"Ab So Jao"

by angel4u on November 04, 2008, 02:12:26 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 5340 times)
angel4u
Guest
Ab So Jao
Kyon Raat Ki Ret Pe Bikhre Hue
Taaron Ke Kankar Chunti Ho?
Kyon Sannate Ki Silwat Mein
Lipti Awazein Sunti Ho
Kyon Apni Pyaasi Palkon Ki Jhalar Mein
Khwab Piroti Ho
Kyon Roti Ho?

Ab Kaun TuMhari Aankhon Mein
Sadiyon Ki Nind Undelega?
Ab Kaun TuMhari Chahat Ki
Haryali Mein Khil Khilayega
Ab Kaun TuMhari Tanhayi Ka
Andekha Dukh Jhelega?

Ab Aisa Hai___________?

Ye Raat Musalat Hai Jab Tak
Ye ShaMayein Jab Tak Jalti Hia,
Ye ZakhaM Jahan Tak Chubhte Hia,
Ye Saansein Jab Tak Chalti Hia,

TuM Apni Sochke Jungle Mein Raah Bhatko Aur Kho Jao!!
Ab So Jao...



NM
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: November 05, 2008, 02:11:02 PM »
Nice One Husnaina Ji,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: November 07, 2008, 02:26:10 AM »
Thanks azeem...
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #3 on: November 07, 2008, 03:11:09 AM »
Ab So Jao
Kyon Raat Ki Ret Pe Bikhre Hue
Taaron Ke Kankar Chunti Ho?
Kyon Sannate Ki Silwat Mein
Lipti Awazein Sunti Ho
Kyon Apni Pyaasi Palkon Ki Jhalar Mein
Khwab Piroti Ho
Kyon Roti Ho?

Ab Kaun TuMhari Aankhon Mein
Sadiyon Ki Nind Undelega?
Ab Kaun TuMhari Chahat Ki
Haryali Mein Khil Khilayega
Ab Kaun TuMhari Tanhayi Ka
Andekha Dukh Jhelega?

Ab Aisa Hai___________?

Ye Raat Musalat Hai Jab Tak
Ye ShaMayein Jab Tak Jalti Hia,
Ye ZakhaM Jahan Tak Chubhte Hia,
Ye Saansein Jab Tak Chalti Hia,

TuM Apni Sochke Jungle Mein Raah Bhatko Aur Kho Jao!!
Ab So Jao...



NM

Bahut pyara kavita aapne share ki hai angel sis.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 07, 2008, 08:59:55 AM »
U Are Welcome Ji,.

So Jaa Dil Mere, Ke Ab Tujhe Jagaane Koi Na Aayega,.
Rulaakar Chale Gaye sab, Ab Hasaane Koi Na Aayega,.

Kab Tak Toota Dil Liye Ghoomega Tu, Is Shehar Mein,.
Bedard Hain Log Yahaan Ke, Tujhse Dil Lagaane Koi Na Aayega,.

Ek Dhoka Khaa Liya Hai "Azeem" Ne, Apna Sab Kuch Loota Kar,.
Tum Bhi Lutt Jaaoge, Tum Bhi Bachaane Koi Na Aayega,.

______________________________________-Jaanasheen-

Logged
angel4u
Guest
«Reply #5 on: November 08, 2008, 04:54:44 AM »
Thanks sonia and nice lines Azeem..
Logged
salil2002
Guest
«Reply #6 on: November 08, 2008, 05:21:38 AM »
 nice one angel and azeem bhai
Logged
k.shael
Guest
«Reply #7 on: November 08, 2008, 05:26:19 AM »
Ab So Jao
Kyon Raat Ki Ret Pe Bikhre Hue
Taaron Ke Kankar Chunti Ho?
Kyon Sannate Ki Silwat Mein
Lipti Awazein Sunti Ho
Kyon Apni Pyaasi Palkon Ki Jhalar Mein
Khwab Piroti Ho
Kyon Roti Ho?

Ab Kaun TuMhari Aankhon Mein
Sadiyon Ki Nind Undelega?
Ab Kaun TuMhari Chahat Ki
Haryali Mein Khil Khilayega
Ab Kaun TuMhari Tanhayi Ka
Andekha Dukh Jhelega?

Ab Aisa Hai___________?

Ye Raat Musalat Hai Jab Tak
Ye ShaMayein Jab Tak Jalti Hia,
Ye ZakhaM Jahan Tak Chubhte Hia,
Ye Saansein Jab Tak Chalti Hia,

TuM Apni Sochke Jungle Mein Raah Bhatko Aur Kho Jao!!
Ab So Jao...



NM

NICE SHARING ANGEL SIS...
BY. .SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #8 on: November 08, 2008, 05:27:12 AM »
U Are Welcome Ji,.

So Jaa Dil Mere, Ke Ab Tujhe Jagaane Koi Na Aayega,.
Rulaakar Chale Gaye sab, Ab Hasaane Koi Na Aayega,.

Kab Tak Toota Dil Liye Ghoomega Tu, Is Shehar Mein,.
Bedard Hain Log Yahaan Ke, Tujhse Dil Lagaane Koi Na Aayega,.

Ek Dhoka Khaa Liya Hai "Azeem" Ne, Apna Sab Kuch Loota Kar,.
Tum Bhi Lutt Jaaoge, Tum Bhi Bachaane Koi Na Aayega,.

______________________________________-Jaanasheen-



BAHUT KHOOB BAHUT HI PYARA
REPLY KIYA JANSHEEN JI...
BY. K.SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #9 on: November 08, 2008, 05:30:08 AM »
RO TO LETI HAI AANKHEIN USE YAAD
KARKE, PAR JAANE KYUN BARSO HO GAYE
YE SOTI NAHI...

SHAYAD AAB BHI DARD KA SAILAAB BHARA
HAI INME KI YE HASSI KE AANSOO BIKHERTI
NAHI...

KYA MILA TUJHE RULA KAR INHE DEKH KITNI
MOHABBAT HAI TUJHSE INHE KI YE KISI AUR
KO DEKHNA BHI PASAND KARTI NAHI...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #10 on: November 08, 2008, 05:35:07 AM »
RAAT KI KHAMOSH SILWATO ME HAR EK PAL
KE SAATH TERI YAAD AAYI,
KABHI JOR SE HASS PADI MEIN TERI YAADO
KE SANG TO KABHI BAHUT RULAAYI AAYI,
RAAT KO U KATA MAINE JAISE KI KOI SADI
BAHUT LAMBI BITAYI,
Logged
angel4u
Guest
«Reply #11 on: November 08, 2008, 05:45:56 AM »
Bahut achhe azeem and shelly...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #12 on: November 08, 2008, 05:48:15 AM »
Teri yaadon ki chadar jab odhi is tanhayi ki raat mein,
har sitara tadap utha meri siskiyon ki aahat mein,
neend nahi aati hai mere khwaabon ko ab jaane kyon,
chand kehne laga muskura ke ab so jao meri ott mein...
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #13 on: November 08, 2008, 05:52:25 AM »
X?X?X?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: November 08, 2008, 10:33:42 AM »
Shukriya Shally Ji,.
Angel Ji,.
And Nice One Shally Ji,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 10:57:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.15 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer