!!Khilona!!

by amrita on June 17, 2005, 07:52:05 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 988 times)
amrita
Guest
Reply with quote
Mann behlane ke liya kya khilona chuna hai
dekhon yaaro unhone humare dil chuna hai

Na jaane humne zindagi mein bewafaao ko kyun chuna hai
kya khuda ne sab dard dene ke liye humi ko chuna hai..??
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
-Ek Khilona Hi To Hai- by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
KHILONA by NETRAPAL in Miscellaneous Shayri
Nari khilona nahi hai by mistufer in Shayri-E-Dard
Me Uske Vaste Jaise Koi Khilona Tha by Shayaries_King in Share: Poetry of Pain
~ ~ ~Khilona thi.... by thinkhattk in Shayeri for Dard -e- Bewafai
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: June 17, 2005, 08:06:31 PM »
Reply with quote
Chunana na Chunana aap k apnay bas ki baat hai
Kisi Ko unh itni s asani s bewafa keh dena achi bata hai?
Logged
amrita
Guest
«Reply #2 on: June 18, 2005, 03:03:37 PM »
Reply with quote
Itefaq teh karta hai hum kisse miltey hai

dil teh karta hai hum jise chuntey hai

taqdeer teh karti hai kaun zindagi mein rehtey hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #3 on: June 18, 2005, 09:58:08 PM »
Reply with quote
Chaho to dil se humko mita dena,
Chaho to humko bhula dena,
 Par yeh wada karo ki Aaye jo kabhi yaad hamari,
 Rona mat Sirf muskara dena
Logged
amrita
Guest
«Reply #4 on: June 18, 2005, 11:25:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Chaho to dil se humko mita dena,
Chaho to humko bhula dena,
 Par yeh wada karo ki Aaye jo kabhi yaad hamari,
 Rona mat Sirf muskara dena


ankhon bhale aason aa jayenge
fir bhi hum tumhe yaad kar ke muskurange

mit jao tum itne aanson bahayenge
saari zindagi sirf mukuratein hi jayenge..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #5 on: June 18, 2005, 11:27:48 PM »
Reply with quote
Is Zamane Sey Na Hum Koi Gilaa Rakhain Gay
Dil Lagayein Gay To Na Shart-E-Wafa Rakhain Gay

Na Dikhayain Gay Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhain
Dard Uthey Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Gay

Jaan De Daingein Agar Aik Ishaara Kar De
Ham Usey Apne Liye Bhi Na Bacha Rakhain Gay

Sab Hata Daingay Teri Raah Ki Rukawat Hamdam
Ghar Ke Darwazey Ko Har Waqt Khula Rakhain Gay

Unki Har Baat Ko Bhooley Se Na Bhoolain Gein Kabhi
Unki Yadoon Ko Bhi Seenay Se Laga Rakhain Gay

Toot Bhi Jaayegi Umeed Jo Tere Aanay Ki
Ek Diya Phir Bhi Hawaaon Main Jala Rakhain Ga...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 04:17:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer