"bhut khoobsurat ho tum"

by aaina on March 01, 2009, 07:18:14 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 5155 times)
aaina
Guest
Reply with quote
Bhut khoobsurat ho tum, Bhut khoobsurat ho tum

kahbi mai jo keh dun mohabbat hai tumse
to mujhko khudara ghalat mat samjhna
ke meri zaroorat ho tum, bhut khoobsurat ho tum

Hain phoolon ki daali, ye bahian tumhari
hain khaamosh jadoo, nigahanin tumhari
jo kaante ho, sab apne daman mai rakh lun
sajaun mein kaliyon se rhaain tumhari
nazar se zamne ki khuds ko bachana
kisi aur se daikho dil na lagana
ke meri aamant ho tum...
bhtu khoobsurat ho tum

Hai chehra tumhra ke din hai sunehra
aur uspar ye kaali ghaton ka pehra
gulabon se nazuk mehekta bandn hai
ye lab hain tumhare ke khilta chaman hai
bekhero jo zulfain to sharmaye badal
ye zahid bhi daikhe to ho pagal
wo pakeeza murat ho tum.....bhut khoobsurat ho

jo banke kali mukurati hai aksar
shub e hijr mai jo rulati hai aksar
jo lamho hi lamho duniya badal de
jo shayr ko dai jaye pehloo ghazal ke
bhulana jo chahain bulayi na jaye
chupana jo chupayi na jaye
wo pehli mohabbat ho tum...
bhut khoosurat ho tum, bhut khoobsurat ho tum (poetry by "tahir farzaa")
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
""Hamein Jab Alwida Kehne Lago"" by angel4u in Shayri-E-Dard
"khoobsurat ek intekhaab ho tum" by aaina in Ghazals « 1 2  All »
Khoobsurat Gunaha Ho Jaane Do.!!-------------"Sagar"- by Advo.RavinderaRavi in Ghazals
Roja
Guest
«Reply #1 on: March 01, 2009, 02:00:17 PM »
Reply with quote
Mind blowing gazal... and yeh jab suna Tahir sb ka voice se toh bahut bahut accha laga. Thanks for this nice stuff Aslam ji..
Logged
aaina
Guest
«Reply #2 on: March 01, 2009, 02:04:01 PM »
Reply with quote
bahut khoob Aaina...very nice sharing... Applause Applause

thnxxxxxx kaash..................
Logged
aaina
Guest
«Reply #3 on: March 01, 2009, 02:11:50 PM »
Reply with quote
Mind blowing gazal... and yeh jab suna Tahir sb ka voice se toh bahut bahut accha laga. Thanks for this nice stuff Aslam ji..

thnxxxxxx roja.............thnx so much
Logged
Moon88
Guest
«Reply #4 on: March 19, 2009, 12:50:29 PM »
Reply with quote
kahbi mai jo keh dun mohabbat hai tumse
to mujhko khudara ghalat mat samjhna
ke meri zaroorat ho tum, bhut khoobsurat ho tum

Hain phoolon ki daali, ye bahian tumhari
hain khaamosh jadoo, nigahanin tumhari
jo kaante ho, sab apne daman mai rakh lun
sajaun mein kaliyon se rhaain tumhari
nazar se zamne ki khuds ko bachana
kisi aur se daikho dil na lagana
ke meri aamant ho tum...
bhtu khoobsurat ho tum

Hai chehra tumhra ke din hai sunehra
aur uspar ye kaali ghaton ka pehra
gulabon se nazuk mehekta bandn hai
ye lab hain tumhare ke khilta chaman hai
bekhero jo zulfain to sharmaye badal
ye zahid bhi daikhe to ho pagal
wo pakeeza murat ho tum.....bhut khoobsurat ho

jo banke kali mukurati hai aksar
shub e hijr mai jo rulati hai aksar
jo lamho hi lamho duniya badal de
jo shayr ko dai jaye pehloo ghazal ke
bhulana jo chahain bulayi na jaye
chupana jo chupayi na jaye
wo pehli mohabbat ho tum...
bhut khoosurat ho tum, bhut khoobsurat ho tum
Logged
aaina
Guest
«Reply #5 on: March 24, 2009, 09:09:01 AM »

lagta hai moon88 tareef karna chahte the maghr kahin khyaalon mai kho gye, khair aapka bhut bhut shukriya ke aapne nazm padi.........
Logged
aaina
Guest
«Reply #6 on: March 24, 2009, 09:16:57 AM »
Reply with quote
ab tum aaGosh-e-tasavvur mai bhii aayaa na karo
mujh se bikhare huye gesuu nahi dekhe jaate
surKh aankho kii qasam kaanpti palakon kii qasam
thartharaate huye aansuu nahi dekhe jaate 

ab tum aaGosh-e-tasavvur mai bhii aayaa na karo
chhuuT jaane do jo daaman-e-vafaa chhuuT gayaa
kyuun ye laGaziidaa Kharaamii ye pashemaa.N nazarii
tum ne toda nahi rishtaa-e-dil TuuT gayaa

ab tum aaGosh-e-tasavvur me.n bhii aayaa na karo
merii aaho.n se ye ruKhsaar na kumalaa jaaye.n
Dhuu.NDatii hogii tumhe.n ras me.n nahaa_ii hu_ii raat
jaao kaliyaa.N na kahii.n sej kii murjhaa jaaye.n

ab tum aaGosh-e-tasavvur mai bhii aayaa na karo
mai.n is uja.De huye pahaluu mai biThaa luu.N na kahii.n
lab-e-shiirii.n kaa namak aariz-e-namakii.n kii miThaas
apane tarase huye ho.nTho.n me.n churaa luu.N na kahii.n (kaifi aazmi)

Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: May 13, 2009, 03:19:33 PM »
Reply with quote
Bhut khoobsurat ho tum, Bhut khoobsurat ho tum

kahbi mai jo keh dun mohabbat hai tumse
to mujhko khudara ghalat mat samjhna
ke meri zaroorat ho tum, bhut khoobsurat ho tum

Hain phoolon ki daali, ye bahian tumhari
hain khaamosh jadoo, nigahanin tumhari
jo kaante ho, sab apne daman mai rakh lun
sajaun mein kaliyon se rhaain tumhari
nazar se zamne ki khuds ko bachana
kisi aur se daikho dil na lagana
ke meri aamant ho tum...
bhtu khoobsurat ho tum

Hai chehra tumhra ke din hai sunehra
aur uspar ye kaali ghaton ka pehra
gulabon se nazuk mehekta bandn hai
ye lab hain tumhare ke khilta chaman hai
bekhero jo zulfain to sharmaye badal
ye zahid bhi daikhe to ho pagal
wo pakeeza murat ho tum.....bhut khoobsurat ho

jo banke kali mukurati hai aksar
shub e hijr mai jo rulati hai aksar
jo lamho hi lamho duniya badal de
jo shayr ko dai jaye pehloo ghazal ke
bhulana jo chahain bulayi na jaye
chupana jo chupayi na jaye
wo pehli mohabbat ho tum...
bhut khoosurat ho tum, bhut khoobsurat ho tum (poetry by "tahir farzaa")

Wowwwwwww it's so beautiful......Very very nice sharing.....!!!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: May 13, 2009, 03:36:29 PM »
Reply with quote
kahbi mai jo keh dun mohabbat hai tumse
to mujhko khudara ghalat mat samjhna
ke meri zaroorat ho tum, bhut khoobsurat ho tum

Hain phoolon ki daali, ye bahian tumhari
hain khaamosh jadoo, nigahanin tumhari
jo kaante ho, sab apne daman mai rakh lun
sajaun mein kaliyon se rhaain tumhari
nazar se zamne ki khuds ko bachana
kisi aur se daikho dil na lagana
ke meri aamant ho tum...
bhtu khoobsurat ho tum

Hai chehra tumhra ke din hai sunehra
aur uspar ye kaali ghaton ka pehra
gulabon se nazuk mehekta bandn hai
ye lab hain tumhare ke khilta chaman hai
bekhero jo zulfain to sharmaye badal
ye zahid bhi daikhe to ho pagal
wo pakeeza murat ho tum.....bhut khoobsurat ho

jo banke kali mukurati hai aksar
shub e hijr mai jo rulati hai aksar
jo lamho hi lamho duniya badal de
jo shayr ko dai jaye pehloo ghazal ke
bhulana jo chahain bulayi na jaye
chupana jo chupayi na jaye
wo pehli mohabbat ho tum...
bhut khoosurat ho tum, bhut khoobsurat ho tum

Nice sharing Moon88  Thumbs UP
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: May 13, 2009, 03:37:15 PM »
Reply with quote
ab tum aaGosh-e-tasavvur mai bhii aayaa na karo
mujh se bikhare huye gesuu nahi dekhe jaate
surKh aankho kii qasam kaanpti palakon kii qasam
thartharaate huye aansuu nahi dekhe jaate 

ab tum aaGosh-e-tasavvur mai bhii aayaa na karo
chhuuT jaane do jo daaman-e-vafaa chhuuT gayaa
kyuun ye laGaziidaa Kharaamii ye pashemaa.N nazarii
tum ne toda nahi rishtaa-e-dil TuuT gayaa

ab tum aaGosh-e-tasavvur me.n bhii aayaa na karo
merii aaho.n se ye ruKhsaar na kumalaa jaaye.n
Dhuu.NDatii hogii tumhe.n ras me.n nahaa_ii hu_ii raat
jaao kaliyaa.N na kahii.n sej kii murjhaa jaaye.n

ab tum aaGosh-e-tasavvur mai bhii aayaa na karo
mai.n is uja.De huye pahaluu mai biThaa luu.N na kahii.n
lab-e-shiirii.n kaa namak aariz-e-namakii.n kii miThaas
apane tarase huye ho.nTho.n me.n churaa luu.N na kahii.n (kaifi aazmi)

 Applause Applause Applause
Thank you very much for this lovely stuff.... dear Aslam  Usual Smile
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #10 on: May 13, 2009, 03:47:21 PM »
Reply with quote
Wah Aaina.. Very Beautiful Sharing.. Applause

**~** Mann **~**
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #11 on: October 05, 2009, 08:11:59 AM »
Reply with quote
Wah bahut bahut khoob Aslam ji n Moon ji very beautiful n mindblowig creation.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Sammual
Guest
«Reply #12 on: October 05, 2009, 08:34:17 AM »
Reply with quote
Bahut Khoobsurat Gazal Hai. Tnx For Sharing Aaina Ji.
Logged
murtaza bakhsh
Guest
«Reply #13 on: June 13, 2011, 09:49:07 AM »
Reply with quote
 icon_silent
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 09:52:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer