dard

by nishita on September 08, 2004, 09:55:23 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 24
Print
Author  (Read 12735 times)
nishita
Guest
tujhse pyaar karneko dil ne majboor kiya
najane kyu zindagi ne khushi ko humse door kiya
jitna bhi chaha tere paas aane ko
tune utna hi hume duur kiya..

dard ko gale lagakar ashko ko humne pi liya
zubaan se nikalte lafzo ko hoton pe humne si liya
seene se lagakar gumo ko humne
tanhaiyon mein jee liya

pyaar ko mere zinda jalake
zaalim duniya ne jeene ka haq cheen liya
judaai aur zillat se siway
uss khuda ne bhi humne kya diya..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
dard dard ki had mein by husain52 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ek dard yahan hai ek dard wahan hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard Ko Dard Men Dekha by syednaami in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
muneeb
Guest
«Reply #1 on: September 08, 2004, 11:09:50 AM »
Nishita your shairi is to GooD !

maira bechain dil mujh say
bus aik hi baat poochta hai
k taira wajood us k liay
kuon is akdar raeapta hai
us say batain karnay ko
kuon bechain rahta hai
duniya main to loog hain hazaroon
par intizar usi ka rahta hai
jab aankhain us ko dekhti hain
to dil kuon bagh hoota hai
aakhir kuon tairay dil main
rifaqat ka jazba ubharta hai
lakin maire taraf say to bus
aik hi jawab milta hai
k ho jis say muhabbat
har pal wohi yaad aata hai
kon k wo to hai aisa shaks
jo sab par hawwi hoota hai kuon k maira dil us say
bepanah piyaar jo karta hai
aur jaan tak daina ko wo tayyar rahta hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: September 08, 2004, 03:04:22 PM »
bahoot khoon Nishita, nice Muneeb.
Logged
Deepak Dixit
Guest
«Reply #3 on: September 08, 2004, 06:37:49 PM »
GOOD WORK ALL
Logged
nishita
Guest
«Reply #4 on: September 09, 2004, 09:43:53 AM »
thanks muneeb , pooja and deepak.
Logged
nishita
Guest
«Reply #5 on: September 09, 2004, 09:45:09 AM »
Quote from: "muneeb"
Nishita your shairi is to GooD !

maira bechain dil mujh say
bus aik hi baat poochta hai
k taira wajood us k liay
kuon is akdar raeapta hai
us say batain karnay ko
kuon bechain rahta hai
duniya main to loog hain hazaroon
par intizar usi ka rahta hai



nice one muneeb,..

Yaqeen hai mujhe ki na aayega mujh se milne koi
phir bhi yeh dil ko mere, intezaar kaisa hai..
Logged
nishita
Guest
«Reply #6 on: September 10, 2004, 09:54:28 AM »
jaakar usse zamana hogaya
fir bhi dil ko uska intezaar hai
jo rishta kabhi bana hi nahin
kyon uss par itna hume aetbaar hai..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: September 10, 2004, 02:13:01 PM »
Quote from: "nishita"
jaakar usse zamana hogaya
fir bhi dil ko uska intezaar hai
jo rishta kabhi bana hi nahin
kyon uss par itna hume aetbaar hai..


wah bahoot khoob>> Jo rishta kabhi bana hi nahi, na jaane kayun uss per itna aitbaar hai>>> bahoot khoob.


ek bahoot hi purana shair yaad aa gaya, app sabne suna hoga. Not mine.

dil diya aitbaar ki had thi
payar kiya ahsaas(mai bhool gai yaha kaya word tha) ki had thi
mar gaya, magar ankhy rahi khulli, yah tere intzaar ki had thi.
Logged
waheed
Guest
«Reply #8 on: September 10, 2004, 02:23:07 PM »
Quote from: "Pooja"
Quote from: "nishita"
jaakar usse zamana hogaya
fir bhi dil ko uska intezaar hai
jo rishta kabhi bana hi nahin
kyon uss par itna hume aetbaar hai..


wah bahoot khoob>> Jo rishta kabhi bana hi nahi, na jaane kayun uss per itna aitbaar hai>>> bahoot khoob.


ek bahoot hi purana shair yaad aa gaya, app sabne suna hoga. Not mine.

dil diya aitbaar ki had thi
payar kiya ahsaas(mai bhool gai yaha kaya word tha) ki had thi
mar gaya, magar ankhy rahi khulli, yah tere intzaar ki had thi.



dil diya yeh mere pyaar ki hadh thi
jaan di aaitebaar ki hadh
mar gaye per khuli rahin aankhen
yeh mere intezaar ki hadh thi

main duniya teri chod chala
zara soorat toh dikhlaa jaana
do aansoon leke aankhaon mein
tum laash pe meri ajaana

this is song  not a she  o k[/b]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: September 10, 2004, 02:43:45 PM »
Thanks Waheed. Muje achi tarah se yaad nahi tha. Thanks Usual Smile
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #10 on: September 10, 2004, 03:47:31 PM »
Quote from: "nishita"
tujhse pyaar karneko dil ne majboor kiya
najane kyu zindagi ne khushi ko humse door kiya
jitna bhi chaha tere paas aane ko
tune utna hi hume duur kiya..

dard ko gale lagakar ashko ko humne pi liya
zubaan se nikalte lafzo ko hoton pe humne si liya
seene se lagakar gumo ko humne
tanhaiyon mein jee liya

pyaar ko mere zinda jalake
zaalim duniya ne jeene ka haq cheen liya
judaai aur zillat se siway
uss khuda ne bhi humne kya diya..

Nishita ur shayari is gr8

GAIROH SE KUCH GILA NAHI APNO SE KUCH MILA NAHI
MEIN TO WOH GHUM KI KITAB HOON JIS KO KISI NE PARHA NAHI..

BUS EIK ZARA SI BAT THI LEKIN SARI UMER
WOH MUJH KO JAGNE KI SAZA DE KAR SO GAYA

Haathon ki lakeeron per khabhi bharosa nahin karna kiyun ke
Taqdeer tau unki bhi hoti hai jin ke haath nahin hotey
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #11 on: September 10, 2004, 03:56:02 PM »
Quote from: "nishita"
tujhse pyaar karneko dil ne majboor kiya
najane kyu zindagi ne khushi ko humse door kiya
jitna bhi chaha tere paas aane ko
tune utna hi hume duur kiya..

dard ko gale lagakar ashko ko humne pi liya
zubaan se nikalte lafzo ko hoton pe humne si liya
seene se lagakar gumo ko humne
tanhaiyon mein jee liya

pyaar ko mere zinda jalake
zaalim duniya ne jeene ka haq cheen liya
judaai aur zillat se siway
uss khuda ne bhi humne kya diya..

Mere khuda mujhe thodi si zindagi dede
Udaas mere janaaze se jaa raha hai koi
Logged
akela
Guest
«Reply #12 on: September 10, 2004, 05:43:30 PM »
good work all
Logged
akela
Guest
«Reply #13 on: September 10, 2004, 05:46:31 PM »
good work all
Logged
Deepak Dixit
Guest
«Reply #14 on: September 10, 2004, 05:52:22 PM »
NISHITA GOOD ONE
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 24
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 08, 2024, 01:56:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer