Wo Rehne Waali Mehlon Ki,.

by Jaanasheen on March 25, 2009, 05:25:56 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 5690 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile

Wo Rehne Wali Mehlon Ki, Uska Shauk Dilon Se Khelna Tha,.
Main Tehra Dil Waala, Aur Us Se Dil Lagaa Baitha,.

Andhera Usne Dekha Nahi, Roshni Mere Aangan Mein Barkharar Nahi,.
Use Roshan Karne Ki Khatir, Main Khud Ka Jahaan Jalaa Baitha,.

Khush Tha Bohat, Jab Main Gareeb Tha,.
Khushi Se Door Hi Sahi, Ghamo Ke Na Itne Kareeb Tha,.
Ek Khushi Ki Talab Karke, Ghamon Se Rishta Banaa Baitha,.

Wo Mehlon Ki Raani Thi, Aur Meri Dard Ki Kahaani Thi,.
Jee Jab Bhar Gaya, Thukra Diya Usne, Aur Main Ek Dhoka Khaa Baitha,.

Aukhaat Mein Rehkar Dil Lagaata, To Main Bhi Mohabbat Ki Khushi Paata,.
Ek Ameer Se Dil Lagaakar Maine, Jo Sakoon Bacha Tha Wo Bhi Gawaa Baitha,.

Wo Rehne Wali Mehlon Ki, Uska Shauk Dilon Se Khelna Tha,.
Main Tehra Dil Waala, Aur Us Se Dil Lagaa Baitha,.

____________________________________________-Jaanasheen-



Logged
angel4u
Guest
«Reply #1 on: March 25, 2009, 05:33:56 PM »
Bahut khoob azeemm....

Applause
aise dard wali baatein poem tak hi thik hia..
par tum khush raho hamesha...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: March 25, 2009, 05:34:29 PM »
wah wah jahanasheen, wah, bahut khoob

jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 25, 2009, 05:35:10 PM »
Bahut khoob azeemm....

Applause
aise dard wali baatein poem tak hi thik hia..
par tum khush raho hamesha...


Thek Hai Aapa Jaan, Allah Aapko Bhi KHush Rakhe,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 25, 2009, 05:35:35 PM »
wah wah jahanasheen, wah, bahut khoob

jasbir singh

Thank U Jasbir Bhai,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: March 25, 2009, 07:19:36 PM »
Bahaut khoob Azeem bhaijan...
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: March 25, 2009, 07:21:53 PM »
Bohot Khoob Azeem....Be Happy and Keep smiling !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: March 26, 2009, 11:36:53 AM »
Thank U Raheem Bhai, And Talat Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 14, 2009, 07:17:24 AM »
Tu Rehne Waali Mehlon Ki, Main Ek Tasweer Gurbat Ki,.
Teri Nazron Mein Kya Hogi, Khadar Meri Mohabbat Ki,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 02:02:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.173 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer