Jab Koi Sach Likhta Bahut Hai "Khwaish"

by khwaish on January 05, 2012, 10:42:31 AM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 4475 times)
Raqeeb
Guest
«Reply #15 on: January 06, 2012, 05:25:49 AM »
" Eid Ke Din Udaas Se Ghar Mei'n, Ek Bewa Ghareeb Ro Rahi Thi...
Uss Ka Bachcha Jo Yeh Puch Baitha Ke
"Maa, Eid BungLoun Mei'n Hi Kyu'n Hoti Hai..?"

yeh Ghazal Ek Maa Aur Ek Bete Ki Aapsi Baatcheet Hai
jisme Beta Apni Maa Ko Dilaase De Raha Hai Ke
Rone se Kuch haasil Nahi Hota Isliye Rona Chodd Bhi de..
Muflisi Mein Log Kin Kin MajbooriyoN Ka Saamna Karte Hai
Yeh Ghazal uss Soch par Adhaarit Hai..Dil Ki Nazron se Padhiyega...

Chal Maa Yeh Bazaar  Mujhe Lagta Mehanga Bahut Hai
Paas Jo yeh 20 Rupaye Hai yeh Yahan Sasta Bahut hai

kahin jaakar Do Roti Se Apni Bhook Mita Lenge Hum Dono
Gareeb Ke liye  Bas jeene Ke Liye Yahan Itna Bahut Hai

Khwaishon Ko Be-Maut Marne Diya Kar Naa  Eh Maaa!!!!
Paani Ka Dariya Aankhon Me Bewajah Rukhta Bahut hai

Mere Kapdo Ki Koi Parwaah Naa Kar,yeh Thik Thaak se Hai
Sharir Ko Dhakne Ke Liye Yeh Kapda Bhi Itna Bahut Hai

Taqdeer se Yuh Haar kar Roti Kyon Hai Maaa.....!!!!
jo Bhi hai jaisa Bhi hai,Yaad Rakh Mera Khuda Acha bahut hai

Sirf Paisa Paas Ho To Hi sab Kuch Nahi Hai Naa Maa..!!!!
Par Woh Baat Aur Hai ke Paiso Se,Apna Pet Bharta Bahut hai

Suuna Hai Ke iss Duniya mein Gham Ka Koi Khareedar nahi
Kya Kare Maa...Yahan  Insaan Ka Imaan Bikhta Bahut Hai

Tujhe Andaaza Bhi Nahi Yahan Log Kaise Jeete Hai...!!!!!!
Woh Andhero Mein Rota Hai Jo Ujaalo Me Hasta Bahut Hai

"Khwaish" Kuch Yuh Likh Ke Teri kalam Bhi Ro Pade...!!!!!
Ashq Aankhon Se Girte Hai Tab , Jab Koi Sach Likhta Bahut hai

                  ~~~~~Khwaish~~~~~

Bohot Khoob Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #16 on: January 07, 2012, 08:47:06 AM »

 tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed

i am speachless.............!! thats it

       tere lafzo.n ne aakhon ko rula diya,
       tere kalaam ne dil ko hilaa diya.

mere kyaal se YOINDIA ne jis award se aap ko nawaaza hai iss kalaam ke baad se main yehi kahoon gi woh bhi kam hai

Sheba Ji...Aapka Tahe Dil Se Bahut Bahut Shukriya

Ke Aapne Yeh Ghazal Ko Dil Se padha...Aur Yakeen maniye Mere Liye Sabse Bada Inaam Aapke Aur Sabke Comments Hai..Koi Agar Apna Waqt Kisi Ko Deta Hai To Wahi  sabse badi Baat Hai Mere Liye..Aur Aapne Huemsha meri Kalaamo Ko Apna Waqt Diya Hai...Guzarish Hai Aage Bhi Yuhi Saath Dete Rahiyega..

 Thankyou ! Thankyou ! Thankyou !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #17 on: January 07, 2012, 09:08:34 AM »
khwaish ji thode men itnaa hee kahoongaa ki aapkee is peshkash par hazaaron salute

Sainiji, Aapka Bahut Bahut Aur Bahut Shukriya Janaab Jo Aapne Apna Waqt Diya..Yuhi Humesha Saath Dete Rahieyga icon_flower
Logged
khujli
Guest
«Reply #18 on: January 07, 2012, 09:12:10 AM »
" Eid Ke Din Udaas Se Ghar Mei'n, Ek Bewa Ghareeb Ro Rahi Thi...
Uss Ka Bachcha Jo Yeh Puch Baitha Ke
"Maa, Eid BungLoun Mei'n Hi Kyu'n Hoti Hai..?"

yeh Ghazal Ek Maa Aur Ek Bete Ki Aapsi Baatcheet Hai
jisme Beta Apni Maa Ko Dilaase De Raha Hai Ke
Rone se Kuch haasil Nahi Hota Isliye Rona Chodd Bhi de..
Muflisi Mein Log Kin Kin MajbooriyoN Ka Saamna Karte Hai
Yeh Ghazal uss Soch par Adhaarit Hai..Dil Ki Nazron se Padhiyega...

Chal Maa Yeh Bazaar  Mujhe Lagta Mehanga Bahut Hai
Paas Jo yeh 20 Rupaye Hai yeh Yahan Sasta Bahut hai

kahin jaakar Do Roti Se Apni Bhook Mita Lenge Hum Dono
Gareeb Ke liye  Bas jeene Ke Liye Yahan Itna Bahut Hai

Khwaishon Ko Be-Maut Marne Diya Kar Naa  Eh Maaa!!!!
Paani Ka Dariya Aankhon Me Bewajah Rukhta Bahut hai

Mere Kapdo Ki Koi Parwaah Naa Kar,yeh Thik Thaak se Hai
Sharir Ko Dhakne Ke Liye Yeh Kapda Bhi Itna Bahut Hai

Taqdeer se Yuh Haar kar Roti Kyon Hai Maaa.....!!!!
jo Bhi hai jaisa Bhi hai,Yaad Rakh Mera Khuda Acha bahut hai

Sirf Paisa Paas Ho To Hi sab Kuch Nahi Hai Naa Maa..!!!!
Par Woh Baat Aur Hai ke Paiso Se,Apna Pet Bharta Bahut hai

Suuna Hai Ke iss Duniya mein Gham Ka Koi Khareedar nahi
Kya Kare Maa...Yahan  Insaan Ka Imaan Bikhta Bahut Hai

Tujhe Andaaza Bhi Nahi Yahan Log Kaise Jeete Hai...!!!!!!
Woh Andhero Mein Rota Hai Jo Ujaalo Me Hasta Bahut Hai

"Khwaish" Kuch Yuh Likh Ke Teri kalam Bhi Ro Pade...!!!!!
Ashq Aankhon Se Girte Hai Tab , Jab Koi Sach Likhta Bahut hai

                  ~~~~~Khwaish~~~~~

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #19 on: January 07, 2012, 09:31:07 AM »
khwaish ji bahut achhe se aapne ek gareeb ke zazbaat likhe hain.
daad hazir hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

kya karen yahan doonia mein ameer kam aur gareeb bahut hain.
sabke hisse ka ye ameer liye baithe hain.
gareeb ka zameer yahan sasta bahut hai.

Aapka Bahut Bahut Dhanyawaad Sureshji icon_flower
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #20 on: January 07, 2012, 09:43:19 AM »
" Eid Ke Din Udaas Se Ghar Mei'n, Ek Bewa Ghareeb Ro Rahi Thi...
Uss Ka Bachcha Jo Yeh Puch Baitha Ke
"Maa, Eid BungLoun Mei'n Hi Kyu'n Hoti Hai..?"

yeh Ghazal Ek Maa Aur Ek Bete Ki Aapsi Baatcheet Hai
jisme Beta Apni Maa Ko Dilaase De Raha Hai Ke
Rone se Kuch haasil Nahi Hota Isliye Rona Chodd Bhi de..
Muflisi Mein Log Kin Kin MajbooriyoN Ka Saamna Karte Hai
Yeh Ghazal uss Soch par Adhaarit Hai..Dil Ki Nazron se Padhiyega...

Chal Maa Yeh Bazaar  Mujhe Lagta Mehanga Bahut Hai
Paas Jo yeh 20 Rupaye Hai yeh Yahan Sasta Bahut hai

kahin jaakar Do Roti Se Apni Bhook Mita Lenge Hum Dono
Gareeb Ke liye  Bas jeene Ke Liye Yahan Itna Bahut Hai

Khwaishon Ko Be-Maut Marne Diya Kar Naa  Eh Maaa!!!!
Paani Ka Dariya Aankhon Me Bewajah Rukhta Bahut hai

Mere Kapdo Ki Koi Parwaah Naa Kar,yeh Thik Thaak se Hai
Sharir Ko Dhakne Ke Liye Yeh Kapda Bhi Itna Bahut Hai

Taqdeer se Yuh Haar kar Roti Kyon Hai Maaa.....!!!!
jo Bhi hai jaisa Bhi hai,Yaad Rakh Mera Khuda Acha bahut hai

Sirf Paisa Paas Ho To Hi sab Kuch Nahi Hai Naa Maa..!!!!
Par Woh Baat Aur Hai ke Paiso Se,Apna Pet Bharta Bahut hai

Suuna Hai Ke iss Duniya mein Gham Ka Koi Khareedar nahi
Kya Kare Maa...Yahan  Insaan Ka Imaan Bikhta Bahut Hai

Tujhe Andaaza Bhi Nahi Yahan Log Kaise Jeete Hai...!!!!!!
Woh Andhero Mein Rota Hai Jo Ujaalo Me Hasta Bahut Hai

"Khwaish" Kuch Yuh Likh Ke Teri kalam Bhi Ro Pade...!!!!!
Ashq Aankhon Se Girte Hai Tab , Jab Koi Sach Likhta Bahut hai

                  ~~~~~Khwaish~~~~~

Bahut hee achchhaa likhaa hai , Kittu ji aapney! Badhaayee! Bahut hee pyaaraa dil paayaa hai aapney! Kaash ham-aap aas-paas hotey!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #21 on: January 07, 2012, 10:51:48 AM »

Khwaish bhai... Usual Smile

kya kehne ish ghazal ke.. wah bhai wah..

har ek lafz sachai bayan kar rahi hai...

aankhe bhar aayi.. aur aakhiri ke chaar line to kya baat hai...

beshumar daad kabul kare... Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Clapping Smiley

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Clapping Smiley Clapping Smiley

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Touhid Ji, Aapke Beshumaar Taaliyon Ke Liye Aapki Diili Daad Aur Aapke Waqt Ke Liye Bahut bahut Aur Bahut shukriya Bhai..

Yuhi Saath Nibhaate Rahiyega Dost!!! icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #22 on: January 07, 2012, 11:48:22 AM »
laajabab... kuchh kahne ko nahin hai is rachna par.... bahut hi dard hai ismain.. uuffffffff

 Applause Applause Applause

Aapka Bahut Bahut Shukriya Mann Ji

Yuhi Waqt Dete rahiyega icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #23 on: January 07, 2012, 03:04:14 PM »
no words for copmliment

S.f Ji Kuch To Keh Jaate...

Chaliye Aapne waqt diya aapka bahut bahut shukriya  icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #24 on: January 07, 2012, 03:06:30 PM »

Fabulous creation . Made me cry .. Bahoot Bahoot sach likha hai.. Aur iss ghazal ka ak ak sher behad umda aur lajawaab hai.. sachai ka darpan hai yea ghazal,... Bahoot bahoot Umda .. bahoot Khoob !

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Nysha

Thankyou Sooooooooooooooo Much Sophi Ji..

Aapne Inn Ehsaaso Ko mehsoos Kiya, Yeh jaankar Bahut Acha laga..Aapko Rulaane Ke liye Muaafi Chaahta hoon.. Usual Smile

Aapka Bahut bahut Shukriya icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #25 on: January 07, 2012, 03:25:09 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause भावनाओं से ओत-प्रोत इस बेशकीमती रचना की, जितनी तारीफ़ की जाए कम होगी.........बहूत बहूत खूब भाई.  Thumbs UP

Sanjeev bro Aapka Bahut bahut Dhanyawaad..

Yuhi saath dete rahiyega bhai icon_flower icon_flower
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #26 on: January 07, 2012, 04:07:52 PM »
dard me dobkar sach ko itni sachai se likhna taarif hai aapki Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 41 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010

View Profile
«Reply #27 on: January 08, 2012, 06:22:51 AM »
NICE
" Eid Ke Din Udaas Se Ghar Mei'n, Ek Bewa Ghareeb Ro Rahi Thi...
Uss Ka Bachcha Jo Yeh Puch Baitha Ke
"Maa, Eid BungLoun Mei'n Hi Kyu'n Hoti Hai..?"

yeh Ghazal Ek Maa Aur Ek Bete Ki Aapsi Baatcheet Hai
jisme Beta Apni Maa Ko Dilaase De Raha Hai Ke
Rone se Kuch haasil Nahi Hota Isliye Rona Chodd Bhi de..
Muflisi Mein Log Kin Kin MajbooriyoN Ka Saamna Karte Hai
Yeh Ghazal uss Soch par Adhaarit Hai..Dil Ki Nazron se Padhiyega...

Chal Maa Yeh Bazaar  Mujhe Lagta Mehanga Bahut Hai
Paas Jo yeh 20 Rupaye Hai yeh Yahan Sasta Bahut hai

kahin jaakar Do Roti Se Apni Bhook Mita Lenge Hum Dono
Gareeb Ke liye  Bas jeene Ke Liye Yahan Itna Bahut Hai

Khwaishon Ko Be-Maut Marne Diya Kar Naa  Eh Maaa!!!!
Paani Ka Dariya Aankhon Me Bewajah Rukhta Bahut hai

Mere Kapdo Ki Koi Parwaah Naa Kar,yeh Thik Thaak se Hai
Sharir Ko Dhakne Ke Liye Yeh Kapda Bhi Itna Bahut Hai

Taqdeer se Yuh Haar kar Roti Kyon Hai Maaa.....!!!!
jo Bhi hai jaisa Bhi hai,Yaad Rakh Mera Khuda Acha bahut hai

Sirf Paisa Paas Ho To Hi sab Kuch Nahi Hai Naa Maa..!!!!
Par Woh Baat Aur Hai ke Paiso Se,Apna Pet Bharta Bahut hai

Suuna Hai Ke iss Duniya mein Gham Ka Koi Khareedar nahi
Kya Kare Maa...Yahan  Insaan Ka Imaan Bikhta Bahut Hai

Tujhe Andaaza Bhi Nahi Yahan Log Kaise Jeete Hai...!!!!!!
Woh Andhero Mein Rota Hai Jo Ujaalo Me Hasta Bahut Hai

"Khwaish" Kuch Yuh Likh Ke Teri kalam Bhi Ro Pade...!!!!!
Ashq Aankhon Se Girte Hai Tab , Jab Koi Sach Likhta Bahut hai

                  ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
drpandey
Guest
«Reply #28 on: January 08, 2012, 10:43:02 AM »
itni behtareen peshkash ke liye khwaish bhai aapko mubarakbaad..!!ghazal se ghareeb bharat ki tasveer ayaan hoti hai..Aapka tazurba aur bayaan ka tareeka dono lajabab hain..! Azadi ke aadhi se jyada shatabdi gujar gai magar amiri aur ghareebi ki ye dooriyan abtak kam na hoo sakin..!

Behad umda peshkash aapka jore kalam aise hi badhta rahe..yahi meri ishwar se prarthna hai..

" Eid Ke Din Udaas Se Ghar Mei'n, Ek Bewa Ghareeb Ro Rahi Thi...
Uss Ka Bachcha Jo Yeh Puch Baitha Ke
"Maa, Eid BungLoun Mei'n Hi Kyu'n Hoti Hai..?"

yeh Ghazal Ek Maa Aur Ek Bete Ki Aapsi Baatcheet Hai
jisme Beta Apni Maa Ko Dilaase De Raha Hai Ke
Rone se Kuch haasil Nahi Hota Isliye Rona Chodd Bhi de..
Muflisi Mein Log Kin Kin MajbooriyoN Ka Saamna Karte Hai
Yeh Ghazal uss Soch par Adhaarit Hai..Dil Ki Nazron se Padhiyega...

Chal Maa Yeh Bazaar  Mujhe Lagta Mehanga Bahut Hai
Paas Jo yeh 20 Rupaye Hai yeh Yahan Sasta Bahut hai

kahin jaakar Do Roti Se Apni Bhook Mita Lenge Hum Dono
Gareeb Ke liye  Bas jeene Ke Liye Yahan Itna Bahut Hai

Khwaishon Ko Be-Maut Marne Diya Kar Naa  Eh Maaa!!!!
Paani Ka Dariya Aankhon Me Bewajah Rukhta Bahut hai

Mere Kapdo Ki Koi Parwaah Naa Kar,yeh Thik Thaak se Hai
Sharir Ko Dhakne Ke Liye Yeh Kapda Bhi Itna Bahut Hai

Taqdeer se Yuh Haar kar Roti Kyon Hai Maaa.....!!!!
jo Bhi hai jaisa Bhi hai,Yaad Rakh Mera Khuda Acha bahut hai

Sirf Paisa Paas Ho To Hi sab Kuch Nahi Hai Naa Maa..!!!!
Par Woh Baat Aur Hai ke Paiso Se,Apna Pet Bharta Bahut hai

Suuna Hai Ke iss Duniya mein Gham Ka Koi Khareedar nahi
Kya Kare Maa...Yahan  Insaan Ka Imaan Bikhta Bahut Hai

Tujhe Andaaza Bhi Nahi Yahan Log Kaise Jeete Hai...!!!!!!
Woh Andhero Mein Rota Hai Jo Ujaalo Me Hasta Bahut Hai

"Khwaish" Kuch Yuh Likh Ke Teri kalam Bhi Ro Pade...!!!!!
Ashq Aankhon Se Girte Hai Tab , Jab Koi Sach Likhta Bahut hai

                  ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #29 on: January 08, 2012, 03:11:21 PM »
Khuda kay ghum pe likhne wale haazar milenge tujhe yahan mere dost,
Jo dusron kay ehsaason ko mehsoos kar likhe, aisa koi dhund kay bata..

Zada nahin kahunga, mager ap, unn main se ho, jo dusron ko mehsoos kar, likh sakta hai.. :)Wah Wah Wah..
Yeh quoted ashaar toh dil main ghar kar gaya..
Ankh se ansoo toh ek nahin baha mager, dil nam zaroor hua..
Dost mere, jazbaaton se bhari iss kalam ko, Rahim ka salaam..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!

Apna Waqt Dene Ke Liye Aapka Bahut Bahut Shukriya Mere Dost...Sach Kahoon To Auron Ka Dard Kabhi Kabhi Apne Dard Se zyaada Dard Deta Hai..Aapne Inn Ehsaaso Ko Padha..Aapka Bahut bahut shukriya Mere Bhai
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 06:50:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer