"zulf sanwar kar jo khulegi"

by aaina on April 08, 2009, 06:04:31 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 966 times)
aaina
Guest
Reply with quote
tere chehre pe hasee.n khaab ki surat nazar aaunga
zulf sanwar kar jo khulegi to bikhar jaanunga

ye teri madhosh nighaho.n ke surkh doorey
inke zariye teri rag rag mein utar jaunga

mujkho tu aawaaz day ke na day ey waqt lakin
tujhko har lamha na jiyunga to mar jaunga

mein to samjha akele bhi safar katt_ta hai
kiya khbr thi ke andhero se bhi dar junga

ye teri tishna labi ka khaab na poora hone dunga
aankh se chulkunga agr mein kabhi bhar jaunga

mein jo aslam apni wafaa.n ka kabhi zikr karu.n
ba_khuda khud apni hi nazaro.n se uthr jaunga
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
~~~~~~""'"nazar-e-ishq"""~~~~~~~ by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
/////////"""HAAL-E-BAYAAN"""/////////////// by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
""Hamein Jab Alwida Kehne Lago"" by angel4u in Shayri-E-Dard
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: April 08, 2009, 06:31:31 AM »
Reply with quote
Bahoot hi pyar bhari shayari likhi hai Aaina. keep writing dear.
Logged
karndhar
Guest
«Reply #2 on: April 08, 2009, 06:50:29 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Aaina Ji, Keep Writing !
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: April 08, 2009, 08:06:58 AM »
Reply with quote
Subhan_allah par makhte me itna shikwa apne aapse......Bohat khoob Aslam.
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: April 08, 2009, 10:13:29 AM »
Reply with quote
tere chehre pe hasee.n khaab ki surat nazar aaunga
zulf sanwar kar jo khulegi to bikhar jaanunga

ye teri madhosh nighaho.n ke surkh doorey
inke zariye teri rag rag mein utar jaunga

mujkho tu aawaaz day ke na day ey waqt lakin
tujhko har lamha na jiyunga to mar jaunga

mein to samjha akele bhi safar katt_ta hai
kiya khbr thi ke andhero se bhi dar junga

ye teri tishna labi ka khaab na poora hone dunga
aankh se chulkunga agr mein kabhi bhar jaunga

mein jo aslam apni wafaa.n ka kabhi zikr karu.n
ba_khuda khud apni hi nazaro.n se uthr jaunga

Waah..Bohot Khoob Aslam Ji waqi khoobsurat kaha hai !!
Logged
aaina
Guest
«Reply #5 on: April 09, 2009, 06:48:24 AM »
Reply with quote
Bahoot hi pyar bhari shayari likhi hai Aaina. keep writing dear.

thnxxxxx so much sophi ke aapne meri ghazal ko itna pasnd kia................
Logged
aaina
Guest
«Reply #6 on: April 09, 2009, 06:49:19 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Aaina Ji, Keep Writing !

shukriya karndhar sahab...............
Logged
aaina
Guest
«Reply #7 on: April 09, 2009, 06:54:03 AM »
Reply with quote
Good Job Aania Ji Keep It Up....

thnxx shihab.......................
Logged
aaina
Guest
«Reply #8 on: April 09, 2009, 06:59:10 AM »
Reply with quote
Subhan_allah par makhte me itna shikwa apne aapse......Bohat khoob Aslam.

e naseeb sajid sahab aapka guzar to hua is tarf bhi........bhut bhut skhuriya dear....ab shikway aur shikayato.n mai jo lutf hai mere bhai wo aur kahan..zindagi ke zakhmo pe marham ka sa kaam karte hain ye shikway aur shikayatai.n,
Logged
aaina
Guest
«Reply #9 on: April 09, 2009, 07:04:24 AM »
Reply with quote
Waah..Bohot Khoob Aslam Ji waqi khoobsurat kaha hai !!

bhut bhut shukriya cemira ji................
Logged
TOUSIFSHAIKHH
Guest
«Reply #10 on: April 09, 2009, 07:18:34 AM »
Reply with quote
tere chehre pe hasee.n khaab ki surat nazar aaunga
zulf sanwar kar jo khulegi to bikhar jaanunga

ye teri madhosh nighaho.n ke surkh doorey
inke zariye teri rag rag mein utar jaunga

mujkho tu aawaaz day ke na day ey waqt lakin
tujhko har lamha na jiyunga to mar jaunga

mein to samjha akele bhi safar katt_ta hai
kiya khbr thi ke andhero se bhi dar junga

ye teri tishna labi ka khaab na poora hone dunga
aankh se chulkunga agr mein kabhi bhar jaunga

mein jo aslam apni wafaa.n ka kabhi zikr karu.n
ba_khuda khud apni hi nazaro.n se uthr jaunga
Teri tishna labi ....
Wala sher mujhe bahut pasand aya.
Logged
Roja
Guest
«Reply #11 on: April 09, 2009, 03:44:22 PM »

Wah wah Bahut khoob Aslam ji.. Applause
Logged
aaina
Guest
«Reply #12 on: April 09, 2009, 05:55:26 PM »
Reply with quote
Teri tishna labi ....
Wala sher mujhe bahut pasand aya.

shukriya dost........................
Logged
aaina
Guest
«Reply #13 on: April 09, 2009, 05:58:52 PM »
Reply with quote
Wah wah Bahut khoob Aslam ji.. Applause

thnxxxxxx so much roja................
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 11:45:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.318 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer