"bekhabar"

by aaina on May 16, 2009, 11:30:35 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1524 times)
aaina
Guest
Reply with quote
Mujhse roothay hai.n bin khata ke wo
Aur maane  bhi na mana ke wo

Mein andhero.n mai gharq ho jaaun
De dain aisi koi saza ke wo

Tu hi soch ke ab kahan jaaye.n
dil teri dastars mai aa ke wo

Mujhko maloom hai,ye bhi sochoge
Ho nahi sakta bewaafa ke wo

Ho gay mutmain shaayad aslam
Aag apnaaiyat ki laga ke wo
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
~~~~~~""'"nazar-e-ishq"""~~~~~~~ by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
/////////"""HAAL-E-BAYAAN"""/////////////// by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
""Hamein Jab Alwida Kehne Lago"" by angel4u in Shayri-E-Dard
junaidqadir
Guest
«Reply #1 on: May 16, 2009, 11:40:30 AM »
Reply with quote
janab aslam sahab adaab !!

bahoth hi bahetreen aur mautabar kalam pesh ki hai apne dil se dad qubool karen !! Allah apke kalamath ko miyari izzath bakshe Ameen !!

Duvaun ka muntazir !!
Qadeer
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: May 16, 2009, 02:13:19 PM »
Reply with quote
Wah wah meri jaan kya kehne Bohat bohat khooooooob Aslam Maza aa gaya...Qadeer ki dua par dil se AAMEEN.
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: May 16, 2009, 02:50:49 PM »
Reply with quote
Mujhse roothay hai.n bin khata ke wo
Aur maane  bhi na mana ke wo

Mein andhero.n mai gharq ho jaaun
De dain aisi koi saza ke wo

Tu hi soch ke ab kahan jaaye.n
dil teri dastars mai aa ke wo

Mujhko maloom hai,ye bhi sochoge
Ho nahi sakta bewaafa ke wo

Ho gay mutmain shaayad aslam
Aag apnaaiyat ki laga ke wo


Wah wah bahut khoob... Last four lines wonderfully created by u dear Aslam.
Good Work Keep up.
Logged
Sammual
Guest
«Reply #4 on: May 16, 2009, 04:00:11 PM »
Reply with quote
Nice One.
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: May 16, 2009, 06:05:51 PM »
Reply with quote
Mujhse roothay hai.n bin khata ke wo
Aur maane  bhi na mana ke wo

Mein andhero.n mai gharq ho jaaun
De dain aisi koi saza ke wo

Tu hi soch ke ab kahan jaaye.n
dil teri dastars mai aa ke wo

Mujhko maloom hai,ye bhi sochoge
Ho nahi sakta bewaafa ke wo

Ho gay mutmain shaayad aslam
Aag apnaaiyat ki laga ke wo


Aslam Ji,

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot hi khoobsurat kalaam hai, aapki har ghazal ki tarah...dil ko chhu lene waala....!! Bohot Khoob !!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: May 16, 2009, 07:14:51 PM »
Reply with quote
Bahaut acha likha Aslam bhaijan... Applause
Logged
angel4u
Guest
«Reply #7 on: May 16, 2009, 07:18:59 PM »
Reply with quote
Bahut hi achha likha hai Aslam Ji aapne Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: May 17, 2009, 02:14:37 AM »
Reply with quote
wow aslam ji,very nice,excellent work.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #9 on: May 17, 2009, 05:03:01 AM »
Reply with quote
Mujhse roothay hai.n bin khata ke wo
Aur maane  bhi na mana ke wo

Mein andhero.n mai gharq ho jaaun
De dain aisi koi saza ke wo

Tu hi soch ke ab kahan jaaye.n
dil teri dastars mai aa ke wo

Mujhko maloom hai,ye bhi sochoge
Ho nahi sakta bewaafa ke wo

Ho gay mutmain shaayad aslam
Aag apnaaiyat ki laga ke wo



NAAICE 1.....AAINA JI
Logged
aaina
Guest
«Reply #10 on: May 17, 2009, 10:00:34 AM »
Reply with quote
janab aslam sahab adaab !!

bahoth hi bahetreen aur mautabar kalam pesh ki hai apne dil se dad qubool karen !! Allah apke kalamath ko miyari izzath bakshe Ameen !!

Duvaun ka muntazir !!
Qadeer

bhut bhut shukriya qadeer bhai........is hosla afzaai ke liyn
Logged
aaina
Guest
«Reply #11 on: May 17, 2009, 10:01:29 AM »
Reply with quote
Wah wah meri jaan kya kehne Bohat bohat khooooooob Aslam Maza aa gaya...Qadeer ki dua par dil se AAMEEN.

thnxxxxxx sajid dear...........thnxx so much
Logged
aaina
Guest
«Reply #12 on: May 17, 2009, 10:03:56 AM »
Reply with quote

Wah wah bahut khoob... Last four lines wonderfully created by u dear Aslam.
Good Work Keep up.


thnxx roja..........thnxxxxxx for ur appriaction
Logged
aaina
Guest
«Reply #13 on: May 17, 2009, 10:04:44 AM »
Reply with quote
Nice One.

thnxxxxx sammual ji.....
Logged
aaina
Guest
«Reply #14 on: May 17, 2009, 10:07:16 AM »
Reply with quote
Aslam Ji,

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot hi khoobsurat kalaam hai, aapki har ghazal ki tarah...dil ko chhu lene waala....!! Bohot Khoob !!

bhut bhut shukriya celmira ji............aapki nigah ki khoobsurti hai jo hamri adna si ghazal bhi aapko bhut achi lagi......hosal afzaai ka bhut bhut shukriya..........mashaallah aap khud bhut acha likti hain
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 03:44:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.232 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer