Main To Bas Usi Ka Tha,.

by Jaanasheen on August 29, 2010, 08:34:46 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 977 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile



Uski Pasand Wo Hi Jaane,.
Main To Bas Usi Ka Tha,.

Uske Liye Main Kuch Bhi Nahi,
Aur Wo Sawaal Meri Zindagi Ka Tha,.

Wo Mera Koi Lafz Na Jaane,.
Mujhe Andaaz Uski Khamoshi Ka Tha,.

Mili Na Use Kabhi Rahaat Mujhse,.
Main Khud Hatt Gaya Raste Se Uske,.
Sawal Jab Uski Khushi Ka Tha..

Jalana Parda Mujhe Apna Ghar "Doston,.
Jab Shehar Mein Masla Roshni Ka Tha,.

-Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
(Kyun Main na sahe kaha na) shairi ka bara main plz. read by muneeb in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Main nashay main hoon by Syed Imran in Ghazals
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
aabaad hu main,barbaad hu main by Prateek Mardia in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
Main tha, main hu, main rahunga(GUNEHGAAR) by gunehgaar in Shairi - E - Zindagi
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1 on: August 29, 2010, 08:37:02 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

bht khub bhai ...bht pyara likha hai tumne...

yunhi likhte raho khush raho......
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: August 29, 2010, 08:50:10 PM »
Azeem Sahab Aadaab!

Janab kia kaheN ab aapki is kalaam par hum... Sach kah raheN hai jab humne yahaaN join kiya tab humne dekha yahaaN kaisi kaisi kalaam aati humare joi ke bad ke kuch din tak hume koi bhi aisi kalaam nahi mili jo dil ko waqai mutmaiN kar sake..  Par jab kuch achche shayaroN ko padha to thoda thik laga isliye ruk gaye yahaaN phir aapke ek do kalaam nazar se guzare jahaaN aapke ahsaas aur andaaz ki dil se waah nikali .... aapke kalam meiN utna zor nahi mehsus hua hume.. per aapke jazbe aur aapke khayaal ko lafzoN meiN dhalna behad achcha laga... Yeh IShq, Pyaar mohobbat dard per sabhi likhate hai aur koi badi baat nahi hai.... Par aap jaise jag bii per likhana yakeenan bahut badi baat hai ..... Salaam Janab Aapke jazbe ko dil se Salam..

Aapki yeh kalaam behad umdaa hai, Aur iska jazba agar koi samjh jaye to yakeenan aapne kai masoom bachoN ke qatiloN ko sahiN rasta dikhaya hai..... Allah aapko humesha khush rakhe.. Aur aapki kalam meiN beintehaaN zor bakhshe.... Aameen           

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: August 29, 2010, 08:53:40 PM »
bahut khoob Azeem ji... bahut hi umda likha hai aapne... dil khush ho gaya ye padh ke...!!!

 Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: August 29, 2010, 09:10:09 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

bht khub bhai ...bht pyara likha hai tumne...

yunhi likhte raho khush raho......

Shukriya Sis,.
May Allah Bless You. And Do remember In ur Prayers,.

Azeem
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: August 30, 2010, 03:22:31 AM »
Badi khubsoorat nazm hai Azeem bhaijan..hamesha hi parrne main maza ata hai..dil choo jate hai lavz apke..! Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: August 30, 2010, 10:26:01 AM »
Bahut Bahut Khoob Azeem!!!

Humesha Ki tarah Lajawaab Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 14, 2010, 02:56:15 PM »
Shukriya Parwaaz Ji,.
Klaskar Ji,.
Rahim Bhai,.
khwaish Bhai,.
Logged
mkv
Guest
«Reply #8 on: November 07, 2011, 11:11:05 AM »
Bahut Khoob Azeem ji
Uski pasand vo hi jane mai to bas usi ka tha...
Uske liye mai kuch bhi nahi aur wo sawaal meri mai jindgi ka tha....

Is dard ka koi ilaaj nahi
hai, lekin vo mere paas nahi

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: November 07, 2011, 08:08:58 PM »
Bahut Khoob Azeem ji
Uski pasand vo hi jane mai to bas usi ka tha...
Uske liye mai kuch bhi nahi aur wo sawaal meri mai jindgi ka tha....

Is dard ka koi ilaaj nahi
hai, lekin vo mere paas nahi



Shukriya MKV ji,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 11:45:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer