~~"UDAASI KA PEHRA"~~

by k.shael on February 25, 2009, 09:20:58 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2086 times)
sajid_ghayel
Guest
«Reply #15 on: February 26, 2009, 12:31:49 PM »
Ho chahat agar tere dil me mere dard dekhne ki,
Aaine pe jara jorr se ek pathar faikhna...

Shally.

Chahet to hain chum lu labo ko tere
Par darta hu tu phool hain aur main khiza hu

-SG-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
~~~~~~""'"nazar-e-ishq"""~~~~~~~ by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
/////////"""HAAL-E-BAYAAN"""/////////////// by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
""Hamein Jab Alwida Kehne Lago"" by angel4u in Shayri-E-Dard
k.shael
Guest
«Reply #16 on: February 27, 2009, 06:06:49 AM »
Chahet to hain chum lu labo ko tere
Par darta hu tu phool hain aur main khiza hu

-SG-


Galti se bhi kabhi mere kareeb na aana,
Meri Mayoosiyaan kahiin tumhe bhi loot na le.

Shally.
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #17 on: February 27, 2009, 08:28:54 AM »
Dard se mera rishta bahut gehra lagta hai,
Meri har khushi pe udaasi ka pehra lagta hai,

Dil ne to baha diye khoon ke aansoo,
Par aakhon me aab bhi ek sailaab thehra sa lagta hai,

Har kisi ki fitrat ko pehchaana nazroon ne,
Ek khud ka hi ajnabi sa chehra lagta hai,

Doobne ke darr se na utre log jahaan,
Hame uss majhdhaar me hi sehra lagta hai…


Shally.

bahoot khoob likha hai shally har sher anmol dharo-ar ki tarah surakshit rakhne jaisa hai....magar last line me aakhiri me sehra ki jagah sahara hona chahiye tha aisa lagata hai
Logged
k.shael
Guest
«Reply #18 on: February 27, 2009, 10:12:08 AM »
Waah waah Shally, Kya Khoob Yaar, Bohat Bohat Achche, Nice One Yunhi Likho,.

And Nice Lines Sajid Bhaiya, And Anaam Ji,.


Shukriya Azeem,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #19 on: February 27, 2009, 10:14:34 AM »
Hamesha Ki Tarah!! Bahut Bahut Khoob Shally.. Applause Applause Applause
very nice lines shally...good..keep writing dear...
Applause Applause

Waah waah shally bohat khoob dear ..

Bohat khoob sajid ji

Bohat khoob anaam ji...



Shukriya Khwaish Ji,

Shukriya Honey Didi,

Shukriya Fairy,

Shally.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #20 on: February 27, 2009, 12:09:01 PM »

Galti se bhi kabhi mere kareeb na aana,
Meri Mayoosiyaan kahiin tumhe bhi loot na le.

Shally.

Jo tu nafrat de mujhe koi shikwa nahi karta hu
Na ho jaye tu shamil meri badnasibi me, teri mohabbat se darta hu

-SG-
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: February 27, 2009, 12:10:37 PM »
Dard se mera rishta bahut gehra lagta hai,
Meri har khushi pe udaasi ka pehra lagta hai,

Dil ne to baha diye khoon ke aansoo,
Par aakhon me aab bhi ek sailaab thehra sa lagta hai,

Har kisi ki fitrat ko pehchaana nazroon ne,
Ek khud ka hi ajnabi sa chehra lagta hai,

Doobne ke darr se na utre log jahaan,
Hame uss majhdhaar me hi sehra lagta hai…


Shally.


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot hi khoobsurat creation hai Shally, dil ke andar tak utar jaata hai....!! Bohot khoob dear...yunhi likhte rehna  icon_thumleft




Khizaan ka manzar utre, baharaon ki dhoop khil jaaye,
Ae Khuda har ghumzada dil ko jeene ki wajah mil jaaye


Logged
k.shael
Guest
«Reply #22 on: February 28, 2009, 05:44:09 AM »
Jo tu nafrat de mujhe koi shikwa nahi karta hu
Na ho jaye tu shamil meri badnasibi me, teri mohabbat se darta hu

-SG-


Mere dosto ke naamo me ek naam tera bhi shumaar hai,
Aur maloom hai tujhe ye teri badnasibi ka saboot hai.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #23 on: February 28, 2009, 05:47:17 AM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot hi khoobsurat creation hai Shally, dil ke andar tak utar jaata hai....!! Bohot khoob dear...yunhi likhte rehna  icon_thumleft




Khizaan ka manzar utre, baharaon ki dhoop khil jaaye,
Ae Khuda har ghumzada dil ko jeene ki wajah mil jaaye





Bahut Bahut Shukriya Celmira dear,

Mere kaam ko sarahne ke liye...

Bata kaise har dil ko jeene ki wajah mil jaaye,
Kaise koi toot ke phir se sambhal jaaye...

Shally.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #24 on: February 28, 2009, 09:02:13 AM »

Mere dosto ke naamo me ek naam tera bhi shumaar hai,
Aur maloom hai tujhe ye teri badnasibi ka saboot hai.

Khush_nasibi samjhu bad_nasibi samjhu main jane kya samjhu
Muje bas hain itna maloom main tujhe apna samjhu
Logged
k.shael
Guest
«Reply #25 on: February 28, 2009, 09:10:20 AM »
Bohat Khoob Likha Hai Sael Ji Aapne....
Keep It Up...

Shukriya Shihab Ji,

Aacha lagta agar aap kuch likhte to,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #26 on: February 28, 2009, 09:13:20 AM »
Khush_nasibi samjhu bad_nasibi samjhu main jane kya samjhu
Muje bas hain itna maloom main tujhe apna samjhu

Tu use apna keh raha hai jiska koi kabhi hua hi nahi,
Nasamjhi hai teri agar tu pathar se mohabbat ki umeed karta hai,
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #27 on: March 02, 2009, 07:00:30 AM »
Dard se mera rishta bahut gehra lagta hai,
Meri har khushi pe udaasi ka pehra lagta hai,

Dil ne to baha diye khoon ke aansoo,
Par aakhon me aab bhi ek sailaab thehra sa lagta hai,

Har kisi ki fitrat ko pehchaana nazroon ne,
Ek khud ka hi ajnabi sa chehra lagta hai,

Doobne ke darr se na utre log jahaan,
Hame uss majhdhaar me hi sehra lagta hai…


Shally.


wah, excellent piece of poetry shally, bahut badiya

jasbir singh
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #28 on: March 02, 2009, 07:14:50 AM »
Dard se mera rishta bahut gehra lagta hai,
Meri har khushi pe udaasi ka pehra lagta hai,

Dil ne to baha diye khoon ke aansoo,
Par aakhon me aab bhi ek sailaab thehra sa lagta hai,

Har kisi ki fitrat ko pehchaana nazroon ne,
Ek khud ka hi ajnabi sa chehra lagta hai,

Doobne ke darr se na utre log jahaan,
Hame uss majhdhaar me hi sehra lagta hai…


Shally.


Waah shally dear...shayri e dard mein to Tum ik se badhkar ik kalam likhti ho..aaj kaafi dino baad yo.pe aaya aur first tera hi kalaam padha maine..jee shally bahot hi khoob aur pahele se kafi kaafi best...!!!
Logged
k.shael
Guest
«Reply #29 on: March 02, 2009, 08:06:56 AM »
Ji Jarur Koshish Karte Hai

Ik Ajnabi Se Dard Ko Seenye Mein Chhupaye Rakha Hai
Jane Kitne Armano Ko Aansuon Mein Doobaye Rakha Hai.

Sehar Ki Rangeeniyon Se Bhala Mujhe Kya Kaam Shihab
Humko Veerane Aur Veerano Ko Humne Sajaye Rakha Hai





Wah Bahut khoob janab,

4 lines me hi dil ka haal bata diya,

Kya bataye kisi ko kisne hame fakeer bana rakha,
Dil aur jaan lekar hame gareeb bana rakha hai,

Wo to pehle hi the kayi malkiyatoon ke malik,
Aab hamri jageer ne bhi unhe sartaaz bana rakha hai,

Shally.

Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 10:15:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.183 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer