.*.*.*Dard hi Dard.*.*.*

by Style_guru on November 18, 2005, 02:46:50 PM
Pages: 1 ... 28 29 30 31 [32] 33 34 35 36
Print
Author  (Read 32927 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #465 on: November 04, 2006, 03:02:44 AM »
tere bin ham to ae jaana ab hansane se rahe
ji rahen hain magar khush ho ke to jeene se rahe
dil ka angan bhi hai suna meri aankhen sooni
ab koi khwaab zehan me hai na tasveer kahin
khwab sa tha jo hasin khwaab hi vo ban hai gaya
aise khwabon ki bhi taabeer na achchi hoti
zindagi bhai nahi khwaab me ham gum hi rahe
jo bhi hamko hai mila usame tujhe dhunda kiye
aur jab pana sake ashq phir baha dale
itna lamba na koi khwaab kabhi dekhe koi
zindagi khatm hui khwaab magar khwaab rahe    
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
dard dard ki had mein by husain52 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ek dard yahan hai ek dard wahan hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard Ko Dard Men Dekha by syednaami in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Style_guru
Guest
«Reply #466 on: November 04, 2006, 04:15:16 AM »
The Style Guru Says.....


very nice
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #467 on: November 04, 2006, 05:53:11 PM »
jinhe bhulane me zamane lage
vo phir se hame yaad aane lage

vo kal tha hamara bahut dil fareb
ki aaj usake aage purana lage

mohabbat thi usaki ke dhadkan meri
ke aathon pahar dil pe chhane lage

kabhi ham the saath aaj ham hain juda
magar apna mujhko vahi bas lage

ye dil ki hain baaten dil hi janega
hame to na dil ab hamara lage

   
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #468 on: November 05, 2006, 07:07:12 AM »
koi hadd nahi tere pyar ki koi hadd nahi hai khuloos ki
tujhe dil me apne basa ke ham bas hadon se door hi rahte hain    
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #469 on: November 06, 2006, 12:00:29 PM »
The Style Guru Says......


Door ja kar bhi unse door ja na sake,
Itna roye ki kisi ko bata na sake,

Dard ye nahi ki wo hume mil na sake,
Dard ye hai ki hum unhe bhula na sake.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #470 on: November 06, 2006, 02:28:14 PM »
Bahoot Khoob Likha Hai Sabne,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #471 on: November 06, 2006, 02:29:42 PM »
Mere Dard Se Sab Anjaan The,...
Humne Bhi Dil Ke Dard Ko Dil Mein Hi Rehne Diya,..
Keh Dete To Mataam Chaa Jaata,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #472 on: November 06, 2006, 02:39:01 PM »
Reh Rehkar Deti Hai Chotein Dil Par Uski Chahatein,..
Kaise Bhoola Dein Hum Jo Kabhi De Thi Ye Bhi Raahatein,..

Aaj Kuch Aisa Haal Hua Hai Ke Wo Hume Bhoolaane Laga...
Bana Tha Mom Se Dil Mera "Jaanasheen" Aaj Use Wo Jalaane Laga,...

Kaise Bedard Hai Sanam Mera Jo Na Jaan Saka Dil Ke Dard KO,..
Dekar Chot Dil Ko Mere Aaj Wo Muskuraane Laga,..

Hogi Kami Jab Meri Royega Wo Tanhaaion Mein,...
Yaad Karega Mujhe Dhoondega Mere Nishaan Parchaaion Mein,..

Jitna Chaha Maine Usko Na Chahe Ka KOi Is Zamaane Mein,,
yaad Karega Mujhe Wo Aur Jurrat Na Karega Phir Dil Lagaane Mein,,.

_____________________-Azeem-__________________
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #473 on: November 07, 2006, 01:34:45 PM »
 thanx jaanasheen bhai..... bahut achcha likha hai................


bhoolna ik yaad ko,kaise bhala ye ho sake?
saans hai usase judi usase juda kya ho sake?
dooriyan bhi thak gain majbooriyan bhi hari hain
yaad yun roshan hai dil me chaand bhi kya ho sake?
     
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #474 on: November 08, 2006, 03:10:48 PM »
Shukriya Tabassum Didi And Nice One,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #475 on: November 08, 2006, 03:12:32 PM »
Teri Bewaafai ka Ashiqui Ka Matm Hai,..
Zindagi Ki Raahon mein Zindagi Ka Matam Hai,..

Kal Ujaale Baant te The Humne Saari Duniya Ko,..
Aaj Khud Mere Ghar mein Roshni Ka Matam hai,..
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #476 on: November 18, 2006, 03:17:37 PM »
The Style Guru Says.....


Bichadte Hue Ek Yaad De Jayenge,
Khud Sone Se Pehle Unko Ek Khwab De Jayenge,

Maine Waqt Ka Kabhi Rakha Nahi Hisaab,
Waqt Mila Jo Kabhi To Hisaab De Jayenge,

UNKO Ye Gila Hai Ki Hum Jawab Nahi Dete,
Saanso Ke Rukne Se Pehle Har Jawab De Jayenge..
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #477 on: November 20, 2006, 07:37:59 AM »
bahut khoob

phoolon ki tarah jama hain is kunj me ham aaj
kal khushboo ki manind bikhar jayenge ham log

jis tarah guzarta hai koi vadiye gul se
is dard ki vaadi se guzar jaege ham log

kal ham na rahenge magar ye harf rahenge
bas is tarah kagaz pe bikhar jaenge ham log
     
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #478 on: November 25, 2006, 11:54:57 AM »
bahoot Khoob Tabassum Didi And Guru,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #479 on: November 25, 2006, 11:56:25 AM »
Nigaahein Milaakar Kiya Dil Ko zakhmi,..
Adaaein Dikhaa kar Sitam Dhaa Rahe Ho,..
Wafaaon Ka Bhi Kya Khoob Badla Diya hai,.
Tadapta hua Chord Kar Jaa Rahe Ho,..
Logged
Pages: 1 ... 28 29 30 31 [32] 33 34 35 36
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 09:04:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer