Mera Dard Kisi Se Chupta Kyun Nahi,.

by Jaanasheen on May 26, 2009, 01:39:38 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 4105 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile


Mera Dard Kisi Se Chupta Kyun Nahi,.
Dikhta Hai To Use Dikhta Kyun Nahi,.

Wo Kehta Raha Mujhe, Ke Wo Mera Hai,.
Dil-o-Jaan Pe Bas Mera Hi Basera Hai,.
Phir Kyun Aaj Mere Ghar Itna Andhera Hai,.
Toofaan Aansuon Ka Rukta Kyun Nahi,.
Mera Dard Kisi Se Chupta Kyun Nahi,.

Umar Bhar Ghamon Ka Boj Dhota Raha,.
Barsaat Bhi Ruk Gayi Main Rota Raha,.
Samandar Bhi Khush Tha Meri Barbaadi Par,.
Uski Khushi Ke Liye Kashtiyaan Dubota Raha,.
Dard Se Ye Rishta Toot-ta Kyun Nahi,.
Mera Dard Kisi Se Chupta Kyun Nahi,.

Mehfooz Theekaano Pe Mere Basera Kyun Nahi,.
Meri Raaton Ko "Azeem, Lutf-e-Sawera Kyun Nahi,.
Boj Uthaaya In Kandhon Ne Khud Ki Barbadi Ka,.
Phir Bhi Ye Kandha Jhukta Kyun Nahi,.
Mera Dard Kisi Se Chupta Kyun Nahi,.

___________________________________-Azeem-


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KISI BHI DARD KO HAD SY GUZARNY NAHI DYTA... by SADIQA JAWED in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4 »
pyaar nahi chupta by gum in Shayri-E-Dard
Pyar Chupta Nahi Chupaaney Se.... by Aryaan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 5 6 »
Koi kisi ka dard yahan samajh nahi pata by Equbal in Hindi Poets
benaam sa ye DARD thehar kyuN nahi jata...?? by ghayal_shayar in Urdu Poets
salil2002
Guest
«Reply #1 on: May 26, 2009, 01:45:32 PM »
bahut achche azeem kya dil se likha hai mere dost.....

shayad kissii mukaam par tumse phir mulaqaat ho
main musafir hoon mujhe manzil kii talaash hai
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: May 26, 2009, 01:55:45 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Very beautiful.... Bohot Khoob Azeem
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #3 on: May 26, 2009, 03:39:11 PM »
tumhaara dard sambhalne, rub ne ki c ko bheja hai iss zameen par...
main hoon tumhaari, tum mere, milna lihka thah kismat me humaara, kaheen na kaheen par.

Mille b tho iss tarhaan, k dil koh behte hum tumhaare dard kee hee gehrai mein...
maine sukun tumko diya, tumne sukun muhjko diya, yunhee tumhe ek "Azeem" tofa samhaj behte hum, iss ishq kee shehdai mein...

Dard ubto muazzi ka kissa hai, dard ko tum b bhulaado...
mere ashq le k, sanam, dil kee sub gard dhulaado!

I Am Forever With You, In Times Of Hardship, Despair, Happiness, and Wellness! koi fikar kee baat hee nahi, ub se unth tak, I Promise!

 
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: May 26, 2009, 07:42:58 PM »
 Applause ApplauseKabhi kabhi kuch shaer itni gherai tak dil ko choo jate hai ke poocho mat...Bahaut bahaut acha likha hai Azeem bhaijan.. Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: May 26, 2009, 07:54:04 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping SmileyGOOD WORK LIL BRO!!
Logged
angel4u
Guest
«Reply #6 on: May 26, 2009, 08:00:14 PM »
Bahut khoob Azeem Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 27, 2009, 06:21:03 AM »
Bahut Bahut Khoob Azeem..Dil Se Likhi Gayi Hai Yeh Nazm..Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: May 27, 2009, 06:25:15 AM »
Bahut khoob Azeem  Applause Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #9 on: May 27, 2009, 06:29:53 AM »
bahut bahut khoob azeem ji and anjaan ji. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 27, 2009, 10:49:28 AM »
bahut achche azeem kya dil se likha hai mere dost.....

shayad kissii mukaam par tumse phir mulaqaat ho
main musafir hoon mujhe manzil kii talaash hai

Shukriya Salil bhai, And Nice Lines,.


Hume Bhi Intezaar Hai Us Mukhaam Ka,.
Jahaan Hamaari Mulakhaat Hogi,.

Main Rahoonga Tanha Us Mehfil Mein,.
Aur Tu Meri Jaan Kisi Aur Ke Saath Hogi,.

Zamaane Ke Liye To Wo Shaam Rangeen Hogi,.
Mere Liye Magar, Barbaadi Ki Rat Hogi,.

__________________________-Azeem-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: May 27, 2009, 10:50:10 AM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Very beautiful.... Bohot Khoob Azeem

Shukriya Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 27, 2009, 10:53:01 AM »
tumhaara dard sambhalne, rub ne ki c ko bheja hai iss zameen par...
main hoon tumhaari, tum mere, milna lihka thah kismat me humaara, kaheen na kaheen par.

Mille b tho iss tarhaan, k dil koh behte hum tumhaare dard kee hee gehrai mein...
maine sukun tumko diya, tumne sukun muhjko diya, yunhee tumhe ek "Azeem" tofa samhaj behte hum, iss ishq kee shehdai mein...

Dard ubto muazzi ka kissa hai, dard ko tum b bhulaado...
mere ashq le k, sanam, dil kee sub gard dhulaado!

I Am Forever With You, In Times Of Hardship, Despair, Happiness, and Wellness! koi fikar kee baat hee nahi, ub se unth tak, I Promise!

 
Bohat Achche Sidraah Ji,.
And Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: May 27, 2009, 10:56:00 AM »
Applause ApplauseKabhi kabhi kuch shaer itni gherai tak dil ko choo jate hai ke poocho mat...Bahaut bahaut acha likha hai Azeem bhaijan.. Applause Applause

Shukroya Rahim Bhai, Waise is Shaer Ko Bade Diol Se Likha, Dil Tak To Pahoonchna thaa Hi,.

Thank U Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: May 27, 2009, 10:57:06 AM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping SmileyGOOD WORK LIL BRO!!
Shukriya Didijaan,.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 06:34:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer