Only SMS ...!!!

by Delicate_Doll on October 04, 2004, 06:28:32 AM
Pages: 1 ... 219 220 221 222 [223] 224 225 226 227 ... 500
Print
Author  (Read 634778 times)
arsenmen
Guest
«Reply #3330 on: October 25, 2005, 12:51:30 AM »
1 sardar bus ke intizar me khada tha,1 admi bike se jaraha tha,
admine pucha sir aap ko lift chahiye kya,    
sar: nahi mera ghar tho ground floor me hai
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3331 on: October 25, 2005, 12:52:39 AM »
Aapki har ada par marta hai dil,
Har waqt yaad aapko karta hai dil,
Khuda humse cheen na le aapki dosti,
Yehi soch kar darta hai dil.....
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3332 on: October 25, 2005, 12:53:39 AM »
Sania Mirza details:
DOB:15/10/86
Weight: 59 kgs.
height: 167 cm.
Color: normal Indian
Birth place: Hydrabad
boy frnd: SHAREEF.  
brother: you and others.
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3333 on: October 25, 2005, 12:54:39 AM »
SHAAM KI TANHAI ME KO NA JANA.
KISI KI MASTHI ME DOOB NA JAANA.
MILENGI ZAROOR KAL MANZIL THUME.
UNHE PA KAR IS NACHEEZ KO BOOL NA JANA....
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3334 on: October 25, 2005, 12:56:25 AM »
Hasi ke raste par chala karo,
khushiyon ki mahak liya karo,
pyar se dilonko chhua karo,
jahan tumhe gam nazar aaye,
es dost ko yad kiya karo.
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3335 on: October 25, 2005, 12:57:14 AM »
Kabhi saahil to kabhi samandar bano....

Kabhi apne mukaddar ka sikandar bano...
Kyunki tum bade bhakt ho Shri Ram ke,
khuda kare agle janam me tum BANDAR bano!!!
Logged
bybh
Guest
«Reply #3336 on: October 25, 2005, 07:05:37 AM »
Jhaakaas hai Shareef.... Apne messages ki posting karte rehna...
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3337 on: October 26, 2005, 01:02:39 AM »
Sitam sehne ki hadd hoti hai,
kisiko satane ki hadd hoti hai.
Sms karne ki koshish to kia karo,
yuhi sms pad kar mobile jeb me dalne ki bhi hadd hoti hai.
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3338 on: October 26, 2005, 01:12:57 AM »
Har khwab mein tumko pate hain hum.
Aankh khulte he tumko khote hai hum.
Har pal tumko pana chahte hai hum.
Isliye hamesha ke liye sona chahte hai hum....... !
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3339 on: October 26, 2005, 01:14:58 AM »
How does a sardar take a bath during winters - he stands in front of a mirror ,
throws water on the mirror and
says-lo nahalo sardarji.
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3340 on: October 26, 2005, 01:15:57 AM »
Pehli Mohabbat mein Khata kar raha hoon;
kisi Bewafa se Wafa kar rha hoon;
Wo Thukraye to kya hua mere KHUDA..
Tu hi mila de Tujhse Dua kar raha hoon....
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3341 on: October 26, 2005, 01:20:08 AM »
. ' 12 ' .
9   !/   3
 ' . 6 . '

. ' 12 ' .
9   !/  3
 ' . 6 . '

. ' 12 ' .
9  !/    3
 ' . 6 . '

DEKH KYA RAHE HO YAR MERI GHADI KHARAB HO GAI HAI




 JARA TIME BATANA.
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3342 on: October 26, 2005, 01:20:48 AM »
A DOCTOR
can
save
my lyf
A LAWYER
can
defend
my lyf
A SOLDIER
can
giv me a
peaceful lyf

but
only a

Friend lyk u
can
giv me ur
Wife.
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3343 on: October 26, 2005, 01:22:19 AM »
Mat puch meri jaan
me tujhe kitne paigam likhta hu
kalam bhi pagal ho jati hai
jab me tera naam likhta hu
Logged
arsenmen
Guest
«Reply #3344 on: October 26, 2005, 01:25:03 AM »
Ek Aishwarya thi diwani si, ek Sharukh pe vo marti thi, najre jhukake sharma k Hrithik ki galiyon se gujarti thi, Chori Chori Chupke Chupke SaLman ko Chittie likhti thi, kuch kehna tha Ajay se, par shayad Sunny se vo darti thi, jab bhi milti thi Vivek se sirf yeh pucha karti thi: SHAREEF Kahan Rehata Hai?
Logged
Pages: 1 ... 219 220 221 222 [223] 224 225 226 227 ... 500
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
July 22, 2025, 11:54:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer