Baat baat mein baat.....

by SURESH SANGWAN on May 21, 2010, 06:20:04 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2593 times)
SURESH SANGWAN
Guest
Reply with quote
Jab baat baat mein chal jaati hai koi baat.
 To baat baat mein nikal aati hai nai baat.

Baat baat mein uuth jaate hain zaroori sawalaat.
Baat baat mein ho jaata hai unka samaadhaan.

Kabhi baat baat mein nikal jaati hai wo baat.
Amal mein laate hi ho jaati hai karaamaat .

Baat baat mein door tak chali jaati hai baat.
Lakh karo peechha haath nahi aati hai baat.

Kabhi baat baat mein ho jaate hain aise halaat.
To baat baat mein jam ke baras jaate hain zazbaat.

Ghataon si ghir ke aa jaati hai yadon ki barsaat.
Yaad yaad mein unse ho jaati hai mulakaat.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Woh baat baat mein.... by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Roz, har baat mein, 'haan' - 'naa' kyaa hai? by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Baat sey baat chhupaaou, to kuchh kahoon tum sey! by abdbundeli in Ghazals
Ghazal:maiN baat dil se kahta huuN yah baat merii maaniYe! by divyam in Ghazals
Baat se baat niklegi...manju by manjum in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: May 21, 2010, 06:59:39 AM »
Reply with quote
Wah Suresh ji bahut baddiya,wonderful creation.great work.excellent Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #2 on: May 21, 2010, 07:04:21 AM »
Reply with quote
Thanks a lot for liking it madhuweshji. icon_flower icon_flower
Wah Suresh ji bahut baddiya,wonderful creation.great work.excellent Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: May 21, 2010, 08:34:39 AM »
Reply with quote
Kya baat baat mein kah dali hai aap ne bahut se baat
Bahut khoob Suresh Ji
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #4 on: May 21, 2010, 08:39:52 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Rajesh ji.pasand farmaane ka. icon_flower icon_flower
Kya baat baat mein kah dali hai aap ne bahut se baat
Bahut khoob Suresh Ji
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #5 on: May 21, 2010, 12:43:47 PM »
Reply with quote
Bahut acchi baat keh gaye aap baaton hi baaton mein  Thumbs UP  Thumbs UP  Thumbs UP
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 21, 2010, 02:53:36 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob!!!

Kuch Alag, Kuch hatke..

Dilchasp Creation Hai Sureshji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #7 on: May 21, 2010, 03:44:46 PM »
Reply with quote
baaton baaton mein shukriya thegrimreaper ji. icon_flower icon_flower
Bahut acchi baat keh gaye aap baaton hi baaton mein  Thumbs UP  Thumbs UP  Thumbs UP
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #8 on: May 21, 2010, 03:46:22 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya khwaishji.aapko hatke aur achha lagaa. icon_flower icon_flower icon_flower
Bahut Bahut Khoob!!!

Kuch Alag, Kuch hatke..

Dilchasp Creation Hai Sureshji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
neelgold
Guest
«Reply #9 on: May 21, 2010, 11:14:09 PM »
Reply with quote
Baat baat main aap bhut se batain keh GYae Suresh ji...

Gud one relly !!!!!!!!!!!!!!!!!!

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #10 on: May 23, 2010, 04:19:21 PM »
Reply with quote
thanks neel ji,for liking it.
Baat baat main aap bhut se batain keh GYae Suresh ji...

Gud one relly !!!!!!!!!!!!!!!!!!


Logged
nirala
Guest
«Reply #11 on: June 17, 2011, 05:41:25 PM »
Reply with quote
wah……
kya baat kya baat…
baat baat me dikh gaye sare zazbaat…
ye baat wo baat kya baat…
bht pyari baat…
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #12 on: June 18, 2011, 09:05:07 AM »
Reply with quote
shukriya bahut 2 aapki kya baat.
aapne to keh di baat pe baat.

 icon_flower icon_flower icon_flower
wah……
kya baat kya baat…
baat baat me dikh gaye sare zazbaat…
ye baat wo baat kya baat…
bht pyari baat…

Logged
nirala
Guest
«Reply #13 on: June 18, 2011, 09:55:47 AM »
Reply with quote
baat baat me kbi kbi
pad jaati hai laat

ho jaati hai bhot joro se
mukkon aur juton ki barsaat

baat se banti baat
baat se bigde baat

yaara tm rahna hardum saath
tujhme hai kuch aur hi khaas baat………
shukriya bahut 2 aapki kya baat.
aapne to keh di baat pe baat.

 icon_flower icon_flower icon_flower

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #14 on: June 18, 2011, 10:00:45 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya izzat afzahi ka nirala ji.
aur haan bahut achha likha hai baat ko aage badhya hai,
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


jab baat mein chal jaye laat.
hone lage mukko ki barsaat.

dikha de tumko koi hawalaat.
to bahut bigad jaati hai baat.

humari na karna aap fikar.
hum rahenge hamesha saath.

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
baat baat me kbi kbi
pad jaati hai laat

ho jaati hai bhot joro se
mukkon aur juton ki barsaat

baat se banti baat
baat se bigde baat

yaara tm rahna hardum saath
tujhme hai kuch aur hi khaas baat………
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 05:40:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.203 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer