!!! Sukoon-e-Qabr !!!

by angel4u on May 14, 2007, 05:09:37 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 10
Print
Author  (Read 7655 times)
Pooja
Guest
«Reply #60 on: November 02, 2008, 03:46:02 AM »
shukaria Aryaan ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
woh aaye qabr par meri aur kehne lage..... by jianrangrej in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~~~~ Meri Qabr Bikharti Hai ~~~~ {Angel} by angel4u in Shayri-E-Dard
Qabr Main Sone De by Roja in Shayri-E-Dard
Qabr Ke Sannate _______________ {Angel} by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Teri Qabr Ke Qareeb Hum.. by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
sajid_ghayel
Guest
«Reply #61 on: November 02, 2008, 04:10:05 AM »
Meri qabr ki mitti ka zarra zarra ye gawahi deta hai,
meri wafaon pe shaq na kar, har sang ye sunke rota hia,
Isliye aaj naseeb hue hai ye qabr ke andherein mujhko,
tera chadaya hua phool na jaane kyon aaj kaante chubhota hia...
Tumse pyaar nahi zamane ko hamdardi hain
Par aaj tumne aye haseen had kar di hain
Mere phoolo ko nam dekar kato ka
Aasuo se meri aakh bhar di hain  tearyeyed
Logged
Pooja
Guest
«Reply #62 on: November 02, 2008, 05:04:50 AM »
wow good lines Sajid!!
Logged
angel4u
Guest
«Reply #63 on: November 02, 2008, 05:37:00 AM »
Aansuon ki chadar aaj humne bhi odhi hai,
teri chahaton ki aazmayish humne bhi ki hai,
sangdil nahi tu aaj ye maan bhi lein hum to,
Tere phoolon ki pankhdi aaj bhi kyon sang si hai...
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #64 on: November 02, 2008, 05:41:57 AM »
Aansuon ki chadar aaj humne bhi odhi hai,
teri chahaton ki aazmayish humne bhi ki hai,
sangdil nahi tu aaj ye maan bhi lein hum to,
Tere phoolon ki pankhdi aaj bhi kyon sang si hai...

bahut accha likha hai angel jii
Logged
angel4u
Guest
«Reply #65 on: November 02, 2008, 06:14:17 AM »
Thanks a lot Sonia...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #66 on: November 02, 2008, 06:38:34 AM »
Bahut Khoob Angel Ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #67 on: November 02, 2008, 08:39:04 AM »
Aansuon ki chadar aaj humne bhi odhi hai,
teri chahaton ki aazmayish humne bhi ki hai,
sangdil nahi tu aaj ye maan bhi lein hum to,
Tere phoolon ki pankhdi aaj bhi kyon sang si hai...
Na manna baat meri yeh to fitrat hain teri
Mari wafa ka tamasha karna aadat hain teri
Kabhi apni ana ko chod kar aa mere pass tu
Kal bhi thi aur aaj bhi tu mohabbat hain meri
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #68 on: November 02, 2008, 02:04:38 PM »
Bahot Badiya Angel Ji,.
Nice One Yaar,.
Yunhi Postings Karte Raho,.
Hume Sab In Achche Achche Kalaamon Se Nawaazte Raho,.
Khush raho,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #69 on: November 02, 2008, 02:06:13 PM »
Kaun Ataa Karega, Tumhe Sukoon-e-Qabar :"Azeem,.
Aate Hain Diya Jalaane Ke Bahaane, Dil Jalaa Jaate Hain,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #70 on: November 03, 2008, 02:34:43 AM »
Na manna baat meri yeh to fitrat hain teri
Mari wafa ka tamasha karna aadat hain teri
Kabhi apni ana ko chod kar aa mere pass tu
Kal bhi thi aur aaj bhi tu mohabbat hain meri


Meri ana to is qabr ki mitti mein dab ke reh gayi,
Teri berukhi se meri aakhri saansein bojh banke reh gayi,
Aaj kehta hai main aaj bhi mohabbat hoon teri aye sanam,
meri maut pe teri aankhein kyon ashqon se khaali reh gayi...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #71 on: November 03, 2008, 02:35:22 AM »
Thanks Rajesh ji and Azeem...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #72 on: November 03, 2008, 05:42:12 AM »
SHUKRIYA FRIENDS,

MERI QABR PE KABHI WAQT MILE TO CHALE
AANA, MERI ZINDAGI BHI ANDHERE ME GUJRI
AUR MOUT BHI, EK TAQALLUF KARNA ZARA APNE
HAATHON SE EK JALTA DIYA YAAHAN CHOD JANA,
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #73 on: November 03, 2008, 08:39:38 AM »
Meri ana to is qabr ki mitti mein dab ke reh gayi,
Teri berukhi se meri aakhri saansein bojh banke reh gayi,
Aaj kehta hai main aaj bhi mohabbat hoon teri aye sanam,
meri maut pe teri aankhein kyon ashqon se khaali reh gayi...

Ashk aakho me meri dhoondte ho
Kash mere dil me jhak ke dekha hota
Itna roya hain yeh kambakht maut pe teri
Sara alam isne dubo diya hota

Kis berukhi ki baat tum karti ho
Kya meri tarah kisi ne tumhe chaha hota
Yeh alam tha mere junoon-e-mohabbat ka
Tuje khuda manker GHAYEL ne sajda kar diya hota




Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #74 on: November 03, 2008, 10:15:54 AM »
NIce One Sajid Bhai,.
And Shally Ji,.
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 10
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 12:00:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer