**Dil Hi Dil Mein**

by honeyrose on January 10, 2009, 04:15:19 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2588 times)
honeyrose
Guest
Tu Hi To Jannat Meri, Tu Hi Mera Junnon
Tu Hi To Mannat Meri, Tu Hi Rooh Ka Sukun
Tu Hi Ankhiyon Ki Thandak, Tu Hi Dil Ki Hai Dastak
Aur Kuch Na Janu Mein, Bas Itna Hi Jaanu..
 Tujhe Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karu
Sajde Sae Jhukta Hai, Yaara Mein Kya Karu
Tujhe Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karu..

Kaise Hai Yeh Doori, Kaise Majboori
Mene Nazaron Se Tujhe Choo Liya
Kabhi Teri Khusboo, Kabhi Teri Baatein
Bin Maange Yeh Jahan Pa Liya
Tu Hi Dil Ki Ha Rounak, Tu Hi Janmon Ki Daulat
Aur Kuch Na Janu, Bas Itna Hi Janu..
 Tujhe Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karu
Sajde Sae Jhukta Hai, Yaara Mein Kya Karu
Tujhe Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karu..

Vaasdi Vaasdi Vaasdi, Dil Di Dil Vich Vaasdi
Naasdi Naasdi Naasdi, Dil Ro Ve The Naasdi
Rab Ne... Bana Di Jodi.....
Vaasdi Vaasdi Vaasdi, Dil Di Dil Vich Vaasdi
Naasdi Naasdi Naasdi, Dil Ro Ve The Naasdi

Cham Cham Aaye, Mujhe Tarshaye
Tera Shaya Ched Ke Chumta..
O O, Tu Jo Muskaye, Tu Jo Sharmaye
Jaise Mera Hai Khuda Jhomta..
Tu Hi Meri Barkart, Tu Hi Meri Ibaadat
Aur Kuch Na Janu, Bas Itna Hi Janu..
 Tujhe Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karu
Sajde Sae Jhukta Hai, Yaara Mein Kya Karu
Tujhe Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karu

Vaasdi Vaasdi Vaasdi, Dil Di Dil Vich Vaasdi
Naasdi Naasdi Naasdi, Dil Ro Ve The Naasdi
Rab Ne... Bana Di Jodi.....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: January 10, 2009, 04:17:08 PM »
Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas
Tu Aa Gayee Mann Ko Raas Raas
Ab To Tu Aa Ja Paas Paas
Hai Guzarish

Hai Haal To Dil Ka
Tang Tang
Tu Rang Ja Mere
Rang Rang
Bas Chalna Mere
Sang Sang
Hai Guzarish

Kehe De Tu Haan To Zindagi
Jharno Si Chhoot Ke Hansegi
Moti Hongi Moti Rahon Mein
Yai… Yai… Yai
Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas
Tu Aa Gayee Mann Ko Raas Raas
Ab To Tu Aa Ja Paas Paas
Hai Guzarish

Sheeshe Ke Khwaab Leke
Raaton Mein Chal Raha Hoon
Takraa Na Jaoon Kahin
Aasha Ki Lau Hai Roshan
Phir Bhi Toofa Ka Dar Hai
Lau Bhujh Na Jaaye Kahin
Bas Ek Haan Ki Guzarish
Phir Hogi Khushiyon Ki Baarish

Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas
Tu Aa Gayee Mann Ko Raas Raas
Ab To Tu Aa Ja Paas Paas
Hai Guzarish

Hmmm…….hmmm…..hmmm
Hmmm…hmmm…hmmm
Ooo…ooo…

Chanda Hai Aasman Hai
Aur Baadal Bhi Ghaney Hain
Yeh Chanda Chhup Jaaye Na
Tanhayee Das Rahi Hai
Aur Dhadhkan Badh Rahi Hai
Ek Pal Bhi Chaein Aaye Na
Kaisi Ajab Daastan Hai
Bechainiyaan Bas Yahan Hain

Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas
Tu Aa Gayee Mann Ko Raas Raas
Ab To Tu Aa Ja Paas Paas
Hai Guzarish

Hai Haal To Dil Ka
Tang Tang Tu Rang Ja Mere
Rang Rang Bas Chalna Mere
Sang Sang Hai Guzarish

Keh De Tu Haan To Zindagi
Jharno Si Chhoot Ke Hansegi
Moti Honge Moti Rahon Mein
Yai…yai…yai…

Tu Meri Adhuri Pyaas Hai
Hmmm…hmmm…hmmm…
Hmmm…hmmm…hmmm…
O’ho…O’ho…
O’ho…O’ho…
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: January 26, 2009, 12:36:52 PM »
Laage Re Laage Re Laage Laage Re Nayanwa Laage Re Laage Re 
 jab Se Tere Naina Mere Naino Se Laage Re 
Tabse Deewaana Huwa, Sabse Begaan Huwa
Rab Bhi Deewaana Laage Re 
Jab Se Tere Naina Mere Naino Se Laage Re

Deewaana Yeh Toh Deewaana Laage Re 
Ho O O Jabse Mila Hai Tera Ishaara Tabse Jagi Hain Bechainiya 
Jabse Huyi Sarghoshiya Tabse Badhi Hai Madhoshiyaan
Jabse Jude Yaara Tere Mere Mann Ke Dhaage Re
Tabse Deewaana Huwa, Sabse Begaan Huwa
Rab Bhi Deewaana Laage Re 

Jabse Huyi Hai Tujhse Sharaarat, Tabse Gaya Hai Chain O Karaar 
Jabse Tera Aanchal Dhala, Tabse Koi Jaadu Chala
Jabse Tujhe Paaya Yeh Jiya Dhak-dhak Bhaage Re
Tabse Deewaana Huwa, Sabse Begaan Huwa
Rab Bhi Deewaana Laage 
Jab Se Tere Naina Mere Naino Se Laage Re....
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #3 on: January 29, 2009, 12:59:54 PM »
DEAR ROSE,

HOW R U. HOPE YOU ARE ENJOYING YOUR LIFE.

I WAS SEARCHING OF THESE SONGS. REALLY GREAT TO SHARING WITH US THESE BEAUTIFUL FEELINGS.

THANK YOU VERY MUCH.

KEEP IN TOUCH.

PREM
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: February 01, 2009, 08:38:57 AM »
DEAR ROSE,

HOW R U. HOPE YOU ARE ENJOYING YOUR LIFE.

I WAS SEARCHING OF THESE SONGS. REALLY GREAT TO SHARING WITH US THESE BEAUTIFUL FEELINGS.

THANK YOU VERY MUCH.

KEEP IN TOUCH.

PREM

Thank you prem ji for liking my collection songs...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: February 01, 2009, 08:43:48 AM »
Tum ho to gata hai dil
Tum nahi to geet khaan
Tum ho to hai sab hasil
Tum nahi to kya hai yahan

Tum ho to hai sapno ke jaisa hasin ek sama

Jo tum ho to
Yeh lagta hai
Ki mil gaya har khushi
Jo tum na ho
Yeh lagta hai
Ki har khushi main hai kami
Tum ko hai mangti

Yeh zindagi

Tum ho to
Rahein bhi hai
Tum nahi to raste khan
Tum ho to yahan sabhi hai hai
Tum nahi to kaun yahan

Tum ho to hai
Har ek pal meherban
Yeh jahaan

Jo tum ho to hawa main bhi
Mohabbaton main rang hai
Jo tum na ho

To phir koi na josh na umang hai

Tum mile to mileee
Yeh zingagi
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: February 01, 2009, 08:47:56 AM »
Rehna Tu
Hai Jaisa TU
Thoda sa dard tu
Thoda Sukun

Rehna Tu
Hai Jaisa TU
Dheema Dheema jhonka
Ya phir junoon
Thoda sa reshma
Tu humdam
Thoda sa khurdura
Kabhi daud jaye
Ya lad jaye
Ya khushboo se bhara

Tujhe badalna na chahoon
Rati bhar bhi sanam
Bina sajawat milawat
Na jyaada na hi kaam

Tuhje chaahon jaisa hai tu
Mujhe teree barish mein beegna hai ghuljana hai
Tujhe chaahon jaisa hai tu
Mujhe tere lapat mein jalna rakh ho jana hai

Tu zakham de agar
Marham bhi aakar tu lagaaye

Zakham mein bhi mujhko pyaar aaye

Dariya o dariya
Doopne de mujhe dariya
Doopne de mujhe dariya

Rehna Tu
Hai Jaisa TU
Thoda sa dard tu
Thoda Sukun

Rehna Tu
Hai Jaisa TU
Dheema Dheema jhonka
Ya phir junoon
 

Haath tham chalna hi
To dono ke daye haath sang kaise
Haath tham chalna hi
To dono ke daye haath sang kaise

Ek daaya hoga ek baaiya hoga
Tham le haath yeh thaam le
Chalna hai sang tham le

Rehna Tu
Hai Jaisa TU
Thoda sa dard tu
Thoda Sukun

Rehna Tu
Hai Jaisa TU
Dheema Dheema jhonka
Ya phir junoon
 
Thoda sa reshma
Tu humdam
Thoda sa khurdura
Kabhi daud jaye
Ya lad jaye
Ya khushboo se bhara

Tujhe badalna na chahoon
Rati bhar bhi sanam
Bina sajawat milawat
Na jyaada na hi kaam


Tuhje chaahon jaisa hai tu
Mujhe teri barish mein beegna hai ghuljana hai
Tujhe chaahon jaisa hai tu
Mujhe teri lapat mein jalna rakh ho jana hai
 
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: February 01, 2009, 08:52:33 AM »
Aisi deewangi

Dekhi nahin kahin
Maine iss liye

Aisi deewangi dekhi nahin kahin
Maine iss liye, jaane jaana, deewana
Tera naam rakh diya, tera naam rakh diya
Haan, naam rakh diya, tera naam rakh diya

Mera naseeb hai jo mere yaar ne
Haske pyaar se, bekhudi mein deewana
Mera naam rakh diya, mera naam rakh diya
Haan, naam rakh diya, mera naam rakh diya

Tune pehli nazar mein sanam mere dil ko churaaya
Oh, tune pehli nazar mein sanam mere dil ko churaaya

Oye, duniya se paraayi tujhe apna banaaya

Bina dekhe tujhe ab na aaye qaraar

Har ghadi hai mujhe ab tera intezaar
Aisi deewangi dekhi nahin kahin
Maine iss liye, jaane jaana, deewana
Tera naam rakh diya, tera naam rakh diya
Haan, naam rakh diya, tera naam rakh diya

Teri chaahat ki chaandi meri aankhon mein bas gayi -

Yeh khushboo tere jism ki meri saanson mein bas gayi

Tu meri aarzoo, tu hai meri vafaa

Zindagi mein kabhi ab na honge judaa
Aisi deewangi dekhi nahin kahin
Maine iss liye, jaane jaana, deewana
Tera naam rakh diya, tera naam rakh diya
Haan, naam rakh diya, tera naam rakh diya

Mera naseeb hai jo mere yaar ne
Haske pyaar se, bekhudi mein deewana
Mera naam rakh diya, mera naam rakh diya
Haan, naam rakh diya, mera naam rakh diya

Jaane jaana, deewana
Tera naam rakh diya
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: February 01, 2009, 08:54:49 AM »
Kahin to.. kahin to.
Hogi woh
Duniya jahan tu mere saaath hain

Chaha mein chaha tu
Aur jaan bas tere mere zajbaat hain
Hogi jahan saba teri
Palkon ki kirano mein
Lori jahan chand ki
Sune teri bahon mein...

 Jane na kahan woh duniya hai
Jane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Inti kafa nahi 

Saasein kho gai hai kiski aahon mein
Mein kho gai hoon jane kiski baahon mein
Manzilon se rahe dhondte chali
Aur kho gai hai manzil kahin rahon mein
Kahin to kahin to hai nasha
Teri meri har mulakat mein
Hoton se hoton ko
Chumti o rehete hai hum har baat pe
Kehti hain fiza jahan
Teri zaameen aasman
Lyricsmasti
Jahan hai tu
Meri hasi meri khushi
Meri jaan

 Jane na kahan woh duniya hai
Jane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Inti kafa nahi 
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #9 on: February 01, 2009, 01:29:53 PM »
hogaya hai tujko to pyaar sajana laakh karde tu inkraar sajana .......

Nice roxy...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: February 01, 2009, 01:32:16 PM »
Raaton Raat Tara Koi Chand Ya Sitara Koi
Gire To Utha Lena, O Suniyon Re
Tara Chamkila Hoga Chand Sharmila Hoga
Nath(Nose) Mein Laga Lena
Zara Si Sawwari Hai Woh
Zara Si Baawri Hai Woh
Woh Surme Ki Tarah Meri
Aankhon Mein Hi Rehti Hai..
Subah Ke Khawab Se Udai Hai
Palkon Ke Neeche Chupai Hai
Mano Na Mano Tum
Sote Sote Khawabon Mein Bhi Khawab Dikhati Hai
Mano Na Mano Tum
Pari Hai Woh Pari Ki Kahaniyan Sunati Hai
 Khuda Ya Kaire, Khuda Ya Kaire

Raaton Raat Tara Koi Chand Ya Sitara Koi
Gire To Utha Lena, O Suniyon Re
Tara Chamkila Hoga Chand Sharmila Hoga
Nath(Nose) Mein Laga Lena
Tu Hawa Mein Zameen
Tu Jahan Mein Wohin
Jab Ude Mujhe Le Ke Kyon Udti Nahi
Tu Ghata Mein Zameen
Tu Kahin Mein Kahin
Kyon Kabhi Mujhe Le Ke Kyon Barasti Nahi
Zara Sa Sawwara Hai Woh
Zara Sa Bawwara Hai Woh
Woh Surme Ki Tarah Meri
Aankhon Mein Hi Rehti Hai
Subah Ke Khawab Se Udai Hai
Palkon Ke Neeche Chupai Hai
Mano Na Mano Tum
Sote Sote Khawabon Mein Bhi Khawab Dikhati Hai
Mano Na Mano Tum
Pari Hai Woh Pari Ki Kahaniyan Sunati Hai
 Khuda Ya Kaire, Khuda Ya Kaire

Jab Dannt Mein Ungli Dabaye
Ya Ungli Pe Lat Liptaye
Badal Yeh Nichadta Jaye, Hooo
Kuch Kar Ke Woh Baat Ko Taale
Jab Maathe Pe Woh Bal Dale
Amber Yeh Sukhata Jaye, Hooo
Woh Jab Nakum Kutarti Hai
To Chanda Ghatne Lagta Hai
Woh Pani Per Kadam Rakhe
Sagar Bhi Hat Jata Hai
Subah Ke Khawab Se Udai Hai
Palkon Ke Neeche Chupai Hai
Mano Na Mano Tum
Sote Sote Khawabon Mein Bhi Khawab Dikhati Hai
Mano Na Mano Tum
Pari Hai Woh Pari Ki Kahaniyan Sunati Hai
 Khuda Ya Kaire, Khuda Ya Kaire
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: February 01, 2009, 02:14:54 PM »
dil Dil Dil Mein Basa Hai Pyaar, Aur Aankhon Mein Tu Hi Tu
Main Main Main Kuchh Nahi Hoon, Jo Na Ho Tu Mujhase Rubaru
Tum Mudake Dekho Dur Tak Hai Pairon Ke Nishaan
Jaane Kahaan Khatam Hai, Kahaan Dastaan Shuru
Rubaru Rubaru Rubaru Rubaru.........

Dil Dil Dil Mein Basa Hai Pyaar, Aur Aankhon Mein Tu Hi Tu
Main Main Main Kuchh Nahi Hoon, Jo Na Ho Tu Mujhase Rubaru
Dur Na Jaana Kabhi, Chaahe Jo Baat Ho
Ruthana Tu Pal Do Pal, Phir Dono Saath Ho
Rubaru Rubaru Rubaru Rubaru.........

Dil Mein Basa Hai Pyaar, Aur Aankhon Mein Tu Hi Tu
Main Kuchh Nahi Hoon Jo Na Ho, Tu Mujhase Rubaru
Rubaru Rubaru Rubaru Rubaru.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #12 on: February 01, 2009, 05:58:27 PM »
Maine Tumse Pyar Bahut Kiya
Mera Tumse Pyar Ab Nahi
Tera Aeitbaar Bahut Kiya
Tera Aeitbaar Ab Nahi 

Tu Hain Bewafaa Mujhe Hain Khabar
Jaata Hain Kaha Pher Ke Nazar
Tujhko Miley Khushiyan Teri
Tanhaai Hain Duniya Meri
Tera Intezaar Bahut Kiya
Tera Intezaar Ab Nahi
Maine Tumse Pyar Bahut Kiya
Mera Tumse Pyar Ab Nahi

Tumse Kaha Tha Maine
Mujhse Wafaye Karna
Tum Ho Meri Amaanat
Mujhse Daga Nahi Karna 
Tujhpe Jaan Nisaar Bahut Kiya
Tujhpe Jaan Nisaar Ab Nahi
Tera Aeitbaar Bahut Kiya
Tera Aeitbaar Ab Nahi
Maine Tumse Pyar Bahut Kiya
Mera Tumse Pyar Ab Nahi
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: February 01, 2009, 06:00:09 PM »
Barsaat Ke Din Aaye Mulaqat Ke Din Aaye
Betaabiyon Ke Sharaare Beetche Hain
Yeh Saawan Ki Rimjhim Jhadi Hain
Kadam Bekhudi Mein Behakne Lage Hain
Yeh Madhoshiyon Ki Ghadi Hain
Barsaat Ke Din Aaye. Mulaqat Ke Din Aaye
Hum Soch Mein The Jinke Us Raat Ke Din Aaye
Barsaat Ke Din Aaye Barsaat Ke Din Aaye
Jalte Rahe Hum Khayalo Ke Lau Se, Sahi Humne Barso Judaai
Cham Cham Barasti Suhani Ghata Ne, Ajab Si Agan Hain Lagai
Barsaat Ke Din Aaye. Mulaqat Ke Din Aaye
Hum Soch Mein The Jinke, Us Raat Ke Din Aaye
Barsaat Ke Din Aaye, Barsaat Ke Din Aaye

Na Tum Hosh Mein Ho Na Hum Hosh Mein Hain
Behak Jaaye Na Tum Sambhalo Hamein
Gujarish Yahi Hain Tamannao Ki
Sanam Baajuo Mein Tha Lo Humein
Jasbaat Ke Din Aaye Mulaqat Ke Din Aaye
Hum Soch Mein The Jinke Us Raat Ke Din Aaye
Barsaat Ke Din Aaye Barsaat Ke Din Aaye
 
Deewani Deewani Jawani Mastani
Garm Saanson Emin Toofan Hain
Deewana Deewana Sama Hain Deewana
Jara Si Chahat Bhi Beimaan Hain

Dhua Sa Uthe Hain Kahi Jism Se
Kaho Baadlo Se Baraste Rahe
Saha Jaaye Na Yeh Judaai Ka Gum
Bhala Kab Talak Hum Taraste Rahey
Baraat Ke Din Aaye Mulaqat Ke Din Aaye
Hum Soch Mein The Jinke Us Raat Ke Din Aaye
Barsaat Ke Din Aaye Barsaat Ke Din Aaye
Barsaat Ke Din Aaye
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #14 on: February 21, 2009, 01:42:04 PM »
Dost dost na raha, pyaar pyaar naa raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha,  aitbaar na raha

Amaanatein main pyaar ki, gaya tha jisko saunp kar
Woh mere dost tum hi the, tumhi to the
Jo zindagi ki raah me bane the mere hamsafar
Woh mere dost tum hi the, tumhi to the
Saare bhed khul gaye, raazdaar na raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha
Dost dost na raha...

Safar ke waqt mein palak pe motiyo ko taulti
Woh tum na thi to kaun tha tumhi to thi
Nashe ki raat dhhal gayi ab khumaar na raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha
Dost dost na raha...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 01:05:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer