Meri Maa Ki Godd,.

by Jaanasheen on April 09, 2009, 11:34:13 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4055 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
Reply with quote

Kal Maine Apni Ammi Ke Haaton Se Khaana Khaya, Mujeh Bohat KHushi Hui, Aur Maine Meri Ammi Ke Liye, Ye Shayari Banaai, Umeed Hai, Sab ko, Ek Pal Ke Liye, Unki Ammi Zaroor Yaad Aayengi,.

Meri Maa Ki Godd Mere Liye, Sadaa Khuli Rahe,.
Mere Maa Ke Aangan Mein Khushiyaan Yunhi Bhari Rahe,.

Thakkar Jab Maa Ke Paas Main Jaaoon,.
Use Dekhkar Nazrein Jhukaaoon,.
Mujhe Dekhkar, Uske Chehre Par Khushi Rahe,.
Meri Maa Ki Godd Mere Liye, Sadaa Khuli Rahe,.

Meri Maa Ko Kabhi Main, Rone Na Doon,.
Use Kabhi Bhooka, Ab Main Sone Na Doon,.
Budhaape Ka Use Ehsaas Na Ho, Dulhan Ki Tarah o Saji Rahe,.
Meri Maa Ki Godd Mere Liye, Sadaa Khuli Rahe,.

Paalkar Mujhe, Ek Khabeel Insaan Banaaya Jisne,.
Nanhi Si Jaan, Ko Faulaad Banaakar Khadaaya Jisne,.
Uski Khidmat Ke Liye, Meri Palkein Sadaa Bichi Rahe,.
Meri Maa Ki Godd Mere Liye, Sadaa Khuli Rahe,.

Ya Rab, Mere Maa-Baap Ko Tu Chaand Sitaaron Ki Umar De De,.
Har Gunaah Baksh De Inke, Inhe Jannath Mein Tu Ghar De De,.
Teri Rehmat Sadaa Mere Maa-Baap Par Padi Rahe,.
Meri Maa Ki Godd Mere Liye, Sadaa Khuli Rahe,.

______________________________-Jaanasheen-

Logged
Talat
Guest
«Reply #1 on: April 09, 2009, 11:44:41 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot Khoob Azeem.....bohot achcha laga padh ke
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: April 09, 2009, 11:46:05 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot Khoob Azeem.....bohot achcha laga padh ke

Shukriya Talat Sis,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #3 on: April 09, 2009, 11:48:22 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause

Bahoot bahoot khoob Janasheen. Superb! notworthy notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: April 09, 2009, 11:49:24 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause

Bahoot bahoot khoob Janasheen. Superb! notworthy notworthy

Shukriya Sophi JI,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #5 on: April 09, 2009, 12:11:53 PM »
Reply with quote
Oh yaar Chote bada masti ke mood me tha aaj, par ammi ki yaad ne dil udas kar diya. Pardes me huna aur waise bhi ammi ke hath me chot bhi lagi hain halka sa fracture hain dua karna ammi jald theek ho jaye...... Crying pehle likha hua ek kalam
 
yaha dobara share kar raha hu...ma ke liye to kuch bhi likho jaisa likho woh har kalam ka IMAM hota hain...

Meri MA tujhe main kya kahu
Main aaj jo bhi hu woh tera kamal hain
Mera lal jane kaisa ho
Har waqt tere labo pe yeh sawal hain

Koi kahe jo mujhko bhala bura
Karti tu bada bavaal hain
Meri himmat bhi tu taqat bhi tu
Karti hifazt meri,  MA tu hi meri dhaal hain

Mera achcha bura meri har pasand
Ka tujhko bohat khayaal hain
Main kahu bhi na aur woh sun bhi le
Kuch aisa MA tere dil ka haal hain

Kya kya na usne saha meri ek hasi ke waste
Pal mahina din nahi Qurbaniya uski salo saal hain
Mai kaise karu MA tera shukriya
Teri mamta se GHAYEL mala_maal hain

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #6 on: April 09, 2009, 12:16:14 PM »

Allah Kareem Ammi Ko Jald Hi Sehat Bakshe, Aur Unke Haath Ko Jald Hi Theek Kare Aameen,.

Allah Tumhari Khurbaaniyon Ka Silaa De, Aameen,.
And Nice One Bhai, Ye Pehle Bhi Pardha Maine, Aur Ab Bhi Pardkar Dil Khush Hua,.
Logged
diya786
Guest
«Reply #7 on: April 10, 2009, 11:45:41 AM »
Reply with quote
Too good Azeem
really  nice Applause Applause

Aur Sajid Shab meri dua hai ki Allah aapki ammi ko sehat bakhshe'in
khoob likha hai aapne apne jazbaaton ko
Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #8 on: April 10, 2009, 11:50:13 AM »
Reply with quote
Shukriya Kashish Ji, Hamaraa Haulsa Badhaane Ke Liye,.

Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #9 on: April 24, 2009, 04:04:57 PM »
Reply with quote

Teri Godd Se Badkar Mera Jahaan Nahi,.
Tere Aanchal Se Bada Ye Aasmaan Nahi,.

Dekhi Maine Duniya Aankhon Mein Tere,.
Tere Bin Duniya Mein Meri Pehnchaan Nahi,.

Tujhse Hai Meri Saanson Ka Silsilaa Maa,.
Jo Tu Nahi, To Azeem Ke Jism Mein Bhi Jaan Nahi,.

Tera Reham, Tera Karam, Ki Kya Missal Doon,.
Tere Jaisa, Koi Bhi Duniya Mien Meharbaan Nahi,.

_____________________-Jaanasheen-

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #10 on: April 24, 2009, 04:10:46 PM »
Reply with quote

Kal Maine Apni Ammi Ke Haaton Se Khaana Khaya, Mujeh Bohat KHushi Hui, Aur Maine Meri Ammi Ke Liye, Ye Shayari Banaai, Umeed Hai, Sab ko, Ek Pal Ke Liye, Unki Ammi Zaroor Yaad Aayengi,.

Meri Maa Ki Godd Mere Liye, Sadaa Khuli Rahe,.
Mere Maa Ke Aangan Mein Khushiyaan Yunhi Bhari Rahe,.

Thakkar Jab Maa Ke Paas Main Jaaoon,.
Use Dekhkar Nazrein Jhukaaoon,.
Mujhe Dekhkar, Uske Chehre Par Khushi Rahe,.
Meri Maa Ki Godd Mere Liye, Sadaa Khuli Rahe,.

Meri Maa Ko Kabhi Main, Rone Na Doon,.
Use Kabhi Bhooka, Ab Main Sone Na Doon,.
Budhaape Ka Use Ehsaas Na Ho, Dulhan Ki Tarah o Saji Rahe,.
Meri Maa Ki Godd Mere Liye, Sadaa Khuli Rahe,.

Paalkar Mujhe, Ek Khabeel Insaan Banaaya Jisne,.
Nanhi Si Jaan, Ko Faulaad Banaakar Khadaaya Jisne,.
Uski Khidmat Ke Liye, Meri Palkein Sadaa Bichi Rahe,.
Meri Maa Ki Godd Mere Liye, Sadaa Khuli Rahe,.

Ya Rab, Mere Maa-Baap Ko Tu Chaand Sitaaron Ki Umar De De,.
Har Gunaah Baksh De Inke, Inhe Jannath Mein Tu Ghar De De,.
Teri Rehmat Sadaa Mere Maa-Baap Par Padi Rahe,.
Meri Maa Ki Godd Mere Liye, Sadaa Khuli Rahe,.

______________________________-Jaanasheen-

Sach Kahoon Azemm,Yeh Nazm Padhkar,Meri Aankhein Nam si Ho gayi..Har ek lafz Dil Pe utra hai..
bahut bahut khoob Bhai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #11 on: April 24, 2009, 04:13:46 PM »
Reply with quote
Oh yaar Chote bada masti ke mood me tha aaj, par ammi ki yaad ne dil udas kar diya. Pardes me huna aur waise bhi ammi ke hath me chot bhi lagi hain halka sa fracture hain dua karna ammi jald theek ho jaye...... Crying pehle likha hua ek kalam
 
yaha dobara share kar raha hu...ma ke liye to kuch bhi likho jaisa likho woh har kalam ka IMAM hota hain...

Meri MA tujhe main kya kahu
Main aaj jo bhi hu woh tera kamal hain
Mera lal jane kaisa ho
Har waqt tere labo pe yeh sawal hain

Koi kahe jo mujhko bhala bura
Karti tu bada bavaal hain
Meri himmat bhi tu taqat bhi tu
Karti hifazt meri,  MA tu hi meri dhaal hain

Mera achcha bura meri har pasand
Ka tujhko bohat khayaal hain
Main kahu bhi na aur woh sun bhi le
Kuch aisa MA tere dil ka haal hain

Kya kya na usne saha meri ek hasi ke waste
Pal mahina din nahi Qurbaniya uski salo saal hain
Mai kaise karu MA tera shukriya
Teri mamta se GHAYEL mala_maal hain

Bahut Bahut Khoob Sajid Bhai.. Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #12 on: April 24, 2009, 04:14:45 PM »
Reply with quote
Sach Kahoon Azemm,Yeh Nazm Padhkar,Meri Aankhein Nam si Ho gayi..Har ek lafz Dil Pe utra hai..
bahut bahut khoob Bhai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Maa Hoti Hi Aisi Hai Bhai, Jiska Tazakara Bhi Kare To KHushi Se Aansoon Nikal Aate Hain,.
May Allah Bless Or Parents,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #13 on: April 24, 2009, 04:15:57 PM »
Reply with quote

Teri Godd Se Badkar Mera Jahaan Nahi,.
Tere Aanchal Se Bada Ye Aasmaan Nahi,.

Dekhi Maine Duniya Aankhon Mein Tere,.
Tere Bin Duniya Mein Meri Pehnchaan Nahi,.

Tujhse Hai Meri Saanson Ka Silsilaa Maa,.
Jo Tu Nahi, To Azeem Ke Jism Mein Bhi Jaan Nahi,.

Tera Reham, Tera Karam, Ki Kya Missal Doon,.
Tere Jaisa, Koi Bhi Duniya Mien Meharbaan Nahi,.

_____________________-Jaanasheen-

Phir se, bahut Bahut Khoob Mere Bhai.. Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: April 24, 2009, 04:18:33 PM »
Reply with quote
Phir se, bahut Bahut Khoob Mere Bhai.. Applause Applause Applause

Shukriya Bhai,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 05:30:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer