Apne kadmo Ko Mere Kadmo Se Milana Seekhle "Khwaish"

by khwaish on December 09, 2011, 11:09:13 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2461 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Tere Siwa Kahin Aur Kahan Jaaye Hum
Dil Chaahta Hai Tere Dar Par Mar Jaye Hum

Apne Kadmo Ko Mere kadmo se Milana Seekhle..!!
Aisa Na Ho Ke Tanha Iss Safar Se Guzar Jaye Hum

 Kabhi Yuh Bhi Ho Ke Tuu Aawaaz De Kahin Se!!!!
Teri Ek Aawaz Ke Sadke Umar Bhar Ke Liye Tehar Jaaye Hum

Tujhse Milne Ki Aarzoo To Zindagi Bhar Saath Rahegi!!
Khuda Na Kare Intezar Mein Mohabbat Ko Haar Jaaye Hum

Tujhse Kabhi,Aur Kuch Maanga Bhi Humne Kya Hai??
Bas Yehi Ke Tere Aankhon Mein Kabhi Basar Jaaye Hum

"Khwaish" Tujhe Har Pal, Har Lamha yaad Rakhta Hai!!!!
Agar Yeh Jhoot Hai To Issi Waqt Iss Duniya Se Guzar Jaaye Hum

               ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: December 09, 2011, 11:23:31 AM »
Khawahish jee Aadab!

Janab aisa kyuN... ? khayaal behad khub hai par
aapke ahsaasoN se dard ka ahsaas jhalak raha hai..  Is it SO!

Janab kalaam khub kahi hai aur ashaar bhi khub kahe haiN
HUmari dili daad O mubarakbad kabul kijiye..

Likhate rahiye.. Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011

View Profile
«Reply #2 on: December 09, 2011, 11:34:37 AM »
bahut umda khwaishji...
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: December 09, 2011, 12:45:43 PM »
Kya baat hai Khwaish ji
sab theek hai na..aaj kuch naye andaaj me dikh rahe hai aap.

kuch na kuch to taar jude hai mere aapse.. ise coincidence kahe ya kuch aur..aaj hi ek sher likha..post karte karte ruk gaya socha ghajal me tabdeel karte hai ise..
Aap maane ya na maane..dusri line usse milti julti hai..
Parwaaz bhai ne bhi sawaal uthaaya hai..

Bura vaqt agar koi hai to insah allah, jaroor nikal jayega.

Aur ha, aapne bahut accha likha hai..very touching..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #4 on: December 09, 2011, 01:12:09 PM »
Khawahish jee Aadab!

Janab aisa kyuN... ? khayaal behad khub hai par
aapke ahsaasoN se dard ka ahsaas jhalak raha hai..  Is it SO!

Janab kalaam khub kahi hai aur ashaar bhi khub kahe haiN
HUmari dili daad O mubarakbad kabul kijiye..

Likhate rahiye.. Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile

Parwaaz Ji Aapne Apna Saath Diya, Aapka Bahut bahut Shukriya

Bhai Kya Kahoon..Chaliye Ek Sher yaad Aaya hai,Wahi Share Karte hai..

kisi Ke Ek Aansuu Se Tadap Jaati Hai Sab Duniya
Kisi Ka Umar Bhar Ka Rona Yuhi Bekaar Hota Hai!!!!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #5 on: December 09, 2011, 01:56:28 PM »
waah waah kya baat hai Khawaish ji, bahoot hi khoob likha hai .. Bahoot Umda jazbaat... !!
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #6 on: December 09, 2011, 03:33:13 PM »
 Applause
 bahut khoob,khwaishji.
Logged
sarfira
Guest
«Reply #7 on: December 09, 2011, 06:05:56 PM »
Tere Siwa Kahin Aur Kahan Jaaye Hum
Dil Chaahta Hai Tere Dar Par Mar Jaye Hum

Apne Kadmo Ko Mere kadmo se Milana Seekhle..!!
Aisa Na Ho Ke Tanha Iss Safar Se Guzar Jaye Hum

 Kabhi Yuh Bhi Ho Ke Tuu Aawaaz De Kahin Se!!!!
Teri Ek Aawaz Ke Sadke Umar Bhar Ke Liye Tehar Jaaye Hum

Tujhse Milne Ki Aarzoo To Zindagi Bhar Saath Rahegi!!
Khuda Na Kare Intezar Mein Mohabbat Ko Haar Jaaye Hum

Tujhse Kabhi,Aur Kuch Maanga Bhi Humne Kya Hai??
Bas Yehi Ke Tere Aankhon Mein Kabhi Basar Jaaye Hum

"Khwaish" Tujhe Har Pal, Har Lamha yaad Rakhta Hai!!!!
Agar Yeh Jhoot Hai To Issi Waqt Iss Duniya Se Guzar Jaaye Hum

               ~~~~~Khwaish~~~~~

wah Khwaish bro--

kuch baaten shayd sabhi ke dil ki hoti hain
par har kisi ke pass aapse alfaaz nhi hote bayan krne ko--

aise hi kuch zazbaat aapne pesh kie--

baht khoob

dil se daad

khus rahen
muskurate rahen

Usual Smile
Logged
sbechain
Guest
«Reply #8 on: December 10, 2011, 10:24:17 AM »

good........!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #9 on: December 10, 2011, 11:17:15 AM »
bahut umda khwaishji...

Aapka Bahut Bahut Shukriya Mannji icon_flower
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: December 11, 2011, 06:48:37 AM »
Wah Wah Wah Wah aur Wah..
Dost, kya khoon kalam kahi hai apne..
Akhri do lines toh tamam sachiyon se uper nikli..
Kya baat hai..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #11 on: December 11, 2011, 10:44:13 AM »
Kya baat hai Khwaish ji
sab theek hai na..aaj kuch naye andaaj me dikh rahe hai aap.

kuch na kuch to taar jude hai mere aapse.. ise coincidence kahe ya kuch aur..aaj hi ek sher likha..post karte karte ruk gaya socha ghajal me tabdeel karte hai ise..
Aap maane ya na maane..dusri line usse milti julti hai..
Parwaaz bhai ne bhi sawaal uthaaya hai..

Bura vaqt agar koi hai to insah allah, jaroor nikal jayega.

Aur ha, aapne bahut accha likha hai..very touching..

Mkv ji, Aapne Apna Waqt Diya Aapka Humesha Ki tarah Bahut Bahut Shukriya...

Mkv Ji, Agar Dard lafzon mein Utar jaaye To Iss Duniya mein Isse Asaan tareeka Ho Hi nahi Sakta..Bas kuch jazbaat Aise The Jinhe Lafzon Ki Zaroorat Thi isliye Yeh Sab Likh gaya..Aapne Jo Likha Hai Zaroor Post Kijiye..Acha Lagta Hai jab Kuch Humkhayaal Sa Padhne Ko Mile..Mujhe Intezaar Rahega Aapkew Post ka...

Aapka phir Se tehhhhhh Dil Se Shukriya icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: December 11, 2011, 01:28:04 PM »
waah waah kya baat hai Khawaish ji, bahoot hi khoob likha hai .. Bahoot Umda jazbaat... !!

Aapka Bahut bahut Shukriya Sophi Ji.. Usual Smile
Sophi Ji, Yoindia Regular Aaya kare...bahut Din Baad Aap Dikhe Hai icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #13 on: December 11, 2011, 03:12:05 PM »
Applause
 bahut khoob,khwaishji.

Aapka Tehhh Dilll Se Shukriya Hasanji icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #14 on: December 16, 2011, 01:49:07 PM »
wah Khwaish bro--

kuch baaten shayd sabhi ke dil ki hoti hain
par har kisi ke pass aapse alfaaz nhi hote bayan krne ko--

aise hi kuch zazbaat aapne pesh kie--

baht khoob

dil se daad

khus rahen
muskurate rahen

Usual Smile

Aapka Bahut Bahut Shukriya S.f Ji..

Yuhi Saath Dete Rahiyega icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 08:47:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer