati hai Ro Dene Se yaaa Muskurane Se

Faasle Simte Rahenge Manzilo Ke Khud Ba Khud!!!
Koi Nahi Manaata Tujhe Tere Yeh Ruth Jaane Se

Zindagi Yu Tez Guzar Jaati hai Ke Kuch Pata Bhi Nahi chalta
Kya Hai Ek-Ek Lamhe Ki kadar,Puch "Khwaish" jaise Deewane Se


              ~~~~~Khwaish~~~~~


purzor kalaam hai
Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #9 on: January 10, 2012, 11:02:28 AM »
 Applause Applause
 bahut khoob , khwaish ji.
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #10 on: January 10, 2012, 01:22:06 PM »
bht bht khoob khwaish ji....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: January 10, 2012, 03:44:29 PM »
Beautiful work as usual. Keep it up!
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Thankyou Soooooooooooo Much Usha ji.. icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 10, 2012, 03:51:07 PM »
Khwaish Ji
ghajab ka matla farmaaya hai.. hazaroN daad is par..
vaise poora kalaam hi bahut khoob likha hai...
Applause Applause

Aapka Teh Dil Se Shukriya Mukeshji icon_flower
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #13 on: January 10, 2012, 04:32:17 PM »
Waah Waah kya baat hai bahoot Bahoot Umda likha hai Khwaish ji.. Bahoot Khoob !

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Nysha
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: January 10, 2012, 09:10:47 PM »
Wah Wah Wah..
Bahaut achha likha hai dost..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 05:21:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.151 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer